trend indication kay tools.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trend indication kay tools.
    brother aao trend bohat say tareeko say find ker sektay hain most commonly jo methods use koye jaatay hain inn main:

    1-Trend Line
    2-Equidistant Channel
    3-Moving Averages(10,15,40)
    4-Exponential Moving Average(40)
    5-Technical indicators ki summary waghera shaamil hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G brother app nay bohot he useful information Baqi members k sath share ke hai jis say sab he advantage laay sakty hain aur trend k mutabiq trading b kar sakty hain . Iss ke elawa b candlestick ke madad say b kafi traders trend ko find karty hain aur iss k mutabiq trading karty hain .
    • #3 Collapse

      Very good dear friend apne bht he achi thread post ki he is trah ki post karny se sub friends ko bht fiada hoga.isi se trah k trend se hamen forex market learn Karna bht asan ho Jay ga is ilawa bht sary new Commers loss se bach sakty hen ar aik bht achay trader ban saktay hen
      • #4 Collapse

        Thanks bhai is useful thread k liye is me bs 2 nahi pta thy mjy baqi pata thy lekin new traders k liye ye ak achi or useful post hai agar wo trend maloom karna chahy to in tools ki madad sy ap market ka trend maloom kar skty hai.
        • #5 Collapse

          Indicator tools ko istemal karne ka bahut jyada fayda hai in ki wajah se hum logo ko tradingqna bahut knowledge Hota Hai
          • #6 Collapse

            gee bhai aap nay kaafi achi information share kee hay her banda mukhatlif kisam kee techniques o tools ko use kerta hay bohat say log iss ko simple line sy hi find kertay hain lekin iss k liye candle stick pattern bhi use hota hay
            • #7 Collapse

              trend indication tools agr ap daikhe tu forex mt4 ya mt5 me hi indicator majod hote hai jo apko trend ka pata dete hai uske ilwa b bohat se indicator hai jase trend line moving everge etc. hume trend ka pata tubi chal sakta hai jub humare pass experience hoga tu pahle experinece gain kare trend ka b pata chal jaye ga.
              • #8 Collapse

                bhai ap ny boht achi post ki hai jis main ap ny trend ko find out karny k method hmary sath shre kiye hai forex trading main apko trend ki indictaon bohat zarori hainq k jub tak apko trend ka conferm nahi ho jata ap tab tak trading nahi kar skty hain es liye hamin achi trha se trend ko find out karny k bad trasding karni chahye ta k hmain loss na ho
                • #9 Collapse

                  Re: trend indication kay tools.

                  forex mai hamy indicators ke bohat ahmeyat hain hamy in ko or in ky tools ko learn kar ky use kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy lakin hamy in py 100% itbar nahi karna chahey q ky agar hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                  • #10 Collapse

                    Re: trend indication kay tools.

                    hamy acha knowledge or experience hasial kar ky kam trend line dahkty howe indicators ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: trend indication kay tools.

                      Yes boss aap ki baat belkul thek ki h aur mien aap sy agree kerta hun k jab ham forex mien kaam kerte hoen tu hamain as mien aap ki informmation per amal kerna hota h agar ham as mien achi information dete hien tu ye achi baat h warna hamaian as mien fezol thread na ban ny hote hien mien as mien jab kaam kerta hun tu mien kamaee b ker sakta hun.
                      • #12 Collapse

                        Re: trend indication kay tools.

                        Trend indicator kay tools ap nay boht achay andaz main bataye hain. lakin mera is main ap say chota say ikhtalaf hay kay yeah tool boht dafa false ho jatay hain aur ghalat indication detay hian. ager yeah trend ko find kernay walay itnay hi effective tool hotay han to yeah wrong indication que detay hain? meray khayal main hamen trend ko dekhnay kay liye kuch aur aur perfect qisam kay tools aur ilam ki zarorat hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: trend indication kay tools.

                          Trend indication kay liye zayda ter trend line hi use ki jati hay kuch log trend kay liye channel aur moving averages bhi use kertay hain. lakin meray khayal main ager dekha jaye to trend line best tool hay jis say trader ko idea ho jata hay kay trend kahan say kahan tak move ker sakta hay. aur perfect trend line draw kerna kafi mushkil kam hay yeah aik complete knowledge ka baghair na mumkin kam hay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X