200USD capital per LOT ki selection?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    200USD capital per LOT ki selection?
    Respected forum members nain yeh sawal pochna chahta hon keh ager capital amount 200 YSD ho to currency pair main trading key liey LOT size kitni lagani chaey takeh profit bhi munasib mil jaey aor loss ki surat main loss bhi ziada na ho? Thanks.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    brothers 200 US Dollars currency trading kay liye kaafi fair amount hay kiun kay currencies ki pip value kaafi kam hoti hay to issi loye aap ka lot conditions kay mutaabiq hona chaahiye aap 0.01 say ley ker 0.07 tak ki lot to use ker dektain hain easily
    • #3 Collapse

      Dost mera mashwara hai k is surat men currency pair per apka lot size 0.20 se zyada na ho Q k agar market ap k against jaye to jab ap samjhen k ab mazeed against nahin jaye gi to wahan per 0.20 lot ki ek aur trade open kar dain ta k apko mazeed profit mil jaye
      • #4 Collapse

        Bhai jaan ager ap ky pass 200$ hain to ap kisi bhi currency pair per 0.10 ki lot size mein easily trade ker sakty hain. Aur ager ap matel per trade kerna chahty hain to ap ki lot size 0.01 ki lot se ziyada nai honi chaye. Ye kafi hai safe trading ky liye.
        • #5 Collapse

          Brother app pips k hisab say khud b idea laga sakty hain ager app long term trade open kar rahy hain tu lot size ko kam rakhin aur ager scalping kar rahy hain tu lot size ko barha kar b trading kar sakty hain .
          Currency ke market ma ap baray lot size k sath b iss amount say trade kar sakty hain lakin metal aur commodities ke market Mai 0.02 lot size say oper na jain
          • #6 Collapse

            Dear 200k account main ap 0.2 se 0.5 tak ki trade laga sakte hain lakin is k lye ap stop loss b utna rakhen jitna apne tp rakha hai ya phr us se kam he stop loss rakhen aur dear sab se pehle ap demo pe practise karen waha se agar result acha ata hai to phr aap forex k real account main trading karen jitna knowledge ho sake gain karen
            • #7 Collapse

              agar ap k pas 200 dollars hai to ap ko chahiey k kam sy kam lot sieze 0.05 rakhy or zeyada sy zeyada lot size 0.25 rakhy agar ap k lot size in k dermeyan me rahy ga to ap take profit b acha ly lo gy or loss b kam hoga.
              • #8 Collapse

                Agar Hamare Paas dos2usb Hai To Phir Hum logo ko 0. 01 lot size rakhni chahiye Phir Hum logo ko koi fayda Hoga Warna Mai wash ho sakta hai hamara account
                • #9 Collapse

                  Dear ager app 200$ par trade kar rahy hain to sab sy important baat ye hai ky app kis pair par trade kar rahy hain ager app Gold par trade kar rahain hain to apni lot size 0.01 rakhain es sy bari lot size kbi na lagain
                  ager app cruncy par trade kr rahy hain to 0.01 sy lay kar 0.10 tak lot size muntkab krain apni lot size 0.05 sy us waqat uper ly kar jain jab app ko yaqeen ho ky app sahi trade lga rahy hain our markeet ke moment samj rahy hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    bhai aghr u ap k apss itna usd account bonus hai tu ap apni trading main lot size .01 se ly kar .10 tak ki lot lga skty hain esaily or es se ap api trading main achai eraning bhi kar skty hain q k itny bonus main itni lot main risk bhi kam hai or apko loss hony par loss bhi zeyda nahi hoga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X