Still trading after loss? Why?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    brother i am trading in forex market from last 8 months. every time i trade after lose. because i think that i can recover my loss one day.so i keep trading.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Ji han mujhy kafi dafa loss hua hai or han shyd abhi take profit say ziada loss hi hua hai lakin mujhy pata hai k aik dafa main nay is field main apnay pain jama leye toa mairay lye profit hi profit hai
      • #153 Collapse

        Yes hame trading karna chahie.kiun ki liss jabbhi hota he to usme galati hamari hi hoti he islie hame hamari galati ko dhundna hoga or use sudharna chahie.
        • #154 Collapse

          Dear forex trading par loss ki waja sy apko forex par work karna ni chorna chahiya forex trading par bar bar koishish karni chahiya aik din ap zaroor kamiyab hoga.
          • #155 Collapse

            Forex trading min loss bhi ho jata he magar hum sabar se apni ghalati ka andaza karin because hum jante hin k loss humari apni ghalati ki wajah se hi hota he to hum control karin apni trading ko aur ghalation ko dobara na duhraein to hum kafi bari aur safe earning eise hi kar sakte hin.
            • #156 Collapse

              Hamain loss par loss bhi ho raha ho tab bhi hum is ko nahi chhortey. Umeed par dunay qaim hy aur hum yeh sochtay hain keh is bar hamain profit mil sakta hy. yeh hum jantay hain keh yeh business fraud nahi hy agar hamain loss ho raha hy to yeh hamari mistake hy. Is leye hum apnay aap ko prepare kartay hain aur phir say new planning key sath is main qadam rakh detay hain.
              • #157 Collapse

                Q k dear profit or loss to hrtrha k business mai hota hai duniya mai koi b esa business nhi hai jismay loss na ho.isi trha forex trading b 1 professional business hai jismay hr trader ko profit b hota hai or loss b.or Allah na Kray k agr hmay loss ho jata hai to hmay trading chorni nhi chahiye blkay apnay ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                https://t.me/pump_upp
                • #158 Collapse

                  گتے اور کیل، اسی کے آلات ہٹانے جبکہ 'یہ تصور ہے کہ خود میں نے آج سے ایک تجربہ کا مظاہرہ کرنے جا رہا ہوں کے بارے میں! ہے'، وجے نے کہا.
                  گتے اور کیل، اسی کے آلات ہٹانے جبکہ 'یہ تصور ہے کہ خود میں نے آج سے ایک تجربہ کا مظاہرہ کرنے جا رہا ہوں کے بارے میں! ہے'، وجے نے کہا.
                  • #159 Collapse

                    my dear agar hume musalsal loss ho tu me kabhi bhi forex ko nahi choron ga balke jo loss ki reason ho gi usse door karne ki koshish karon ga aur mehnat karon ga so successful bhi ho jaon ga but himmat kabhi nahi haron ga.
                    • #160 Collapse

                      Forex trading ho ya koi or chiz har nuqsan aap ko kuch naya sikhata hai or forex main bhi main jitni bar bhi loss main gaya hum mujhy kuch new experience mila hai isi lie main forex tarding ko bar bar loss kay bawajood bhi nahi chirna chahta jkyun kay yeh ek boht he zabardast business hai or is main agay barhny ki scoop kisi bhi dusray business ki nisbat ziyada hai.
                      AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                      • #161 Collapse

                        Brother Because this is the modern business or waisy bi jab ham ko loss hota han to us man hamari hi mistake hoti han agr ham un ko control krly to phir next ham ko is man kabi bi loss nai hoga
                        • #162 Collapse

                          Ummeed pe dunia qayem hai is liye hi loss k baad bhi log trading chorte nahee hain aor is ummeed pe trading karte rehte hain k kabhi naa kabhi seekh kar kamyab ho jaae ge
                          • #163 Collapse

                            ager continuously loss ho raha hai to us surat main ager graph ko sahi tera say read ker liya jayeh to us say zahir ho jata hai k market loss main ya k profit main.
                            • #164 Collapse

                              we as a trader must be aware also with the ability we have in trading. do not just force myself to spend our money. Indeed there is no free lunch in the world of business. So the profit or loss is a consequence of the business itself
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                it does not hurt us stop of forex trading if we are always consistent in our trading margin call. if we had entered in forex trading in a long time but still margin call continues and has spent a lot of money, it does not hurt us quit this business
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X