Ziyada leverage trading k leye acha hai ya nahe?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada leverage trading k leye acha hai ya nahe?
    Leverage ik tarha ki facility hoti hai broker ki side say jo apko de jati hai yani agar apke paas small balance be ho lekan leverage ziyada hoga tu ap small balance par be ziyada lot size laga sakte hai par agar apke pas leverage small ho tu ap os jitna lot size nahe lai sakte jitna k ziyada leverage k saat lai sakte hai lehaza
    Leverage trading k leye acha hai es mai koi borai nahe hai..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Leavreg ko dho dhari talwaar issi liye kaha jata hai k ye hamari trading k liye jitna ziada profit able hota hai ye phir utna hi ziada hamari trading k liye dangerous bhi hota hai
    Ham issi leavrg se benifit bhi achay le sakte hain ziada leavreg ki waja se ham big lots ko use kr sakte hain aur issi ziada leavreg ki waja se big lot ko jab ham use kren ge to hamare account bahot hi jald wash ho jaen ge
    • #3 Collapse

      Leverage trader ky liye broker ki traf se bahut hi zaberdast tohfa hai. Ager leverage na hoti to shayed hum itny thory bon ky sath shayed trading ker hi na paty. Is liye koshish kerein ky apna bonus banain. Ta ky jab leverage mil jaye to ap aik achi lot ky sath trading ker sakein.
      • #4 Collapse

        zaida leverage new trader ke liye achi nahi hai new trader ko trades karne ka experince nahi hota wo agr zaida leverage ho gi tu lot size bara lagate jaye gy jis se unka account wash ho jane ka khatra ho ga or jo trader experince rakhte hai unke liye zaida levarage ka koi masla nahi wo zaida leverage b rakh le tu koi bat nahi q ke unko pata hai ke trade ka lot size kitna rakhna hai.
         
        • #5 Collapse

          you are right dear leverage tu ap ko ik kisam ku udhar diya jata hy mai ny kai logo ko yi kehty suna hy ky ap ko loss leverage ki waja sy hota hy is liya apni leverage ko kam rekhy tu mai un sab ko kehta hun ky is ki waja sy koi masla nahi hota hy yi tu ap ko udhar diya jata hy broker ki terf sy is liya ager ap ko broker dyta hy tu lazmi lyni chahiya taky ap bari lot sy choty account mai bi trade ker sakty hy koi masla nahi ho ga is sy wash ka koi masla nahi hy.
          • #6 Collapse

            Yes my dear sir apki bat kisi had tak theek hai magr me big leverage k haq m nai hun. Qk is se ap big volume me trading kr rahy hoty hain or apke account k wash hony k ziada imkanat hoty hain.Isley me to yehi kahun gi k hmen sirf 1:500 tk leverage hi use krna chaey is se ziada munasib nai hai.
            Lekin is se aik faida ye b hai k hmary profit k chances b barh jaty hain.So.hmen careful ho kr big levearages pr trading krni chahye.
            • #7 Collapse

              Dear leverage high ya low hone se ap k risk mai b izaafa ho jata hai ap es ko osi waqt le kar chal skte ho jab ap es business mai mehnat karo gy warna ap ko kabi b acha fiada hasil nhn ho sake ga lehaza ap ko mehnat karni chaiye ta k ap ko idea ho sake k ye business ap kese karo gy aur kitne time mai ap es business se acha earn kar lo gy lehaza ap ko acha kam karna hai...
              • #8 Collapse

                agar humara trading account ziada levearge ka hay to es trah hum market main kamny ki bijaye ulta nuqsan kar sakty hay es liye humay chahiye keh kam say kam levearge rakh kar trading karen ta keh market main reh kar safe he trading mumkin ho aur humay esmain khoob mehnat bhi karni chahiye ta keh achi earning kar saky
                • #9 Collapse

                  dear traders leverage jo k forex trader broker ki janib sy trader ko ek facility di jati hai k jis mein agar humara deposit ho to company ki janib sy usy maximize karny k liuye dia jata hai. jaisy ki waja sy hum thory deposit sy zaida amount ki trading kar skty hein. agar ziada leverage ho to ziada faida hota hai lekn es ky sath sath nuaqsan bhi zaida hota hai.
                  • #10 Collapse

                    forex rtading main zeyda lverage select karny k liye apk pass trading ka acha knowledge or acha expiernce gain karna zarori hai q k zeyda leverage se hmain loss bhi zeyda hota hai tu apko chahye k hum apni trading main apni trading skills k hisab se lverage select karen ta k hum soko achi trah se mange kar saken
                    • #11 Collapse

                      forex man trader ku zyada risk bilkul nae laina chahye kunk ic ka faida itna nae ha jitna trader ic ki weja say loss otha lyta ha. or leverage or lot size small rekhyn ta k forex man earning hu loss na hu.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        assalam o alikum g bhai jan aj ap ne ye sawal kiye hen k leverage k sath trading karni chahiye k nai to ye ap par depend karta he k agar ap ko sahi lage to ap trading kar sakte ho or agar ap ko sahi na lage to ap trading mat karo or agar ap kisi senior se mashwra le lain to ye bohat acha option he or agar ye bhi nai ho sakta to me baki logo se request karu ga k agar ap ko is question ka knowledge he to ap zaroor post kare shukria.
                         

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X