Emotion In Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ji mai ye samjta hon k forex trading mai emotion se kaam karna boht bari galti hai is se apko loss hi hona hai ku k emotion mai trader ko samj nai arha hota hai is liye trading k waqat emotion ko control kiya jae.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex aik business hai jis mai emotion ka koi kam nahi hotha hai forex ap ky mind par depend karthy hai k ap kis tharha sy apny mind ko use karthy hai forex mai emotion kliye koi jaga nahi hai ye ap ko loss ky siwa koch nahi dysakthy hai
      • #18 Collapse

        Emotion ek bht bare problem hai Forex trading main aksar trader bht acha trader hota ha but ek apna Emotion ki waja sa apna pore trading balance finish kar jate ha Emotion ko control Karna bht big issue ha Forex trading main. .
        • #19 Collapse

          forex market aisi hy jis me profit and loss dono hoty hen or us lehaz se trader ko is bat ki bhut fikar hoti hey ke usy kahn loss he na ho jay to us lehaz se wo hyper ho jata ho or emotion me a ke trade ko close kr deta hy jahn pe still usy loss ho raha hota hy
          • #20 Collapse

            janab hamesha kamyab honay kay liye cool mind ho kay trading karni chaiye ye aik best baat hay forex business duniya ka best business hay agar apki skills perfect hain mehnat chaiye hardship se work karna zaruri hay ap interst se learning karo ap ko kuch best skills ki need hay har haal mei
            • #21 Collapse

              Mare dost yer mare khyal me hum ko trading ky lihy emotional ni hona chay mare dost kiunky hum agher emotional trade kar gay tu loss ho ga zada aur profit kam mare dost in forex trading business market.
              • #22 Collapse

                emotions ki trading ma koi jagah ni ha jo log emotions ki jagah rakhte ehn wo kisi bi surat ma kamyab ni ho sakte hen. emotions ap k decision ko wrong bana dete hen.
                • #23 Collapse

                  emotions ki forex trading main koi jaga nahi hai kun ke emotions ki waja se ap ko trading main bohat loss ho sakta he kun ke yeh ap ki planning ki ability ko kam kar deta hai
                  • #24 Collapse

                     
                    • #25 Collapse

                      ji haan!!ap ne bilkul sahi kaha hai!!!ap agar forex trading me kamyaabi haasil krna chahte hain to ap ko chahye k ap forex trading me apne emotions ko control kren!!!
                       
                      • #26 Collapse

                        is the Forex trading involves a high amount of risk, so we recommend that you educate yourself as much as possible before starting. Take advantage of the education provided directly from the brokers, market forums and our comparative reviews of different broker that you
                        • #27 Collapse

                          Forex main emotions ka koi kaam nhi hi jo log experienced hain wo log samjhty hain k forex main aap ko apny emotions ko control karna chahiye nhi tu iss main profit aap ko nhi mil sakta hai.
                          • #28 Collapse

                            Trading main emotions baheyo hamain bohat zayada loss datay hain or ham in key wajhas say he ham aksar galat trading b kartay hain jo hamaray leya bohat nuksan day sabit hotey hain . is leya hamain apney trading main emotions say bachna chheya or is key bajaya hamain apney trading ko apnay knowledge or apnay experience say karna chheya .
                            • #29 Collapse

                              Aap ne theek kaha hai trading karte hue humain apne emotions ko control karna chahain warna is se humain loss bhi ho sakta hai emotions like greed, fear aur over confidence ye hamari trade k liye ache nahi hai sub se buri greed hai ye humain sub se zayada nuqsan deti hai is liye trading karte waqat greed nahi karni chahain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear jab bhi hum traing kare or hume loss ho jaye top hume emotioanal nai hona chaiye kyu ke profit or loss to trading ka hissa hota hai is liye apni mistakes se learn karna chaiye jis ki waja se hume trading me loss hota hai us per control kar ke hum achi trading kar ke achi earning kar sake ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X