Leverage km rkhny ka fada hy ya zada?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leverage km rkhny ka fada hy ya zada?
    aslam o alikum ap sub dost kheriat sy hn gy mera apsy swal hy ky leverage kitni rkhni chahy aj kl brokrs ye sholat dty hn koi 1.2000 ki levrge dty hn koi 1.1000 ki dty hn to hmary liy knsa best hy is ky km ya zada rkhny sy koi acount pr frq prta hy ky nhi or spread pr frk prta hy ya nhi ap seniors tfseel sy btyn?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear member leverage achi facility hai jo broker ki taraf se di jaati hai jiski waja se hum choti amount se bari lot size trade excute kar sakty hain. Aur hum apni account balance k kai ziada profit earn kar sakty hain. Lakin dosri taraf daikhain to iska nuqsaan bhi itna bara hai agar ziada baray lot size aur leverage k saath trade ki jaye to just few pip against movement ki waja se account bhi wash ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      agar hum kam leverage rakh kar trading karen gay to es trha esmain nuqsan ka khadsha bhi ka hota hay aur humari trading bhi safe hoti hay es liye humay ziada levearage kay account par trade nahi karni chahiye humay safe rehna cahhiye aur ye humari pehli priority honi chahiye tab he hum future main kamyab ho sakty hay es business main
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex trading main leveare ki boht ahmiyat hoti hai q k leverage se he hmain apni trading karni hoti hai or kam leveage ka yah faida hota hai k hum apni trading main loss ko kam kar skty hainq lk es main hum kam lot ks ath trading karty hain jis se hmari tading main risk bhi kam ho jata hai tu risk ko kam karny k liye leverage bhi kam rkhen

        اب آن لائن

        Working...
        X