Trading mn lagaan he kmyabi hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mn lagaan he kmyabi hai?
    Dear members forrx trading market mn learning k liay lagaan bahut zaruri hi aor yahe lagaan he asl mn trding ki kmyabi hai jitni ziada mehnat ap kren gy aor lagaan sy kam kren gy tu kmyab hon gytrding mn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han bhai forex trading market mn dilchaspi aor lagaan bahut zaruri hai bagair lagaan k ap kbi bhe kisi field mn kamyab ni ho sukty aor forex market mn lagaan k bagair kamyabi na mumkin hai
    • #3 Collapse

      Dear jis banda k pass knowledge hai wo ais market mai se paisa kaama skata hai agar hum ais market mai kaam kar rahy hai to hum ko pata hona chaye k ais market hum daily koi na koi new cheaz sekhy ais se ye faida ho ga k kuch time baad hum ais market k expert ban jaye gay aor aus k baad ais market mai kaam karny mai faida ho ga kun k jab banda ais market mai laga rahta hai to aus k baad bandy ko ais market ki samjh aa hi jati hai.
      • #4 Collapse

        G bhai ap ki bat sahi hy lgan sy he sub hota hy kiyon k bina lgan koi kabhi kisi business mein kamiyab ni ho sagta kiyon k bina kisi business mein dill lgany k koi kam ni kiya ja sagta
        :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
        • #5 Collapse

          Forex trading main kamyabi k liye zaruri hai keh is ko learn karny ka passion ho.. forex main kamyabi k liye zaruri hai keh forex ki basics ko achi tarah learn kia jaye aur demo account per ziyada sy ziyada practice ki jaye..aur market ka technical aur fundamental analysis karna learn kiya jaye..
          • #6 Collapse

            forex me lagaan se kam karne se hi kamyabi hai ya bt sirf forex me hi apply nahi hoti ya har kam me aply hoti hai ap jis kam ko b dil se karo gy tu wo ap ki kamyabi hai agr ap forex me dil laga lete ho tu yahi apka future hai yahi apka sub kuch hai is field me bohat kuch hai agr dil laga lo tu ya aik acha business hai dil lagao mehnat karo or is me se paisa earn karo.
             
            • #7 Collapse

              G han bhai jan her kamyabi k peechay mehnat aur lagan hoti hey agar ap trade shaoq se seekhen gey tu jaldi seekh jaen gey aur phir jitni mehnat kro gey tu itna zyada faida ho ga
              • #8 Collapse

                f haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee forex trading main lagaan hi kamyaby hai main tu ye kahta hon kee as main lagaan bhi aor as main mihnat bhi kamyaby hai q k as main mihnat k sewa bhi kuch nahi hai thek hai bhai jaan
                • #9 Collapse

                  forex mai jab hum trade lagaty hain to hamy bonus milta hain lakin hamy is ky liye market ke movement ko be dahkna ho ga pher he hum kamyab hon gy forex mai hum buy or sell be kar sakty hain forex kabe be band na ho sakta hum isy apna life time career be bana sakty hain yai pakistan mai be legal ho cuka hain
                  • #10 Collapse

                    bhai trading ek esa kam he jis me ap jitni mehat karo ge utna hi phal mily ga agar ap new member ho to ap ko chahiye k ap demo account par achi tarah practice kar lo phir real account me trading karo ta k ap ko loss na ho or ap achi earning kar sako or agar ap ne demo account par practice nai ki ho ghi to ap ko loss bhi ho sakta hen.
                     
                    • #11 Collapse

                      FOREX main jab hum order place karty hain to is main mehnat hi asar karty hain yani kay jitni ki humain knowledge ho gi jitni humain information hoti hay to market main utna arsa hi move kar sakty hain is main kam karny ki lagan ho gi to kam karna profitable ho sakta hay hard work kar kay achy say apny main focus karna ho ga
                      • #12 Collapse

                        agar hum trading main apna dhyan aur tawajo dain gay to he hum esmain kamyabi ki rah par chal sakty hay aur humay chahiye keh es business main khoob time dain aur seekhain es business main seekhnay kay baad he achi earning ki ja sakti hay aur humay chahiye keh eski achy say practice bhi karen
                        • #13 Collapse

                          Assalam.o.alaikum to all forum members. Forex trading online best business hai is se hmain bohat zyada earning ho skti hai agar hum mehnat or lgn se kaam kren jab tak hmari mehnat shamil nahi hogi hmara kisi qism ka b knowledge kaam nae aye ga hum proper knowledge k saath mehnat kr k apni achi earning hasil kr k apna future bna sktay hain
                          • #14 Collapse

                            g hna forex trading main jo tradors kamyb hoty hain un ki hinmat ki base ar he hum kamyb hoty hain es liye apki trading main aghr ap apni himat strong hai tu hum mushkil wat main bhi khud ko kamzor nahi hony sety hain es liye aghr ap bhi kamyb hona chahty hain tu apko lagan or mahnt ki boht zarort hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mn lagaan he kmyabi hai?

                              forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is ma kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain agar hum is mai bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X