First baar fail hone par hamen khud ko forever failure nhi smajhna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    First baar fail hone par hamen khud ko forever failure nhi smajhna chahiye
    Trading men jo bhi new aata hai wo fail ho sakta hai, ham jab start men trading start krte hain to uss waqt hamen experience nhi hota hai jiski waja se ham aksar fail ho jate hain
    But hamen khid ko hamesha k liye failure nhi smajh lena chahiye q k with passing of time hamen bhi experience ho jata hai jab ham daily practice krte rhen ge to wo din door nhi hai jab ham bhi expert bn jaen ge so hamen khud ko forever k liye failure nhi smajhna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading mein zyada tar traders ko start mein loss hota hay forex trading mein loss hona koe buri bat nai hay loss is a part of forex trading...Loss hony py hamem khud ko is traha nai smjhna chahiye k hum forex trading nai kar sakty initial stage py loss hi humara prodit hota hay wo is sorat mein jab hamen loss hota hay learning ki koshish karty hain agar loss na ho start mein hi to learning py traders tawajo nai dety
    • #3 Collapse

      Forex trading me kam krty hoy hm profit aur loss dono ko face krty hn. Initial me jb hm hoty hn tu hmara knowledge aur experience buht km hota hy hm loss me b jaty hn aur seekhty b hn us loss sy.
      laikin hmy apni nakami ki surat me hosla ni harna aur apni himmat jari rakhni chahye. Me ye b kahun ga k apni loss ko apna experience me bdl kr next trade me kamyabi gain kren aur apni first loss sy preshan ni hon.
      ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
      • #4 Collapse

        g han dear forex trading market mn hosla aor confidence bahut zaruri hai ager hamen phli bar loss hobjaybtu hosla ni harna chahy aor na he khud ko losser smjhna ni chahy as liay apny andar confidence ko built ktna chahy aor new josh aor jazby sy trade krni chhay
        • #5 Collapse

          Dear jaisy ap ne suna ho ga k jab insan first time fail hota hai to aus k baad hi wo success ki sirhee par phla qadam rakhta hai agar hum ais market mai kisi waja se loss karty hai to hum ko aus se samjh sekhna chaye k hum ne ais mai ye loss kiaisy kia hai aor aus k baad hum ko wo ghalti sahe kar k kaam karna chaye jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ko samjh aa jati hai k ais market mai kaisy loss se bach sakty hai aor aus k baad ais mai kamyab hoty hai, dosron ki ghalti se bahot kam log hai jo sekhty hai.
          • #6 Collapse

            forex me jub b koi new enter hota hai usko is field me paisa nazar ata hai lakin jub wo trading karta hai tu lose karna start kar deta hai or chand hi dino me apne apko nakaam samajna shuro kar deta hai halake aisa kuch b nahi hota lose tu trading ka hisa hota hai ap apne lose se na dare balke forex ko slow slow kare samj kar kare acha business hai paisa b hai is me lakin earning se pahle learning zarori hai.
            • #7 Collapse

              Dear baat ya hay k instaforex trading aam bussniss sa bhot zayada different hay iss bussniss main aap ko education degree sa important hay mehnit iss laya bhot sa trader iss main start sa aksar lose kartay rahtay jis sa account be wash ho jata hay iss laya start main aksar trader himat har jatay hain aur khud ko failer samjtay rahtay hain lakan forex trading main success ka aak raaz ya be hay k aap hosal na haran aur apni trade jari rakhan time k sath sath aap aak aachay trader baan ja hain gay
              • #8 Collapse

                G bhai apki bat tkh hy jo bi is feild mn ata hy wo phly loss zror krwta hy mtlb fail zror hota hy hr koi isko sekh kr prtise nhi kr ky aty or na hi koi is sy aty hi win kr skta hy is liy hmay chahy ky is pr mhnt krn chahy isko phly sikhna chahy demo prctise krni chahy phr hmay is par kam krna chahy jb tk iska ilm na ho tb tk invst nhi krni chahy
                • #9 Collapse

                  G han bhai jan forex trading men new trader ko zyada tar loss men janay ka chance hota hey lekin himat nhi harni chahiay kiun k nakami k bahd kamyabi ki umeed rakhni chahiay
                  • #10 Collapse

                    agr humain phli dfa market main kam karny main loss hota hay to is main khud ko faliur nai smjhna chahiye is main agr practice nai hay to real account ka use nai karna chahiye humain demo ko use karna chahiye ta kay market main trade karna sikh kar hi real account ko use karna aik aham kam hota hay ta kay loss km ho
                    • #11 Collapse

                      Pehli martaba man tu koi aysa business nae ha jis man insan ku forun hi profit milna shuru hu jai. forex bhi aik business ha or ye tu online honay ki weja say buhut riski business ha ic liye ic ku learn kerny k liye buhut time chahye. ic man jald haar nae manuni chahye.
                      • #12 Collapse

                        Dear ap ki bat thek ha jab hum Pak forex ma nakam ho Jatay ha to hum ko hemmat Nahi harni cahiya hum ko or lakan or mahnat say trading Karni cahiya takay hum is ma nakam na ho or fida lay sakay
                        • #13 Collapse

                          agar humay nakami ka samna karna par jata hay to humay chahiye keh us nakami ko apny liye ebrat bnay aur humay chahiye keh mazeed forex trading ko achi trha time dain aur learn karen apni galito ko darust karen ta keh market main usi galit ki waja say dubara maar na kha lain humay esmain mehnat karty rehna chahiye
                          • #14 Collapse

                            bhai loss es business ak hisa hai or aghr pahly he loss main hum himat har jaen gy tu he hum trading main apss ho skty hain forxe ko join karny se pahly apk apny irady mazbot hony boht zarori hai q k jub tak ap apny irady kamzor rakhty hain ap khud ko fail he smjhengy tu himat nahi harny chahye q k manzil apko apki mahnt se milti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: First baar fail hone par hamen khud ko forever failure nhi smajhna chahiye

                              forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hain hamy apne galtiyo py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala real business hain
                              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X