Forex pe kaam karne se pahle Hame hamesha apna goal set kar lena chahiye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex pe kaam karne se pahle Hame hamesha apna goal set kar lena chahiye.
    Jab bhi hum log Forex pe kam karna start karte hain jo sabse pehle Hame apna target yni k 1 goal set kar lena chahiye jis ko achieve karne ke liye Hame bhi kaam karna chahiye agar hum log koi goal set kar leta hai to phir Hame uska bahut jyada fayda hota hai kyu ki hum usko achieve karne ke liye mehanat aur working karte Hain jisse hum apna bol ja target Hasile kar lete hai kar.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jnbb buht achi baat ki hy ap ny me ye kahun ga k forex trading me woh banda kamyab hota hy jo apny trade ko aik target ko achieve krny k lye krta hy. Ab idr 2 batien ahim hn. Aik tu is forum pr apna dailya ya weekly ka target bnaien aur forex trading ki information hasil kren dosra jb mt4 pr trade start kren us pr apka target hona chahye. Ye target ap apny skill level aur knowledge ki bunyad pr rakh skty hn.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
    • #3 Collapse

      G han goal ki setting bahot hi zarori hay, traders har trade me risk nahi le sakty es ley agar gold set hon key to some times zeyda risk aur some time low risk traders ko goals achieve karny me kamyab kar sakty hey, goal ki setting ko agar trading plan kaha jaye to ye ghalat nahi ho ga.
      • #4 Collapse

        g han forex hi ni ager hum dunia ka koi kam bi karen tu us k liya bahot zarori ha k hum apna target set kren pher us target ko achieve karny k liya utani hi workig kren aor apna target hasil kren aor jahan tak bat forex ki hoti ha tu forex pa hum jab tak apna koi target set ni kartey tu hum is sa na tu profit hasil ker sktay hain aor na hi kabhi is sa kuxh knowledge hasil ker sktay hain...
        • #5 Collapse

          jab hum market main kam karty hain to is kay liye humain practice karna ho gi kun kay jab b market main kam karty hain to aik goal set karna chahiye ta kay market main achi eraning hasil ho sakay magr practice say ye hota hay trade karna a jati hay or humain hard work karna ho gi ta kay loss km say km hasil ho sakay
          • #6 Collapse

            Forex trading main kaam Kaise Karta Tha Main Hamesha Apna targets at Rakhna chahiye Taki Hum Har Roz usko achieve kare aur Agar Aisi Na Kar Paye Tu Dekhe Ke Kahan humse kabhi peshi Reh Gayi Hai aur apne analysis ko mazeed strong kare
            • #7 Collapse

              G Hn Dosto forex trading py Kam krny sy phely hmain aik goal bna lyna chy or phr hmain os goal k ly mhenat krni chy or os ko achieve krny ki khoshish krni chy lkin aik bt yd rkhy start ma goal hnesha chota rkhy tak ap os ko asani sy achieve kr pya or ap es mamly ma kiun difficulty ya bra loss na ho
              • #8 Collapse

                apki baat sahi hay agar hum forex trading main kam karnay say pehlay apna goal set kar lain gay to he hum esmain achi earning kar sakty hay es business main humay mehnat bhi ziada karni chahiye kyun keh mehnat kar kay he hum es business main achi earning bna sakty hay ye aik bohat acha business hay sahi say time daina chahiye
                • #9 Collapse

                  Well ap ki bat bilkul rigt hay aur main ap ki hat se agree karti hun k humain hamesha koi bhi kaam karne se pehly apna aik target rakhna cahiay aur us k mutabik hi kam karna cahiay take hunare liay kisinkusam ko koi problem na honkam karne main aur na hi humain apne targ3t se barh kar kam karna cahiay apne target k mutabik kam karain take a
                  • #10 Collapse

                    forex ka aik hi simple sa aim or goal ha k trader yahan success gain kerta ha. forex man trader ku apna aik or goal acheive kerny k liye buhut work kerna hota ha forex ku time daina hota ha learning k liye.
                    • #11 Collapse

                      forex trading main hmary orady boht importace rakhty hain q k ahr trador ki apni apni trading skills hoti hai or wo apny he tradiky se trading main safar krta hai es liye mera yah khyyal hai k ahum jo bhi apny golas banty hain wo hmari trading ability k hisab se hun jub hum bara target set kar lety hain tu wo hum se he achive nahi hota hai or hum apny he targets main fail ho jaty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Assalamualaikum Meri aap ke question ke baare mein advice Hai Tu Agar aapko goal set Karte Hain To Hum Apne kaam kar Baithe tarike Se Kar Sakenge aur us mein hum bahut jyada profit Bihar se kar Sakenge Jis Se Hame bahut jyada fayda hoga aur knowledge mein bhi saaf Hoga Shukriya
                        Pakistan zindabad

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X