Loss ky bad trading na chorna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ky bad trading na chorna
    Dears kuch forex members ko jub loss hota hai to wo trading karna band kar daity hai but is ko ni chorna chye is sy bhout faida ho ga ap dobara try experience orr knowledge ko gain kry orr profit hasil kry
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear fellow forex trading may loss hotha rehta hay our ise losses say bandha seekhtha hay lekin loss ka dar say trading nahe chodhni chaheiay kionka jab hum loss kartay hay tho hamay apni ghaltion ka pata chalta hay our next time hum careful rehtay hay
    • #3 Collapse

      G han bro bro ap ki bat bilkul thk hy ke loss ko dekh ker trading ko shodny ni chay bulkey apny losses se seekhna chay, bulkey main to kahon ga ke losses hoty hi seekhny ke liy hn, ap jo mistake aik bar kerty hn koushish ye kerny chay ke mistake ko repeat na kren
      • #4 Collapse

        Profit aur loss trading ka hisa hy hmy loss sy preshan ni hona chahye aur na e loss k darr sy trading ko stop kren balkeh loss ki reason apko pta hn gi ao us py ghour kren aur daikhen k kon c aisi mistake hoi hn jo loss me ly ai hn. Soch bichar k bd unka solution nkal kr phr trade start kren.
        ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
        • #5 Collapse

          • #6 Collapse

            Bhai Jan business men zyada tar start loss se hi hota hey lekin her mushkil k bahd aasani ki umeed rakhni chahiay agar forex trading men start men loss bhi hota hey tu iss se ghabrana bilkul nhi ap pahlay se zyada mehnat kro gey tu zaroor profit men aa jao gey
            • #7 Collapse

              Assalam alaikum dear forex ak bahut acha online business hai us main ham ko kabhe bhe himmat nea harni chaya kiun ka lose aur profit business ka hisa hota han us lya ham ko tention nea lani chaya agr ham ko lose ho bhe jaye tu bhe trading start rakhni chaya lose ka dar sa ya lose ke waja sa trading nea chorni chaya
              • #8 Collapse

                g han bhai apnki bat bilkul sahe hai k hamen kbi bhe loss honey ki vjha sy trading bi chorni chahy balky apny loss ko apny liay aik postive change aor impovmnt krni chahy aor apny knowldge aor exprince ko practice ko aor ziada improve krna chahy aor phr aik new josh aor lagan sy tdade krni chahy lakin as sab k liay knowldge trading skill aor exprince bahut zaruri hai
                • #9 Collapse

                  Jub loss hota hy to hmari he mistakes hoti hein kiyon k hmara pattern ko smajhna glat ho sagta hy ap k aynalise glat ho sagty hein is k ilawa agar ap ka loss hota hu tub bhi ap ki mistake hy agar ap full experienced ho tub ap ko loss ho to tub bhi ap kisi sport ya ap kisi risistense ko minimize karty ho ya trend k opozit trad karty ho tottaly ap ki bat sahi hy k humein forex ko leve ni karna chahiye bulky trad karni chahiye dubara ziyada twajo k sath
                  :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                  • #10 Collapse

                    Jab koe bhi karobar shuru kia jay to us main nafa bhi hota hay aur nuqsan bhi hota hay to loss kay dar say karobar ko chorna ni chahye. forex aik aisa zabardast business hai kay agar is main ap ko loss ho bhi jay to dil haar kar ni bethna chahye balky trading jari rakhni chahye kiyun kay forex he ap ky loss ko pura kar sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      Dear aesa kabhe bhe nai karna chahiye loss k nad hi to asal learning start hoti hay jab humen loss hota hay tab hum zyada search karty hain forex trading mein loss hony ki sorat mein zyada mehnat sy kam karna chahiye tan k mazeed loss na ho laikin forex trading ko chorny ka kabhe bhe na sochen loss k bad
                      • #12 Collapse

                        agar forex mai kam karty howe hamy loss ho jy to hamy zada thence nahi hona chahey balky hamy next time apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar saky gy forex trading ky bohat sy mumalik mai ke ja rahe hain hum forex mai out off cost account bana ky be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Good question dear asa he bhout se trader jab first time trade karte hain tou us mein loss ho jye tou wo trading karna chor dete hain ke ya kam teak nai hai lekin ya unka qasor hai ke wo phele forex mein knowledge gain nai karte aur na dmeo mein work karte hain jis se loss hota hai
                          • #14 Collapse

                            assalamoalaikum my dear loss aur profit to sath sath chlty hain loss ho jane par naumeed hone se acha hai k apni mehnat apni koshish ko continue rakhen aur apni galtiyun se seekhne ki koshish kren tbi ap successful trader bn sakty han.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G Hn Dosto forex trading ma agr kbi b ap ko loss ho jy to dosto ap ko Forex trading ko emitional ho k kbi ni chorna chy Bilkay ap ko dkhna chy k ap sy aisi knsi galti hui jis ki wja sy loss hua hy or apni os galti ko improve krna chy or dbra mhenat kr k trading ki jy ap aik din zroor kamyab ho gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X