Learning key of success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning key of success
    Yeh Hum Sab log kis baat Se agrah Karte Hain Ke Jab Hum yahan par kaam karne ke liye kuch investment Karte Hain To Hame chahiye ke hum sabse Karle isko learning Kare market Mein Hum perfect IP information ko generate current Jaise Jaise Mere Paas market ke related information Aarti Jayegi Hum Yahan Par regular working Karke long time ke liye yahan se apne business ko develop kar sakte hain aur aage ki taraf Ja sakte hain nikal sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Kisi bhi kaam ki tarah forex mein kamyabi hasil karnay kay lye learning bahut zaroori hai aur aap iss mein jitni zayada mehnat karain gay aap ko iss mein utni zayada kamyabi hasil ho gi iss ka knowledge zayada sae zayada hasil karain ta kay aap ko iss mein zayada profit hasil ho aur trading hamesha soch samajh ker karain
    • #3 Collapse

      Dear friend learning go hy woh kameyabi ki ak kungy hy agar ao forex main learning karty rahen as ko sekhty rahen to ap ak din ak achay aur kameyab trader ban sakty hain serf ap kk yahah par achi learning karni hogi asi main kameyabi hy
      • #4 Collapse

        ​Learning is the mother of forex trading jitny ziada learning utny ziada earning ap ager is formula per kam kerty rahin to phir ap ki kamyabi yakeny hy, ager ap forex ko learn ni kren ge to ap forex ko run kaisy kren ge, specially new traders ko chay ke wo start main jitny ziada learning kren ge un ki forex ki base ban jai ge aur un ki base strong ho ge aur jub base strong ho ge to bad main koi tention ni ho ge
        • #5 Collapse

          G han bilkul learing key jai kamyabi ki eslia
          Humy learing py zaida se zaida learing kii zrurt hai kisi bhi chez ko kisi bhi point ko ghair zruri naa smjhein blky hr point ko parheun smjhein esii yrha humy kamyabiii hasil hogii es k bghair hum taswar bhi nahii krsskty.
          Mehnat Me Azmat hai
          • #6 Collapse

            G dears ap ny thik kaha hai forex mai learning bhout zarori hai ager ap learning kry gy to sp experience orr knowledge hasil ho ga orr yahi experience or knowledge ap ko profit ki trf ly jae ga is say yahi sabit howa learning bhout important hai forex mai
            • #7 Collapse

              Je haa bilkul sahi kaha apny ager hum Pakistan forex me kamyaab hona chahty hai to hamy chahye ke ham pehly sakht mehnat kary market ko bharpur tareky se samjhy aur apna knowledge improved kary taky lose ka khatra kam se kam ho aur kamyaab trader bany
              • #8 Collapse

                Aassalam alaikum dear forex trading ak bahut acha online business hai us main ham agr kuch earn krna chahta han tu ham ko phala learning krni ho gi jab ham learning acha sa kran ga tu phr earning bhe ho gi aur forex trading ak aisa business hai jis main ham hamasha he kuch na kuch seekhta rahta han us main hamari learning hamasha chalti rahti hai
                • #9 Collapse

                  G han bilkul ap ki bat sahi hy kiyon k bina kisi chiz ko read kiye hum kabhi agy ni badh sagty aur practices to lazmi hy is k sath sath agar experience na ho to pehly experience bnana chahiye is k sath sath experience hony k sath sath humein real per try bhi karna chahiye
                  :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                  • #10 Collapse

                    Ham Sb ko malom ha k forex online trading business boht acha mgr boht zeada risky business ha. Es lea new trader ko chahea k first of all forex trading market k bare me good knowledge aor experience hasal kre aor demo account open kr k achi maharat k hasool k bad real account me trade kre.
                    • #11 Collapse

                      Gee brother aap ki baat theek hai forex mein jitni zayada humari learning ho gi hum forex mein utnay zayada kamyab hoon gay aur aap ko forex mein learning kay sath experience bhi hasil karna chahyea ta kay aap iss mein jaldi kamyabian hasil ker sakain forex aik bahut acha business hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning key of success

                        forex mai agar hum kam karna chatey hain to hamy ache learning hasial karne ho ge hamy demo account mai zada sy zada practice karne chahey is mai kam akrny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or acha munfa hasial kar lety hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning key of success

                          forex main jab ham kam karty hain to hamy profit hasil hota hain forex main hamy ache learning ky sat kam karna chey pher he hum market main ran kar sakty hain hamy rozana pratic karne chey is ky alava ham internet par babypips ko follow karty howy kam karna chey yai forex ke duna main king hain is main hamara koi boss nhe hain ham is main kud he apny boss hoty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning key of success

                            forex mai learning ke bohat ahmeyat hain hamy demo account mai zada sy zada practice karne chahey hum internet py babypisp py be learning hasial kar sakty hain hamy market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learning key of success

                              G Han jitna zeyada AP ko knowledge ho ga utni achi trading ho gi AP learn karain aur experience gain karain practice karain demo ko real samjh ke krain jitna invest karna hai utne ka hi account bnaen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X