scalping karni chahiye ya nai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping karni chahiye ya nai
    Dear main ap sy pochna chahta ho k kya hamen scalping karni chahiye ya nai q k kuch traders kehty hain scapling karni chahiye kuch kehty hain nai karmi chahiye kya aek scalper acha profit hasil kar sakta hay... scalping mien kitna risk hota hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother yh har eik trade kay apny mind ki bat hay kh woh apny tradeing method main scalping use karta hay ya nahi qn kh khuch log scalping ka acha use karty hoy acha profit hasal kar lety hain or khuch scalping kay istamal say achi tarha waqaf nahi hoty es lay woh apna foex es par nahi kar paty or woh trader scalping karny say awiod karty hain
    All The Best Dear Friends
    • #3 Collapse

      forex trading business mein scalping k liye ap ko ziada lot size use kar k market mein in hona hota hy aur kam pip ka profit earn kar k market se out ho jaty han scalping karne k liye ziada knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy agr ap ko forex trading business ka acha knewledge aur experience hasil hy aur ap market ko samjh saktay han tu ap scalping kar k acha profit earn kar saktay han aur agr ap new trader han aur knewledge aur experience kam hy tu scalping nhi karni cahaiye kiok scalping se loss bhi ziada hota hy aur account wash ho jata hy
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        sapling nahi karne chahey jo log scalping yane short cut method sy forex mai kam karty hain unhy loss hota hain or is mai market kao qasur nahi hota short cut method sy kam karny walo ke forex mai koi jaga nahi hain is liye hamy isy avoid karna bohat zarore hain pher eh hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy

        اب آن لائن

        Working...
        X