came loser and talk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    han g hamy in cheezo sy bachna ho ga fx ak bohat acha business hai jis sy ham acha earn kar sakty han fx ma kam karny k li hamy zeada mehnat krna ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Assalam-O-Alaikum jii han bhai jan ap ney jo loss ki reasons btae hen wo bilkul sehi btae hen aur yahan per me ap ko aik aur main reason btata hoon loss ki aur wo hey laluch aur ager hum is per control kar len to achey trader bn saktey hen.
      • #48 Collapse

        Came of the loser of the pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex fourm trading my agar ap is
        • #49 Collapse

          g ha bhai jaan is business main loss ko face karny ke bohat se main cheezain hoti hain and issi liye hamain chaye k hum is main mehnat karain and is man greed se avid karain tab he hum success trader ban sakty hain.
          • #50 Collapse

            Forex trading mai new traders ke liya trading bohat muskil kam hy lakin ager directly real account mai aker trading ko karain gy tu bohat zaida looss ker da gy is liya phla demo
            • #51 Collapse

              Proper calculation or money management ko follow krtay huway hi trading krna better rhta hai.Loss or profit hr trha k business mai hota hai lakin agr trading mai b loss ho jaye to trading ko leave nhi krna chahiye blkay apni mistakes ko learn krna chahiye q k mistakes say b kafi kcuh seekhnay ko milta hai.
              https://t.me/pump_upp
              • #52 Collapse

                jab hum trade karty hain to humain kafi risk hota hay is main agr humain bar bar loss ho sakta hay agr hum practice karty hain to humain loss km ho ga hard work kar kay ana ho ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #53 Collapse

                  jee bilkul janab ap nay bilkul theek points btaye hain .. hamen loss in he waja se hota hae.. or sabsay bara loss honay ka reason meri nazar main tou yehi hota hae k jab um bina experience k iss business main kaam kartay hain tou loss k siwa kuch nahin milta hae
                  • #54 Collapse

                    Yap ye sab factors hain jin ki wja say maximum traders loss kerty hain our pher jo new hoty hean un ko to bilkul bhe idea nahe hota hy jes ki wja say wo un ko control nahe kerty hain
                    • #55 Collapse

                      I think keh ziada loss is waja sey hota hy keh log forex ko properly learn nahi kartey aur yeh chahtey hain keh is sey jald az jald rich ban jayen, jo keh mumkin nahi hota. Is business main kamyabi ka aik hi rasta hy keh aap pehlay forex ko learn krain aur phir practice kye bad is real account main enter hon.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #56 Collapse

                        hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur demo main learn kar k hi hum sucess ho saky gay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur profit ho ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X