Over trading ke main reasons , greed aur over excitement!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading ke main reasons , greed aur over excitement!
    Forex trading Mai traders bohot dafa app nay daikha ho ga ke traders over trading kar kar k apna loss kar rahy hoty hain . Over trading ke waja say bohot dafa account wash b ho jate hain. Maire khayal sayOver trading ke main reasons , greed aur over excitement hain . Aur ager traders greed aur over excitement per qabo pa lain tu over trading say b Bach sakty hain aur apni trading b behtreen kar sakty hain

    App ka iss baray Mai kiya khayal ha ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Good main aap se fully ittefaq krta hoon aapki baat darust hai over trading ham hamesha hi apne bed emotions ki waja se krte hain agar ham apne bed emotions pe qabu rakhte hain to ham kafi had tak apni trading ko better kr sakte hain
    Hamen apne aap pe qabu rakhna vhahcha aur hamen ziada greed krne se always bachna chahiye jab hamen kam bhi profit ho rha ho then bhi hamen usse achieve kr lena chahiye
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum dear forex members.
      Dear brother apki bat thk ha keh forex trading main agr ap aik limit se ziada trading kren ga to ap andar greed ziada paida ho gi aur ap main exitment ki waja se ap main jald bazi paida ho jati ha jo ap ki trading k lia nuqsan deh ha. Thanks dear members and forex also
      • #4 Collapse

        Lalach aik aise cheez hai jisse ke qabo me nahi ATI aur kabhi bhi apna war ker lete hai iss lye jub trade start kary lalach mat karo aur hamesha small trade ko mind me rakh ker trade kary ge to hamy kabhi bhi lose ni ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Over trading ke main reasons , greed aur over excitement!

          forex mai jab hum kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin kuch traders bonus milty he lalch mai aa jaty hain or over confidence mai apne galtiyo ko ignore karty howe zada sy zada trading karty hain or unhy loss ho jata hain or sare mahnet zaya ho jate hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota lalch ko avoid karna bohat zarore hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Over trading ke main reasons , greed aur over excitement!

            agar hum apnay experience say ziada trading karen gay aur hum apny account ko bina manage kay aur lot size ziada use karty huway trading karen gay to humari trading theak nahi ho sakti es trha hum apny account ko wash kar sakty hay es liye humay chahiye keh esmain mehant karen tab he achi earning kar sakty hay

            اب آن لائن

            Working...
            X