Gold itna zada bullish kiun ho gia
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold itna zada bullish kiun ho gia
    Gold previous week itna zada bullish move kar gia 1.5 week main 1235 break out kar kay seeda 1280 per a gia.
    Meray hisab say ye ab bullish trend main hai or is ko 1425 tak 2019 kay end main jana chiay.
    Due to brexit issue.
    Laikin hamain technical Annaylisis ko follow karna chiay kiun kay abi trend hai temporary bullish laikin kisi kisam ka koi geo political tension nahi hai jis waja say rise ho. Sirf technical move hai. Technical move main ham zada faida hasil kar saktay hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear fellow forex trading ka Sara daar o madaar international market par hay our gold deposit kartha hay dollar per agar dollar oopar jatha hay tho gold neechay aatha hay lekin aaj Kal dollar ka rate neechay gir Gaya hay jiske waja say gold oopar gia hay
    • #3 Collapse

      Gold aik metals honay ki weja say buhut move kerta ha ye aik hi direction man jub chulna shuru ker daita ha tu traders ku buhut loss bhi daita ha or profit bhi ic k liye trader k pas experience honna lazmi ha.
      • #4 Collapse

        Gold main market bahut tazi saymove karti hai isliye Hum logo ko isme trading nahi karni chahiye Jis Se Hame bahut nuksaan Hota Hai
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Gold kafi Tezi se up and down movie karta hai isme trading Karke Hum To Kafi accha profit bana sakte hain
          • #6 Collapse

            G haan apki observation bahut achi ha aur waqai gold nay kafi up trend follow kea ha pichlay 2 hafto say. Ic ki aik aur reason bhi ha kyun k $ thora strong hua ha. Ab meray hisab say next week thora bahut bearish zarur move kray ga. Lekin phir bhi sahe analysis kr k tradae lgani ho gi nai to loss ho skta haa.
            • #7 Collapse

              forex mai gold mai trading karny ky liye acha knowledge or experience hasial kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy agar hum forex mai new hain to hamy ismai kam karny ka erisk nahi lena chahye q ky hamy loss be ho sakta hain or is mai market ka koi qasru nahi ho gold ke forex mai bohat ahmeyat hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Han g bilkul gold bullish trend par hai agar ap ab buy kary gy to apko profit hoga lekin ab gold par long term trading krna sahi nahi hai q k new year par dekhna hoga k gold k trend kesa rehta hai change ho ga ya ye hi rahy ga.

                اب آن لائن

                Working...
                X