Mehnat kren hasad na kren.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat kren hasad na kren.
    Dosto ksi ki achi earning sy hasad na kren blk us sy apny andr ye jazba paida kren k agr koi aur kam kr k aur mehnat sy agr profit ly skta hy tu hm b ly skty hn. Just apny trade learning pr twaju daien aur mehnat sy kam kren mehnat me azmat hy. 1 din zrur apnb is qabil hn gy k apna trade profitable bna sken.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex aisa kam hy jis mai ap ko kise sy hasad kerny ki zarorat hi nahi ho sakti yi aisae market hy jis mai ap ko khud sy hi Kaman perta hy or khud sy hi loss kerna hota hy ap ka loss kise ki waja sy nahi hota hy or na hi ap ka profit kise ki waja sy hota hy is liya hm log yaha per kise ka loss kerwa ker ap na profit nahi ker sakty hy yi aise market hy jis mai kise ka bi kam ik 2sry ky ya ziyada logo ky any ki waja sy khatm nahi ho sakta or nahi ap ky profit per asaer per sakta hy.
    • #3 Collapse

      Kafi logon main hasad paan piya jata hai lekin is se wo kisi aur ka nai balke khod ka nuqsan kar rahay hoty hein hasad karna khod ko aziyat deny ke mutaradif hota hai koun ke is se nai tu kisi ko koi farq parta hai aur na hi us ka koi nuqsan. So kbi bhi aisa na karen bal ke us se sekhein aur us ko apna ideal bna kar mehnat se wo maqam hasil karny ki koshsh karen
      • #4 Collapse

        g bhai jan ap nay blkul sahi kaha mjhy lagtaa hy yahan parr bht ziada log hasad v karty hein aik dusray ki kamyabi sy jalty hein hmein chahye kay foerx mein aik dusri ki kamyabi dekh kar uce suport karnaa chahye nah kay hasad - aur behtar tou yehe hy hmein apnay kam sy kam rkhna chahye ziada ksi chez mein pdnaa hee nahi chahye
        • #5 Collapse

          G BHAI bilkul kisi se bhi hasad ni karna chahy.bahut bori bat hy balky apni mehnat se agy barhna chahy tk dosron se agy nikl saken.agr aik bnda zeada earn kar raha hy uar hamara nuqsan ho raha hy to es main dosry se hasad ni karna chahy bilky apny ap ko dekhna chahy k masla kahan hy .mehnat kabi bhi zaya ni hoti dosron se hasad ki bjae khud effort karni chahy.
          • #6 Collapse

            g han bhai jan apo ne bilkul theek hi farmaya he hamen chahye ke agar ham is me munafa karte hen to hamen is me hsad nhe karna chahye q ke hsad wale log kabhi kamyab nhe hote
            • #7 Collapse

              Bht achi baat kahi hy app ne humain kisi ki mehnat se hasad ni kerna chahiye balkay us per rashk kerna chahiye or is ko daikhna chahiye k ye kaisay mehnat ker k itna agay pohncha humain bhi aisay hi mehnat kerni chahiye mehnat main hi kamyabhi hy hasaad main sirf nakami.hi milti hy
              • #8 Collapse

                g han bhai apki bat shai hai or main bi yahi khunga k jub hmain koi expert tradors ki eraning pta chlti hai tu hmain hasad nahi krna chahye q k yah hmari leraning ka time hota hai q k hmain dosrun ki traf dekh kar hmain bhi on jesa banny ki try karni chahye ta k hum bhi apni trading ko bahtr bana saken
                • #9 Collapse

                  dear bhai aap ki bat thek hai hum ko ksi ki achi earnings dakh kr khosh hona chaye or khod bhi mahnat kr k acha trader ban skty is luy hum ko hasid nahi krna chaye agir ho sky to profit krny waly trader sy hum ko bhi koch knowledge hasil krna chaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat kren hasad na kren.

                    G mere dost hame mehnat karny chahiye aur kisi se hasd nahi karna chahiye kisi se hasd kar ke ham kuch bhi hasil nahi kar sakty hame sirf mehnat par yaqeen rakhna chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat kren hasad na kren.

                      Jiya bhai jaan aapne bilkul theek Kaha Hamein mehnat karna chahi na cancel karna chahi Agar Hum Harshad Karenge to Hamein loss hai isliye hamein chahiye Ki Har Kaam Mein Naat Karen aur kaam mein bhi mehnat Karen aur kamyabi Haasil KarenKaren
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat kren hasad na kren.

                        Aapane bahut acchi baat ki hai Hamen farex Mein mehnat Karni chahie aur hasad nahin karna chahie Kyunki Hasad karne se Hamen Kuchh Hasil Nahin Hoga Forex Mein Kisi Ko kam bonus Milta hai aur kisi ko Jyada Milta hai aur kisi ko Achcha profit mil raha hota hai aur kisi ko nuksan ho raha hota hai lekin Hamen Kisi Se Pasand Nahin Karna chahie aur Hamen apni mehnat Se Achcha bonus aur Achcha profit Lena chahie aur yah Hamare lakh per bhi depend Karta Hai Har Kisi ka Apna lock Hota Hai Kisi Ko kam profit Milta Hai To Kisi Ko Jyada Milta Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat kren hasad na kren.

                          G hn dear ap ny sai kaha hy ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat kren hasad na kren.

                            g bilkul hasad aik aysi bimari hy kh yy nykiyoon ko kha kr rh jati hy ar hmyn sheedhy rasty pr kbhi bb nhi chalati isliy hm myesy kafi log dosroon ki kamyaabi ko dykh kr jalty hn kh yy kaamyaab ho gaya ar hm rh gaay ,,issy nuksaan to unka apna hi hy ar wo log khd apny ap ko andar sy kha rhy hn ar apny mind level ko khrab kr rhy hn isliy hmyn im batoon sy lazmi rukna ho ga ar un logon ko jo kamyaab hn unhin appriciate krna chahiyy ar unsy kush seekhna chahiyy taakh hm ib kabil ho sakyn kh apny experience ko develop kr sakyn ar aik acha traderrs bb bn sakyn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat kren hasad na kren.

                              G Han forex mein apne ap ko kisi dosre se compare na krein kion k dosto hr koi apne naseeb khata ha agr koi ap se age ha forex mein ap bajay is k ap ehsaas se kamtri ka shikar hn ao mehnat krein mehnat aik asi cheez ha jo ap k naseeb ko b badl de gi so apna km hamesha mehnat se krein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X