Emotions k trading pr asraat.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions k trading pr asraat.
    friends is me koi shak ni k emotions hmari trading ko mutaasir krty hn. Hmari trading ko sb sy ziada nuqsan hmary emotion sy hota hy. Jald bazi me koi decision laina aur ziada lalach krna trading ko loss me ly jati hy. Just cool mind sy trade kren soch samj kr trade lgaien achy analysis k bd jb confirm profit ho tbb entry len aur smaal profit sy trade close kren.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han dear emotion hamari trading ko kharb karty hein is liye apny emotion ko contril karna bohat he zarori ha agar ap acha profit earn karna chahty hein to khud aytamad banaiye or apny andar confidence paida kareen positive confidence apko kamyabi dilwa sakta ha is liye ap k pass acha experience or knowledge apki life change kar sakta ha
    • #3 Collapse

      Emotions k trading pe kafi gehray asraat hote hain aur hamen chahiye k ham apne emotions se hi apna loss krte hain hamen chahiye k hamen apne loss ko kam se kam krne k liye ham apne emotions ko control rakhen to hi behtar hota hai
      Hamen apne emotions se trading oe kafi ziada impects hote hain
      • #4 Collapse

        g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he emotions ka asrat hakeekat me hmare trad me bhi bahut asar parta he aor phir hamen loss bhi hota he hamen chahye ke ham confidice se kam karen
        • #5 Collapse

          g ham bhai forex trading mn ap kbibhe emotional trade kr k kamyabi hasil ni kr sukty as liay forex trading mn kbi bhe emotion trade na kren ap tab he forex mn success hasil kr pain gy jb ap emotions ko control kr k trade kr suken gy
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning haisl karni ha ot per hum ko kabi be emotion ka sath trading nhi karni hoge to best rahaa ga laken ager hum emotion ka sath trading karta ha to per hum ko acha loss hotaa ha laken ager hum without emotion ka sath trading karta ha to per hum ko profit ho sakte ha................
            • #7 Collapse

              Bhai apny bilkul thek kaha haii hmesha trade lgany se phle hamesha demo account per practice kren jis se apko market ki movement ka idea ho jata haii forex ko bhi zeada se zeada learn kren
              • #8 Collapse

                Bhai jaan aapki baat sahi hai trading mein emotions boht effect krty hein jis se hamari trading mein mistakes ho jati hein baaz okat kuch traders profit hasil krny k baad ziada profit k lalach mein over confidence ho jaty hein aur profit bhi loss mein change ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  emotion ka trading pr boht asar parta ha hmain trading say pehly apny ap ko her kisam ki tention or depression say nikal kr pr trade leni chaiy q k emotional situation may hmain trading may loss ho skta ha hu koi galt decision b ly skty hian.
                  • #10 Collapse

                    agar hum emotions ki zad main aa kar trading karen gay to es chakar main market main achi earning nahi kar sakty humay chahiye keh fresh mind kay sath kam karen kyun keh fresh mind kay sath kam karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi hoti hay aur hum khoob focus kar sakty hay es trha humay mehnat karni chahiye
                    • #11 Collapse

                      jo log kam karty howe emotions ko qabo mai nahi rahkty unhy loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota emotions forex mai hamar sub sy bara dusman hain hamy is ko avoid karna bohat zarore hain pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain yai kabe be band na hony wala international business hain
                      • #12 Collapse

                        Emotions k asraat trading pe negativity show karty ha trading m emotional hona matlb loss ko face karna ha humen chahye k relax ho k trading karne chahye baki profit loss tuo mehnaat pe depend karta ha
                        • #13 Collapse

                          forex trading main emtions k trading par boht asarat parhty hain q k emotions par qabo na rakhny se boht los hony k chances barh jaty hain jis se hum apni trading main kafi had tak nakam bhi ho jaty hain es liye aghr ap apni trading main acha profit earn krna chahty hain tu loss hony k har factor ko stop karna chahye ta k apko loss na ho saky apki trading main
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotions k trading pr asraat.

                            forex mai jab hum trading karty howe emotions ko qabo mai nahi rahkty to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hamy ache learning ky bad fresh mind jho ky emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotions k trading pr asraat.

                              forex mai hamy apny ander ky emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X