Emotions k trading pr asraat.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Emotions k trading pr asraat.

    G hn dear ap ny sai kaha hy ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham is main mehant k sat kam kry aur achi tread krni chahiye ham ko chahiye k ham
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Emotions k trading pr asraat.

      g bilkul emotional ky hmary work pr bht ghyryy asraat hoty hn ar hm emotional ho kr apna kafi loss kr bythty hn is liy friends forex aik international business hy is pr sabar sy kaam lyna hoga ar kaam ki conditions ko samajhna hoga kaam ki conditions dykh kr ussi hisi hisaab sy mind ka setup krna hoga emotional velues hmary kaam ko khrab kr dyti hn ..hm apny andar confidence ko develop kryn ar ziyada sy ziyada mhynat kryn apny kaam pr tawajh dyn ar seniors sy lazmi help lia kryn ku kh unki guideness sy hm kafi aggyy ja sakty hn ar apni planing pr porra utar sakty hn
      • #18 Collapse

        Re: Emotions k trading pr asraat.

        Ji bilkul emotional trading cash Raat bahut hi bure hote hain Hamen check Ham emotional hokar apni trade na Karen Hamen Apne mind vyakti bulakar aur samajhdar planning ke sath apni trade Karni chahie Jiske Liye se Ham bahut hi Achcha profit hassil kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Emotions k trading pr asraat.

          Assalamu Alaikum Forex members To Hamen Forex trading business Mein emotion Se Kam Nahin Lena chahie emotional Hamen Hamesha loss ki taraf Lekar Jaate Hain Hamen apni mehnat ko active mind ke sath fresh hokar trading Mein kam Karte Rahana chahie aur Hamen kamyabi tabhi milati Hai Jab Ham Apne emotional se nahin balke Apne mind se Soch Samajh Kar kaam karte hain
          • #20 Collapse

            Re: Emotions k trading pr asraat.

            forex trader ko chahie ki vah apni emotions ko control mein rakhe Jo trader in motion mein aakar trade lagati Hain vah apna hi nuksan kar baithe Hain kyunki agar aap jaldbaji mein trade lagaenge to is se aapka bahut jyada nuksan ho sakta hai aur aap loss mein ja sakte hain log se bachne ke liye jaruri hai ki aap trading ko bhi careful hokar sawar ke sath sath Karen aur usmein achcha kam Karen Taki aapko achcha profit hasil Ho thanks
            • #21 Collapse

              Re: Emotions k trading pr asraat.

              Asalam o Alaikum,kaisa hain ap sub dost.Emotions apki trading per buhut ziada asar andaz hota hain is liya traders ko chahye ka woh apna emotions ko controll kerain kion ka emotional ho ker ap apna nuqsan ker deta hain jub apki trade apna mukhalif jati ha ya stop loss hit ker deti ha to emotional ho ker ap loss recovery ka liya money management ko follow nahi kerta or lot size increase ker deta hain ya trend ka against trading kerna lag jata hain jo ka nuksaan ka bais ban jata ha.
              • #22 Collapse

                Re: Emotions k trading pr asraat.

                Ji han doston agar aap emotional hokar form per kam Karenge to aap to iska loss Hoga aapko bilkul bhi emotional hokar Kam Nahin Karna Bal ke aapko fresh mind ke sath active hokar Apna Kam complete karna hai aur Apna daily ka target Jarur pura karna hai agar aap emotions ko control Mein Nahin Rakhenge to aap to iska nuksan Hoga isliye Apne emotions ko Har Hal Mein control Mein rakhen Taake aap ek acchi earning Hasil kar Saken
                • #23 Collapse

                  Re: Emotions k trading pr asraat.

                  agar hum emotions kay sath trading kuray gaay to hum e trah say achay say apna kam nhi kur pay gaay to humain es trah say apna kaam achay say kurna chaahiye or humain emotions pay kaboo pa kay apnaa kaam kurna chahiye takeh hum es trah saay achay say apna kam kur pay or kamyabi gain kur pay to es liye humain emotions pay control kurna chahiye or achaay say apna kam kurna chahiye
                  • #24 Collapse

                    Re: Emotions k trading pr asraat.

                    Kisi bi busienss me apko apke emotions kamyabi se dorr karty hain .apke emotions apko thek decision karny se rokty hain . jo bi kamyab log hain wh apny business decision ko begair kisi pressure ke aur begair kisi emotions ke karty hain . jab bi ap koi decision lety hain to apko chahye keh apny mind ko normal rakhen aur koi bi depression na len . agar apko trading me loss ho raha hota hy to apko ziada preshan hony ki zarorat ni hy aur agar ap apko profit ho raha hota hy to ziada excitment hony ki bi zarorat nu hy kyukeh professional log aesy kam ni karty , wh market ke trend ke sath apna behaviour bi tabdeel akrty rehty hain .
                    • #25 Collapse

                      Re: Emotions k trading pr asraat.

                      Ji han agar aap aap forex mein work karte hue khastore per trading mein market ka khyal nahin karte to aapko loss hota hai isiliye pahle aapko market ko samajh Lena chahie iske bad hi trading start karni chahiekyunki agar aapko log ho jata hai to aap emotional Ho jaate Hain Jo keh Na karbala bardaasht hai agar aapki motion mein aakar bahut jyada apna hi nuksan kar sakte hain isiliye aap aisa work Hi Na Karen jisse aapko emotion ka samna karna pade
                      • #26 Collapse

                        Re: Emotions k trading pr asraat.

                        Emotions Kay trading par bohat buray asraat partay Hain agar hum forex trading main emotions istmaal karain or greed Kay sath kaam karain to humaray liye kaam karna mushkil hojayega islye humain chahye Kay emotions ko control kartay hoay kaam karain agar hum apnay emotions ko control main rakhain gay tabhi kamyabi se kaam Kar payain gay islye humain chahye forex trading main kaam kartay hoay jitna ziada ho sakay apnay emotions pay kaabu rakhain agar hum emotions pay kaabu rakh payain to humaray liye earning asaan hojaye ge kyun Kay forex trading main kaam kartay hoay emotions ko nazar andaaz karna bohat ziada zarori hota hai agar hum emotions ko nazar andaaz nahi kartay Aur trading Kay doran jazbaati ho jatay Hain toh hum nuqsaan utha sktay Hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Emotions k trading pr asraat.

                          doso forex tading ak boht bra or complicated business hy , jis main thori si mehnat kr k boht taraki kr saktay hain , lakin is main success hasil karny k liay hamain boht zayada mehnat karna partti hy, orr is ki skills hasil karna parti hy. koi bhi aisa banda jo apnay motions ko controol nhi kr sakta us k liay trading karna boht mushkil ho jata hy, is ki wajah ye hy k trading main ak choti si mistake hamaray liay boht baray loss ki reason ban sakti hy . is liay hamain trading karty time apny motions ko control main rakhna boht zururi hy.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X