Jab hum loss kartay hai tu market humare against hota hai ya hum market k against?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab hum loss kartay hai tu market humare against hota hai ya hum market k against?
    Aksar jab hum loss karte hai tu ik baat zehan mai aate hai k jab be hum trade lagate hai ye market he humare against hojata hai lekan asal mai aisa hota nahe market humare against nahe hota balke hum he ghalat trade laga kar market k against hojate hai jes say sirf nuqsaan humara he hota hai lehaza es baat ko clear karna chaheyw k hum market k saat chalengay aor aosi k mutabiq trades lagaengay....
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear mai ny akser logo ko yi kehty suna hy ky yi market theek nahi hy is mai kam kerna mushkil hy is ko samjhna bi mushkil hy hm jab bi koi trade open kerty hy market hmry against hi jati hy or hm ko loss hi dyti hy yi ik fraud hy tu mai un sab sy yikehta hun ky kiya market un ko kehti hy ky ap log is mai trade kery or is time kery or kiya apni lalch ki waja sy bari lot ky sath market ko bina samjhy bona trend ko chek kiya trade lagay nahi na tu jo bi hm log kerty hy khud kerty hy .
    • #3 Collapse

      Je ap ki bat theek hay k akasr log market ko sahe watch kiay bin hi trade lga dete hain jab k market ki movement us se againest hoti hay aur him samjhte hain k hum ne trade right point par lgai thi jab k market ne dhoka dia hay jab k asal main aesa nai hota is liay jab bhi trade lgain market ko achi tarha watch karain us k bad trade lgain take loss se bache rahain
      • #4 Collapse

        dekho jb kbhi nuqsan hota hy uc mein hath sirf aur sirf hamara hota hy hmein chahye kay forex mein ziada sy ziada tawajah practice pyu dein takeh koi loss nah hou ager phr bhi loss hota hy tou yeh forum hmesha apki madad kare ga ap yahan parr bta skty hein
        • #5 Collapse

          BulkuB teek kaha aap ne ye mere saath precticily hua hhay kion forex trading ka experience buhut zarori hay tho trade jab mere loss may jaa rehe thee tho may nay close nahee ke Mera khyal tha ke shaid loss ko recover karsakoo lekin esa nahee hua our may apna account wash karwa beta
          • #6 Collapse

            Bhai jaan aapki baat theek hai kuch trader loss hony ki sorat mein market ka bolty hein wo hamary against hai halan keh asal mein hum trade ghalat lagaty hein jiski wajah se hamein loss ho jata hai ager apni mistakes ko control krengy tu profit hoga.
            • #7 Collapse

              bhai jan dekho yar is ke bare me mera khayal yehi he ke ham khud hi glat hote hen markeet ne jahan jana hota he wohi jata he lekin is ko ham kabi smajh nhe pate ke markeet kis traf jaye ga
              • #8 Collapse

                dear market kabhi bhe ap kay againt nahi hoti ap market kay against hoty hein kiyon k market bohat he bari market hoti ha is liye is mein work karna bohat he easy bhe ha or hard bhe is liye ap k pas acha experience or wait kar kay market mein trad open karna zarori ha then he ap market say acha profit earn kar sakty hein is liye market kay ap against trad lga kar apna balance loss kar bethty hein
                • #9 Collapse

                  bilkul apki bat thek ha k jab hum trade lagty hain or wo loss may chaly jati ha to is ka matlb yeah ni hota k market hmary against ho gai ha balky hum galat prediction kar k trade laga dety hain market k against
                  • #10 Collapse

                    Yes my dear sir ye aik business hai or har business me loss and profit lazmi hota hai chahy apki entry theek b ho tab b apke trade k loss or profit me jany k 50.50 chance hoty hain.Or hm ye smjhty hain k market hmary against ja rahi hai.
                    Lekin dear hmen thor Sabr karna chaey qk market kabhi kabhi fake movement b krti hai or phir apne asal signals,trends pr aa jati hai.So. hmen thora patience se b kam lena chahye.
                    • #11 Collapse

                      Jab bhe forex market maen hum loss kerty haen to dost mistake humeri he hoti hy ya to hum market k aganist hoty haen mean us pair k against trend tradinh ker rahy hoty haen ya pher hum us maen laluch maen aa k trade lay rahe hoty haen ya pher hum full analysis kiay bagheer market maen enter hoty haen jes ki wja say loss hota hy market to apny rules ko follow ker k chal rahe hote hy
                      • #12 Collapse

                        market jub trader k against jatti ha tu trader ku loss hota ha. or jub trader market k against jatta ha tub bhi trader ku hi loss hota ha trader ku profit oc waqt hota ha jub market trader k gainst na hu oc k favor man hu.
                        • #13 Collapse

                          Bhai market Khatron job news Aati Hai is Waqt change ho jata hai isliye Hum logo ko Soch Samajh Kar trading Karni chahiye unus Ko Dekhkar trading karna chahiye
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            agar koi bhi trade bina analysis kay lgai jaye gi to hum market main achi earning nahi kar sakty ulta humay market main nuqsan ka khadsha hota hay humay chahiye keh pehlay theak say market ka analysis karen jab humay confirm trade milay to he humay us trade ko karna chahiye tab he hum market main achi earning kar sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jab hum loss kartay hai tu market humare against hota hai ya hum market k against

                              forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara pasia zaya ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain hum is mai investment karty hain hum is mai live trading be kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X