aik munafa aur sari ghlti bhula dena

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik munafa aur sari ghlti bhula dena
    Dosto ajmein ap logou kou yeh btana chahta houn kay forex mein jb kabhi hmara munafa hou tou hm bht khush hjaty hein lakin ziada tarr log ic khush imein sb sy bdi ghlti yeh karty hein kay apnay munafa kay bd apni ghltiyoo kou bhula detay hein aur uce dubara sarzad kar ley hein hmein chahye kay ghltiyoo kou duhryeinnahi blaky acha sy mashaq kar kay uce khtm kar dein apnay system sy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Profit k baad apni mistakes ko ignor kr dena aik aur barri galti hoti hai isliye hamen kabhi bhi apne account pe profit hone per apni mistakes ko nhi bhulana chahiye
    Jab ham apni mistakes ko ignor kr dete hain aur mind se nikaal dete hain then ham acha kaam nhi kr pate hain
    Hamen koshish krni chahiye k ham apni mistakes ko apne mind men rakhte huye acha kaam kia kren ta k hamen achay results mill paen
    • #3 Collapse

      G dear jab ap ko profit hota hai tu hum apni sari mistakes ko bohl jata hai asa nahi krna chaya ta ka ap ko jitna bi profit ho laken ap khalti apni mat bohlain ta ka ap ko dobra loos na ho or ap dobara ak accha profit hasil kr sakian hamri mistakes hi huma learn krwati hain or huma maloom hota hai ka hum na kia kahlti ki hai jis ki waja s loos huwa hai or os khalti pr control kr hum agli dafa profit gain krta hain
      • #4 Collapse

        Aslamualaikum app ne bilkul sahi kaha hy bht se trader aisa hi kertay hain is lie bht zaroori hy k hum apni mistakes se seekhain or un kobhulain ni balkay yad rakhain k kahan kahan humari mistake hui or us ki reason kia thi or un mistakes se kia loss hua takay hum next wo mistakes na krain
        • #5 Collapse

          G bhai profit milny yehi sochty hy k koi ni jo glti honi thi ho GI lekin profit mil gya PR humy esa bilkul ni sochna cahiy humy apny trading history check krty rehna cahiy is sy humy pta chl jata hy k humny pichli dafa kia glti ki thi jis humy loss hua
          • #6 Collapse

            Zabardast bath k h dost app n q k log isi Tarah Kam karty h or profit ke bad loss kar jaty k q k wo ghalti ko chorty nahi balki dohradyty h or osi profit k khoshi m ak or ghalti kar jaty h per pareshani m rehty h to hamy chahey k profit k khoshi m apni ghalti ko na bohly or Kam ko achy tareqy k sath Jari raky Taki loss na krary or profit m rahy
            • #7 Collapse

              yes dear ap ki bat theek hy waqi aisa hi hota hy ager hm log profit bana lyty hy tu hm log 2 kam kerty hy ik tu market ko apny nechy samjhna shoro ho jaty yor 2sri yi ky hm log jo prfit kafi mehnat ky bad earn kerty hy us ka bilkul bi khiyal nahi kerty hy ky hm logo ny ketni mehnat sy kamaya hy ab us mai bari lot laga ker us sy trade kerty hy ky yi tu hamara profit hy hala kt wo bi hamri mehnat hoti hy jis ki waja sy hmy mila howa hy us ki qader ker ky chalna chahiya.
              • #8 Collapse

                g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he hamen chjahye ke ham jab munafa karte hen to us ke bad ham apne galtiyu me nazar rakehn ta ke agy hamen wo galti karna hi na pare aor hmara kam bhi cahalta rahe
                • #9 Collapse

                  g bhai jan yeh bt ap nay bht shi ki kay hmein forex mein ager ziada kamana hy tou hmein chahye kay forex mein aik asi stretgt bnyein jou hmein baqidgi sy munafaa dy saky bht sy log aik munafaa kay bd gbhraa jaty hein mein un sy bs itnaa kehnaa chahta houn kay munafaa aur nuqsaan donou forex ka aik hisaa hein
                  • #10 Collapse

                    Bi bilkul right q k jab hamain munaffa milta hay to hum bahut khush hotay hain or kam main interest bhi barh jata hay profit appreciates everyone.

                    <<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<< <<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<< <<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<< <<<<<<
                    • #11 Collapse

                      dear is baat main bahut asar hay magar ham aisa nai kar saktay hain aur na hamain aisa karna chaye agar ham aik munafa lay kar markeet ya apnay kaam say raazi ho jatay hain to us k baaad ham bahut sari mistakes karaingay aur wo mistakes hamaray liye bahut sara lose lay kar ayengi so hamain khush zarur hona chaye magar apnay honewalay lose ko kabhi bh nai bhoolna chaye.
                      • #12 Collapse

                        Aap ne boht achi baat ki hai profit hony k baad bhi hamein apni mistakes ko search krna chahiye tah k apni trading ko improve krein is tarah hum acha profit earn kr sakty hein.
                        • #13 Collapse

                          g bhai apki bat tkh hy hmay jb profit milta hy to hum khus ho jaty hn or apna loss ko bhol jaty hn phr profit ki khusi mn hum bri lot ya over trading kr ky apni gltian dhura dty hn hmy esa nhi krna chahy gltion sy sikhna chahy or gltion ko nhi dehrana chahy kio ky forex mn ik glti bi apka acount wash kr skti hy is liy bar bar gltian nhi krni chahy
                          • #14 Collapse

                            bohat acha sawal ha ager hum ko first time pa profit hotee ha to per hum ko chaheya ka hum apni last time ke mistake ko ignore na karaa q ka ager hum us ko ignore karta ha to per hum ko achi earning nhi hoge esleya hum ko chaheya ka hum apna all mistake ko kabi be ignore na karaa to best rahaa ga....................
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear aysa bilkul b nhn hona chahiye ap ne forex ko join he profit k liye kiya hai profit hona masla nhn masla hai ghlti hona aur os ghlti ko bhool jana q k agar ap ne aik ghlti ki aur os pe learning nhn ki tu ap ko ye pata hona chaiye k wo ghlti ap ko dobara b loss kara skti hai lehaza ap ko smjh k aur seekh k os pe kam karna ho ga ta k ap ko faid aho aur ap apni trading ko aur behtar tahra se b aage le kar hal skt eho lehaza ap mehant karo...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X