Haftay mein 15 trades kese lay skty hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Haftay mein 15 trades kese lay skty hein
    Dosto aj mein ap logou kou btana chahta houn kay ager hm forex mein rozana ki bunya parr trading karty hein tou hmein kitni trades mil sakti hein sb sy pehly jis chez ki zrort hy woh yeh hy kay ap kam sy kam 8 charts open karein aur unkou dekhein apkou un 8 charts mein rozana 3-5 tak aram sy entry mil skti hein aur aik achi harkat pakar skty hein mein ap logou kou kahou ga kay ap un pairs ka intekhab karein jou aik trend mein ja rhy houn up ya down aur ap bhi trend kay sath hee trades lein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Good dear aapki information achi hai aap me trading k liye bahot hi achi suggestions di hain aapki baat darust hai hamen week men aik do entries mill hi jati hain
    But main main iss baat se ittefaq nhi krun ga k ham ziada pairs k chart ko open kren jahan tak mera khayal hai to hamen only one ya two pairs ko hi choose krna chahiye tabhi ham kamyab ho pate hain
    • #3 Collapse

      Dear frind app Ki bath teak h or ap ne Jo mashwara dia h wo bohoth mofid sabith ho sakta h agr os per amal Kia Jay lekin Jo zyada chart open Ki bath h wo Mery khyial se teak nahi h q k zyada m banda confus hojata h Agar ham open kary beshak zyada lyki hamy 2 ya 3 pare ko pakarna chahey or os pe Kam karna chahey lekin ak bath ka khayal ho k trend ke sath sath chaly Agar nahi chaly to loss hoga to is bath ka khas khayal rakna zarori h.
      • #4 Collapse

        one week main agar hum buhat zyada trade lagaye gy to hum is main buhat acha earn kar paye gy aur wo bhi us bwaqt jis waqt humein analysis karny achy sy aty hun aur is main acha khaa experience hoga to. agar ap k pass is hawaly sy koi knowledge nahi to ap zyada trade karny ki koshish na karain.
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          dear ap ki di hoi knowledge achi hy waqi hm log ager is per amal kery tu ik acha profit earn ker sakty hy bas ap ko greed sy door rehan ho ga is liya ager koi daily ki trade kerta hy tu mai kehta hun ky wo ziyada trade open nahi kery bas is bat ka khiyal rekhy ky jab bi koi trade open kery kabi bi bina analysis ky koi bi trade open nahi ker pehly achi terha sy market ko analysis kery us ky bad hi trade lagay tu kamyabi ho jay gi.
          • #6 Collapse

            g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he hamen aisa hi karna chahye mere senior bhi aksar aisa he karte hen aor phir ja ke apna trad open karta he aor thora sa profit bhi unehen ho jata he
            • #7 Collapse

              g dear ap thek k rahe ho hum agr rozana ki basis per forex per trade lgaye gay us surat mai profit tw hoga he us k saat loss b hosakta hai is waja say bina soche samje humay trade nhe lgani chaiye humay is mai sab say pehle market ko watch karna hota hai us k baad he analysis karte he humay markets ki next direction ka pata hojata hai tw hum apni trade open kar sakte hai or is tarha say humay profit hosakta hai
              • #8 Collapse

                han ap nay sahi kaha ager hmein aik bht ach stretgy pata hou aur uc parr achay sy mazbooti hou tou hm aisaa zaror kar skty hein hmein chahye kay forex mein ziada tarr woe loug e agay jatay hein jinmka hoslaa bdaa hota hay aur woh har nahi manty ager hm har nahi mnty tou aik din zaror kamyab hngy
                • #9 Collapse

                  lazmi nahi hay keh 15 trade ki jaye hafty hay humay trade wohi karni chahiye jo keh humay confirm ho kyun keh agar hum aisay he trades place karen gay to es trha humay market main profit earn karnay ki bijye ulta nuqsan ka khadsha hota hay es liye humay analysis kar kay jo trade achi milay wohi karni chahiye tab he safe earning kar sakty hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    trade koi fix nahi karni chahiye humay profit fix karna chahiye keh esmain month itna target set kea hay es say ziada nahi lena chahiye kyun keh ye lalach kay chakar main aa jata hay aur hum ulta earn karnay ki bijaye market main nuqsan bhi kar sakty hay es liye humay safe reh kar he kam karna chahiye esmain tab he achi earning kar sakty hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X