Kia dollar mazeed down ja sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia dollar mazeed down ja sakta hai
    Last kuch dino sy dollar down hi chala ja raha hai kia dollar bahot down chala jaey ga ya zyada down jany ky chances bahot aam hain ky dollar ky hisab sy hi forex main trade hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai jan dollar aglay aik ya dou month tak girtaa e rhy ga jese kay market harkat karti hy oper nechy uce tarah jayeega lakin yeh long term ky torr par dekhaa jaye tou yeh sirf giray ga aur kafi ziadaa giray ga hmein chahye kay hm rozna ki bunyad par forex merket kou dekh karr hee treding karein
    • #3 Collapse

      G bhai mery khyal sy to dollar down hi gy ja q k kbi b itna high ni gya tha is liy ye or down a skta hy baki wesy mulakh k halaat dekhy to koi pta ni kia pta rate zyada b ho Jay
      • #4 Collapse

        Main aapki baat se agree krta hon last kuch days mein dollar ki price low hui hai aur mujhy lagta hai jis tarah govt work kr rahi hai dollar ki price mazeed low hogi aur rupees ki value achi hogi.
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum forex sa achi earning hasil karna chata ha to per hum ko chaheya ka hum takreban dollar ka currency ka baraa ma news rakta rahaa i think ka dollar or be down jayaa ga q ka dollar market ma bohat up gaya ta ab i think ka ya down ayya ga ............
          • #6 Collapse

            humay chahiye keh har pair par nazar rakhy aur dolor par khass tor par kyun keh dolor ki mazboti aur kamzori ka asar maximum pairs par parta hay es liye agar humay eskay bary main pata ho ga to hum kisi bhi pair par trade karnay say pehlay jan sakty hay keh esmain kaisay hum profit bna sakty hay kaisay loss say bach sakty hay
            • #7 Collapse

              asslamo aliekum brother,jesa k dekhne me aeyea ha k aalmi maeshat ka asar tmaam mukon ki currency per hota ha mgr pakistan me dollar ka rate me azafa hi dekhne me aayea ha ,to es lea kaha ja sakta ha k dollar mazeed don to ni ja sakta mgr deada zroor ho sakta ka jb tak govt ko wazeh lahe amal nahi apna lati dollar ki qadar ko control krne me.
              • #8 Collapse

                dolor par khass nazar rakhnay say he humay market kay halat ka andaza hota hay kyun keh dolor he hay jis ki waja say market main bohat ziada tezi ati hay aur major pairs to bohat ziada eski waja say move karty hay agar hum es par dhyan dain gay to market main bohat acha profit es say he hasil kar sakty hay
                • #9 Collapse

                  g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee foprex trading main dollar aor zyada down ja sakta hai q k ye dollars hamare hath main nhai hote hain aun pe ham koi bhi tention nahi lena chahiy hai thek hai bhai jan
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia dollar mazeed down ja sakta hai

                    dollar up or down ho sakta hain ham forex main kam karty hain to hamy is ka bonus dollar main milta hain ham isy with dram karwa ky apny mulik ki cruncy ky mutabiq change karwa ky apni zarorto ko pora kar sakty hain forex aik online business hain ham is main part time kam kar sakt hain or full time be kam kar sakty hain yai kabi be band na hony wala business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia dollar mazeed down ja sakta hai

                      bhai forex trading main dollrs ka jo mokam hai wo boht oncha haiu or mazeed es k down amin nahi high jany k cahces hain or wo high levrl par ja bhi rha hai q k hmary molk k halata yse ho gy hain jin se dollrs ki values main mazzeed izafa ho gya hai tu hmain cahhye k hum apni trading main bhar poor tariky se faoda othaen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia dollar mazeed down ja sakta hai

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain dollar down be ho sakta hain forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik invovle hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X