New year mai new aims aor goals k saat market mai entry daina?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New year mai new aims aor goals k saat market mai entry daina?
    New year start honay wala hai so apko ik new start laina chaheye kuch naye aims aor goals k saat apko chaheye k apne 2018 k trading performance ko analysed kare apne mistakes ko find kare aor try kary k wo sub ab new year mai repeat na hojae new year mai different strategy planning k saat trading karne ka azam kare aor mazeed mehnat k saat trading karne ka plan banae..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear you are tight mai ny pehly bi ik dafa kaha tha ky hm logo ko December ky 20 sy ly ker jan ki 5 tak trade nahi kerni chahiya us time mai market technical move nahi kerti hy jis waja sy ap ko trade lagani mai mushkil ho jay gi lehaza is bat ki koshish kery ky ya u door rahy ager nahi reh sakty tu choti lot sy hi trade kery tu hi best hy or yi time hamry pas bahut hi acha tha is mai hm log forex ky hawaly sy apni knowledge ko berha sakty hy is maihm log achy teacher sy rabta ker ky apni trading skill mai bi izafa ker sakty hy tu sab ko chahya ky new year ky liya apny ap ko ready rakhy or apny target ko set kery.
    • #3 Collapse

      Yes my dear sir you are right. Jo log time ki qadar krty hain or kcuh aims set kr k life spend krty hain wohi successful rahty han.Jb bat forex pr aey gi to ye boht risky business hai hmen is me boht ziada Mehnat ki zrort parti hai.
      Isley hmen chahye k hm new year b forex ko achi tarhan s learn krne ka aim bnaen or apni trading performance me improvement laeyn taky hmara har sal har mont forex me successful hony ki tarf aik Qadam sabit ho or hm aik din boht kamyab trader bn k dosron ko b Guide krne k qabil ho saken.
      • #4 Collapse

        jee bhai hum ko new year man apni performance ko phly sy bhi acha krna chaye or achi trah trading man dil lga ke kam krin gy to yah year hmary luy zuada faida mand sabat ho skta ha
        • #5 Collapse

          Assalamualaikum bhai aapne bilkul thik baat ki Hai Naye Saal Ke Aane Ki Surat Mein Hum Logo Ko Nahi Aur achi planning Karni chahiye Phir Hum logo ko bahut jyada fayda hoga
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            agar hum apna aim high rakhty hay to humay mehnat bhi us lehaz say karni chahiye kyun keh ziada mehnat karnay say he hum market main ziada achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh apny knowlege ko bhi esmain waseeh karen kyun keh knowledge jitna ziada waseh ho ga utni trading achi aur behtreen ho sakti hay
            • #7 Collapse

              apki baat sahi hay new saal main humay mind bnana chahiye keh es saal main humay bohat ziada mehant karni hay kyun keh mehnat kay sar par he hum esmain kamyab trading kar sakty hay aur khud ko achy muqam par lay ja sakty hay es liye humay esmain mehant ko kabhi nahi chorna chahiye humay adat bnani chahiye eski
              • #8 Collapse

                forex trading main har tradors k apny apy aim hoty hain or jesy k ab new year start ho gya hain hmary aim or embetions bhi change hungy es liye aghr es sal main bhi trading achi karni hai tu hmain apni trading main ayse aim bnnay chahe jis ko hum pory bhi kar saken q k boht se tradors target set tu karty hain laken ahive nahi kar paty es liyea yse aik bnaenm jis main apko khud he yakeen ho k hum yah akr skty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: New year mai new aims aor goals k saat market mai entry daina?

                  forex may jab hum trade katy hainto hamy 25 December say lay kar jun tak trading nahi karni chahey q kay is time may trading may move nahi hoti asay may ager hum is may trading karty hainto is say hamy loss ho ga lakin ager hamra trading kiay baer gozara nahi hota to pher hum is may short time small amount may trading kar kay loss say buch sakty hain or is tme may hum forex may posting kar kay apnay knowledge may or experience may azafa kar sakty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X