Loss aur Profit earning kay Baad emotions per control
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss aur Profit earning kay Baad emotions per control
    Traders ko market mai jab loss hota hai tu woh apny loss ko pora karnay ke liye aur ziada jazbati trading start kar daite hain. Jis say inko mazeed loss hota hai .
    Iss trah say jin traders ko profit ho jata hai woh greed ka shikar ho kar over confident ho jatay hain. Aur over confidence ke waja say apna loss kar laite hai.

    Traders ko chaiye ke loss ho ya profit trading kay doran apny emotion ke base per trading na Karin balky apny analysis ke base per he trading kiya Karin. app ka kya khayal hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karna start karda laken ager hum ko profit ya loss hotaa ha to per hum ko apna emotion pa control karna hoga q ka ager hum apna emotion pa control karta ha to per hum ko achi earning hoge................
    • #3 Collapse

      g han bhai jan ap ne boilkul theek hi farmaya he hamen waki hi catrol karna chahye nhe to ham jzbati ho jate hen aor ziyada loss me aa jate hen
      • #4 Collapse

        emotion ko kabo main rakh k hi um achi trade kar sakty hain aur apny emotion ko jitna control kaein gay tab hamain is forex main sucess ho sakty hain aur hamain market main planing karein gay tab hamain kamyabi hasil ho saky gi aur hamain is forex main earn ho skay gi
        • #5 Collapse

          g han dear trading mein agar ap nay apny emotion ko control na kara to ap loss mein loss mein he jayeen gay agar ap ko profit earn hota ha tab bhe wait kareen agar loss bhe hota ha tab bhe wait kareen or behtar say behtar trading karnay kfi try kareen
          • #6 Collapse

            G han Loss bhi hota hai har kaam ky sath aur Profit earning bhi karty hain hum but jub humy loss ho jata hai to esky kay Baad emotions per control nahii rakh paaty hein jo kay bohat ghlt hai humy esa nahii krna chaiye jub humy zauda orofit gain hojae to hum greed mn parhh jaty hain esa krna humy nuqsan ki trf ly jata hai humy ager zaida profit kii zrurt ho to humy lot of hard work krna chaiye..
            Mehnat Me Azmat hai
            • #7 Collapse

              G Hn Dosto forex trading ma chy ap ko loss ho to chy ap ko profit ho jy ap ko kbi b emition ni hona chy Kiun k emition aik aisi cheez hy jo ap ka sb kuch destroy kr skti hy es ly khud py control rkhy or kisi b halat ma khud ko emitional na hony dy
              • #8 Collapse

                forex man traders k main emotions 2 tarhan k hoty han aik profit k baad k or aik loss k baad k. jub trader profit earn kerta ha tu oc k emotions oc ku confidence develop kerwaty han or loss say mayusi hoti ha.
                • #9 Collapse

                  Loss our prodit hi to bisness ka hesa hy is pr hi to ham bisness is ko kehty hy agr sirf ham ko profit ho to who bisness mazy ka nai gita hy maza to tb ata hy jis my risk hota hy tb phr dil krta hy our kuahkil hoti hy our jo muahkil waly kam hoty hy un my hi ham ko faida hita hy wasy ham ko kisi kam my itna nai dil krta
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Haan jee bhae forex maen app ko apny profit our loss dono situation maen kesay apny emotions ko confrol kerna hy ye app ki planning ka hisa hy app nay market maen say kitnay profit lay k exit hona hy stop loss kitnay pips dina hy ye sab ap ko forex maen manage kerna ho ga
                    • #11 Collapse

                      agar humay loss ya profit hota hay to emotions humary upar havi honay ki koshish karty hay aur humay chahiye keh apny upar enko havi nahi honay daina chahiye humay fresh mind kay sath he trading par dhyan daity rehna chahiye tab he hum market main theak say achi earning kar sakty hay esmain mehant karni chahiye
                      • #12 Collapse

                        emotions kisi trha kay bhi ho forex trader kay liye theak nahi kyun keh es trha humara dhyan bhatak jata hay aur hum market par sahi say dhyan nahi dai sakty es liye humay chahiye keh fresh mind kay sath he trading karen aur ye tab he mumkin hota hay jab hum kisi kisam kay emotions ki zad main nahi aye gay
                        • #13 Collapse

                          forex trading k ilwa har bsuiness main he proft or loss hota hai es liye hmain aghr profot par khusi hoti hai tu loss par bhi hmain dukh hota hai es liye hmain apnye motion ko otna nahi rkhna chahye jis se hmain loss ho jay tu trading main jub loss hota hai tu jald bazi main kuj na karen jis se apko loss k bad mazzed loss ho jata hai jub humary emotions par hmary control nahi karty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss aur Profit earning kay Baad emotions per control

                            forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain forex bohat bara business hain yai dunya ky bohat sy mumali sahmil hain yai pakistan mai be legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik online business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss aur Profit earning kay Baad emotions per control

                              g han profit ho ya loss apny emotions ko control karna chahiye profit ho to emotions pe control ho hi jata ha lekin jab loss hota ha to bohat se log emotional ho jate ha wo himat har jate ha kaam karna chor dete ha un logo ko samjhna chahiye ke profit ho ya loss ye sab business ka hissa hote ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X