Double moving average indicator?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Double moving average indicator?
    Dear members jaisa keh ap janty hain keh moving average indicator bhi maximum trader use kerty hain. Main yeh pochna chahta hon ager double indicator use kerna ho to unki value kitni set kerni chaey aor ager single use kerna ho to value kia honi chaey thanks?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai jaan forex trading mein istamal hony waly indicators mein moving average sab se common use hony wala indicator hai.
    Ager aik time mein 2 moving average aik sath use kiye jain to un ka bahut faida hai. Ager aik ki value 10 aur dosry ki 20 rakhi jaye to wo acha indication deta hai.
    • #3 Collapse

      indicators bohat kisam kay hay aur enka use bhi differnet tariqo say kea jata hay jis say result different kisam kay aty hay agar hum moving average ki different kisam ki setting karen gay to hum es say different kisam ka result kay kar es say trade kar sakty hay es liye humay chahye different kisam ki setting karna seekhain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex trading main indicators boht se hain jin ko use karny k liye hmain diffrent tarikon se use krna hota hai es k ilwa aghr hum indicators use karty hain tu hmain os ko achi trah se use karny ka tarika aata hona chahye trading main jub hum indicators ko use kar rahy hoty hain tu hmain ois main apny analysis bhi karny chahye jis se ap trading achi kar skty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X