Threads ka ziada faida hy ya reply ka

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads ka ziada faida hy ya reply ka
    ​Dear forum member kush dost akser is bat ka ziker kerty hn ke thread ka ziada faida hy ya reply ka, pehly bat to ye hy ke ap ke pass thread lagany ki limit kum hoty hy jub ke ap reply ziada ker sakty hn, threads ka ye benefits hn ke ap ko thanx ziada milty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai yeh depend kerta hay ager aap achay or usefull threads bannayein gay yaani new tricks or rules bataayein gay to acha bonus millay ga issi tarah ager aap achay reply kerain gay achay tareekay say posting kerain gay to unn ka bonus zyaada acha millay ga aap ko
    • #3 Collapse

      Jnb new threads hn ya post asal baT hy trading k knowledge aur experience ki . Agr apk pas acha knowledge hy tu new threads lgaien us pr thanx mlen gy jtny utna ziada faida bonhs me ho ga aur isi trha agr apk pas post pr b knowledge hy achi quality ki post krty hn tu ye b apko acha bonus dy skti hn.
      ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
      • #4 Collapse

        Dono ki apni apni jagah bhot ahmiyat hai ap ek din me 4 thread laga sakty ho jis sy ap ko thanks ka faida ho sakta hai jab post ap din me 50 karty ho agr apki post ki quality achi hogi to apko thread sy sy post pe thanks malny k chahnce hoty han
        • #5 Collapse

          mere zati khyeal k mutabak agr ap me thread create krne ki salaheat ha to es me bhi faeda ha aor agr ap samjhte hen k ap k pass es qader experience anor knowledge about forex market ha to ap reply bhi kr sakte hen .bahar haal faeda dono me ha aor deno mehi knowledge ka hona boht zrori ha.
          • #6 Collapse

            mery khyal main dono ai he cheez hay depend karta hay keh hum reply kaisa kar rahy hay agar humara reply acha hay to es trha wo reply other traders ko bhi pasand ata hay jis say humay thanks bhi milty hay aur es trha hum es say acha bonus bhi lay sakty hay jis say humari trading bohat achi ho sakti hay
            • #7 Collapse

              assalam o alaikum, bhai faida kis mn hy ye to aap ko ic sy lagay ga jo zyada hy matlab 4 ka muqabla 50 sy hy tou i think 50 replies aap ko zyada advantage day ga pr thread b zaroor create karny chahye , kuch na honay sy hona behtar hy
              • #8 Collapse

                bhai mera khyal hai k threads ka faida zeyda hota hai q k hmain sub ko read karny ka tu time nahi milta hai lkaen hmin threds ko read karny ka time zaror mil jata hai es liye threads ki qulity par bhi dehan dena zari hai jis se ap apni trading ko asan bna skty hain achy bonus ko earn karny k bad or yah apki poting par he depend hota hai achi posts ho gi tu thanks bhi mil he jaty hain
                • #9 Collapse

                  Meray khiyal mai 2no zarori hai 2no sa feada hota hai agr ap post ko Reed kten gya tu new thread ki saliyat ap mai khod aye gya ap ka experience b is waja sa izafa hoga sab dosto ko cheya k aik 2sry ki ko like kr k feada day
                  • #10 Collapse

                    Re: Threads ka ziada faida hy ya reply ka

                    forex mai hamy aik account mai 50 posts reply karne chahey or hamy aik din mai 4 thread karny chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Threads ka ziada faida hy ya reply ka

                      forex mai thread ke bohat ahmeyat hain hum aik din mai 4 thread kar sakty hain or hum is py reply be kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Threads ka ziada faida hy ya reply ka

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                        ​Dear forum member kush dost akser is bat ka ziker kerty hn ke thread ka ziada faida hy ya reply ka, pehly bat to ye hy ke ap ke pass thread lagany ki limit kum hoty hy jub ke ap reply ziada ker sakty hn, threads ka ye benefits hn ke ap ko thanx ziada milty hn
                        Dosto forex per threads ka ziyada faida hai lykin replay ka kam hai kiyon k theads new post hoty hai aur new topic hota hai so logon ko apne taraf mutwajjo karty hai aur log replay karty hain is k mukablay may replay may sirf insan replay he karsakta hai so new thread sy ziyada faida hota hai new thread ziyada sy ziyada post karne chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: Threads ka ziada faida hy ya reply ka

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                          ​Dear forum member kush dost akser is bat ka ziker kerty hn ke thread ka ziada faida hy ya reply ka, pehly bat to ye hy ke ap ke pass thread lagany ki limit kum hoty hy jub ke ap reply ziada ker sakty hn, threads ka ye benefits hn ke ap ko thanx ziada milty hn
                          Form per Threads aur reply donon ka hi fayda hai aap daily basis per 4 poster 4 Threads kar sakte hain lekin aaj kal bahut jyada members form per third state thirds kar rahe hain aur Is Tarah yah thirds bahut jyada delete bhi ho rahe hain
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Threads ka ziada faida hy ya reply ka

                            Yes thread to hum 4 KR skte Hain aur posts hum 50 KR skte Hain but humen threads bhi krni chahye because agr threads nai hon gi to reply mtlb posts kese kren ge aur bonus to threads ka bhi milta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Threads ka ziada faida hy ya reply ka

                              Dear friend main aapse yah Kahana chahta hun ke Jitna fayda reply ka Nahin utna trade ka hai Kyunki Agar Ham Threads Karte Hain To Log use per thanks karte hain Jiske through Hamara bonus Jyada Aata Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X