loss sy darna nahi chaye experience hasil krna chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss sy darna nahi chaye experience hasil krna chaye
    dear hum ko jo loss hota hai os sy dar kr hum ko trading ko leave nahi krna chaye agir loss hota hai to os sy bhi hum ko faida hasil krna chaye loss sy bhi experience milta hai agir koi hasil krna chahy to is luy bahi loss ho jana normal hai or jo bar bar loss krty hain ak he mistake sy woh dangerous hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai aap nay sahi baat ke hay hammain loss say nahi derna chahiye loss or profit dono forex trading ka hissa hain agar aap ko profit hota hay to loss bhi ho sakta hay hammain apnay loss say seekhna chaahiye or mazeed experience haasil karna chahiye
    • #3 Collapse

      G bilkul wo kahty han na k garty han shahsawar he to jab hamen loss ho to hamen darna nhe chahye ghabrana nhe chahye bilky us ka samna karny ka hoslsa hona chahye us sy sekhna chahye k hamen loss q hoa hai ta k ham dobara wo he ghalti na karen
      • #4 Collapse

        agar hum forex trading main loss say dar kar trading karen gay to hum market main achi trha focus nahi kar sakty humay apny dar ko khatam karna chahiye aur ye dar tab he khatam ho ga ja humary pass forex trading kay bary main knowledge ho ga aur es liye humay knowledge ko enhance karna chahiye tab he safe reh sakty hay
        • #5 Collapse

          Ap forex market ko like krtay hai tou phr ap forex market mai loss say bhe learn krtay ho aur ap forex market mai profit hota hai tou bhe ap forex market ki learning krtay hai. kyu k forex market mai professional trader bana hai tou ap ko loss aur profit say bhe learn krna hai.
          • #6 Collapse

            jee sir gar hum trading kerty hien to hamain loss say darna na chahaye bel k hamain es mien aa ker loss ko accept kerna chaye q k profit r loss hamain trading mien dono ho sakty hein or jo hamara muqadar hai wo hi milta hai.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
              dear hum ko jo loss hota hai os sy dar kr hum ko trading ko leave nahi krna chaye agir loss hota hai to os sy bhi hum ko faida hasil krna chaye loss sy bhi experience milta hai agir koi hasil krna chahy to is luy bahi loss ho jana normal hai or jo bar bar loss krty hain ak he mistake sy woh dangerous hota ha
              Lost Forex lost Forex trading ka ek hissa hai agar traders for trading can't wait loss Ho Jaye to Ongole Izzat nahi hona chahiye Banke Apne mistakes se nahin Karni chahiye aur achche trading ki try karna chahiye
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
                dear hum ko jo loss hota hai os sy dar kr hum ko trading ko leave nahi krna chaye agir loss hota hai to os sy bhi hum ko faida hasil krna chaye loss sy bhi experience milta hai agir koi hasil krna chahy to is luy bahi loss ho jana normal hai or jo bar bar loss krty hain ak he mistake sy woh dangerous hota ha
                lost Forex trading ka ek hissa hai agar traders ko trading Karte weight loss Ho Jaye 21 core decide nahi hona chahiye aur apni Mrs Adnan karna chahiye Toby voce traders 1 Sakenge
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  gee ap bohat achi bat ki kay amen loss say darna nai chaea.kyun kay ham apny her loss say kuch nakuch sekhty hain or dobara wo kam nahi karty choty moty loss ak tarf say hmry lea sai hian kay ham chty loss say sekh kar kisi bary nuksan say bach jaty hain is lea loss akay dar sy trade nai chorna chaea kyun kay is tra kay loss say experience hota hai
                  • #10 Collapse

                    G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum kabi b loss na dary keu k jab humy loss hota ha toh hum kuch na kuch seekhty ha or us say experience hasil hota ha Or humy phr pata lag jata ha k hum dobara ya galti na kary
                    • #11 Collapse

                      jab hum forex mai kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin jab next time hum apne galtiyo py gur karty howe kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain hamy ache elarning ky liye daily demo account mai practice karne chahey or hum apny seniors ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain
                      • #12 Collapse

                        forex trading main losss bhi trading ka aik hisa hai es se darna nahi chahye q k jub hmain loss hota hai tu hum apny expiernce par zeda tawjah dety hain jub hum los k bad loss ko revoer krna hota hai tu hum pahly se zeyda achi trading karty hain tu aghr hum main yah facility hoti hai tu loss se ghbran anahi chahye apna expiernce increase karna chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: loss sy darna nahi chaye experience hasil krna chaye

                          forex mai hamy apny andar ky fear ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik aam jo ke nisbaty bohat ache job hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai bohat sy mumalik mai unique or legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hota
                          • #14 Collapse

                            Re: loss sy darna nahi chaye experience hasil krna chaye

                            Yes ager loss say trader ko koe experiene ho raha hay to lena chahye. que kay trader ko tab hi loss ho ta hay jab wo ghalti ker raha hota hay. ager wo ghalti ker raha hay to wo us ko khatam ker sakta hay. aur ager wo ghalti jan boj ker raha hay to us ka koe hal nahi hy. is liye jab loss hota hay tab trader ki koe ghalti us main shamil hotihay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss sy darna nahi chaye experience hasil krna chaye

                              forex mai agar hum kam karty howe dary gy ky hamy loss ho ga to hum is tarha kam sahe sy nahi kar saky gy or hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X