Forex trading main lose ke wajah

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main lose ke wajah
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko lose tab hota hai jab hamara pas knowledge aur experience ke kami hoti hai jitna thora knowledge aur experience ho ga ham ko lose ziada hota hai us lya ham ko chaya ka bahut sara knowledge aur experience hasil kr ka lose sa bach sakta han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother har banday k apny view hoty hain magr main hamesha yehi kehta hn keh forex trading main loss ki sbh se pehli waja knowledge ki kami k sath jaldbazi ha aur jald bazi aik lalach ki qisam ha jo hamesha diboti ha is lia in cheezon pa control bht zarooori ha.
    • #3 Collapse

      forex man loss ki koi aik weja nae hoti. forex man traders k liye buhut say issues hoty han jis say trader ku loss hota ha. main reason of loss trader ki greed hoti ha. or lalach aisi chiz ha ju insan ku lay dobti ha.
      • #4 Collapse

        Koi bhi business aesa nai hay k jis main himain profit k sath sath loss na lekin forex trading main humain loss is liay hota hay k humare pass knowledge ki kami hoti hay humari learning kam hoti hay humare kam expeirance ki wajha se humain loss ho jata hay ya zada tar loss un logon ko hota hay jo k is main lalach karte hain aur zada profit k chkar main par jate hain agar ap loss se bachna cahte hain tou ap ko cahiay k ap save trading karain take loss se bach sakain
        • #5 Collapse

          kisi bhi business mein loss ki kai wajuhaat hoti hain isi tarha forex trading market mein bhi loss ki kai wajuhaat ho sakti hain jaisa k kabhi aap ko loss aap ki luck ki waja sy bhi ho sakta hai kabhi aap ki trading skill ki waja sy kabhi aap k market knowledge ki waja sy aur kabhi haalat-e-haazra pe nazar na hony ki waja sy
          • #6 Collapse

            forex trading main loss ki kahi wajoohat hain
            ap ko knowledge e nai trading ka
            ap ko markete move ka pata nai
            ap sy move main koi ghalti ho gai
            ap ko profit ya loss sy koi farq e nai parta.
            • #7 Collapse

              Forex trading main loss ki bahut si wajohat hain jinki wajgan se trading main loss hota hey. Choti capital amount per beri lot key sath trading kerna.
              Lalach bhi aik reason hey loss main jany ka.
              Knowledge ki kemi ki wajhan se bhi loss hota hey.
              Forex trading main jeldbazi nhen chalti belkeh sakoon se trading kerain, time guzernay key sath experience berh jata hey .
              • #8 Collapse

                Walikum salam g bhai boht sai kaha boht sy log ap ko esy mily gy Jo bina learning or experience k trading shuru kr dety hy or un ko loss hota hy or unhy boht km earning hoti hy ya hoti hi ni is liy trading shuru krny sy phly learning boht zroori hu
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa loss hota ha to per i think ka es ma sub sa mari wajaa ya ha ka hum ko lalach hotee ha ya per hum sa koye mistake ho jatee ha esleya hum ko apni mistake ko correct karna hoga or hum ko lalach nhi karni hoge to per hum ko achi earning hoge warni hum ko loss he hoga.................
                  • #10 Collapse

                    forex trading main loss ki sub sa bari wjh hmra apna emotinl aor jazzbati ho jna hota ha jo hmen loss ki sub sa bari wjh bnta ha . is liya mar ap ko mswra ha k ap jb bi trd lgty han tu kbhi bi emotional na hon aor sbr sa kam lety hway trd lgyen ...
                    • #11 Collapse

                      Forex trading aik bahut acha aur stable business hai..is main loss ki sb sy bari wja greed ho sakti hai..new members forex trading main kam invest kar k ziyada earn karny ka sochty hain aur is maqsad ko hasil karny k liye lot size account k capital sy ziyada use karty hain jis ki wja sy un ko loss hota hai..Forex trading main loss sy bachny k liye forex ki basics ko achi tarah learn kiya jaye aur demo account per ziayda sy ziyada practice karni chahye..
                      • #12 Collapse

                        G bilkul jab tak forex k bary me hamen knowledge nhe hoga to experince kesy or kahan sy ay ga jab experience nhe hoga to ham trading bhi nhe kar sakty lehaza hamen earning k lye knowledge or experinece ka hona zarori hai
                        • #13 Collapse

                          joo log over confidence mai apne galtiyo ko ignore karty howe kam karty hain unhy loss hota hain or jo apny emotions ko or lalch ko qabo mai nahi rahkty unhy be loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota loss ko avoid karny ky liye hamy in sub ko be avoid karna ho ga pher he hum kamyab hon gy or market mai run kar saky gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading main lose ke wajah

                            forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik online business hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn karty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading main lose ke wajah

                              Forex main trading karty hoay loss ki bhot sari wajohat ho sakti hain jin main say kuch ye hain
                              1.Lack of knowledge
                              2.Lack of experiance
                              3.Lalich karna
                              4.Market ka thek tarh say analysis na karna
                              5.Forex k rules k carefulky read na karna
                              6.Mistakes ko identify na karna
                              7.Jalde main trade karna
                              Ye wo sari wajohat hain jin ki waja say trading karty hoay loss hota ha bht sary traders jazbati hoty hain wo market ko analysis kiay bgair he trade karty hain ziada earn karny k liay but wo earn karny ki bijay loss kar lety hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X