Kiya 150 dollars trading ke liye achi amount ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum big money invest karna start karda laken ager hum 150$ ko invest kardata ha to per i think ka ya ak bohat achi amount ha ager hum ko es sa achi earning kar sakta ha ager hum hard work karta ha to per warna nhi ................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ge bhai 150 dollars aik achi or valid amount ha trading kay liye aap iss per moderate lot size use kerain yaani medium size ki lots lagaayein or ab aap iss say kitna profit earn kertay hain yeh aap ki trading skills per depend kerta hay aap chaahain to 500 bhi zaaya ker dain or chaahian to 150 say bhi earning ker lain
      • #18 Collapse

        Ji han trading ka lya agr hamara pas 150 dollar han tu ya ak bahut achi investment hai us sa ham .10 ke lot size rakh ka bahut sara profit earn kr sakta han jitni ziada investment ho gi utna ziada profit ho ga ham ko chaya ka ziada sa ziada forum pai kam kran ta ka ziada bonus mila is sa ham ziada profit earn kr sakan
        • #19 Collapse

          G bilkul jitna ghur utna metha ap k account me jitna bonus hoga us k mutabiq ap ko is sy profit hoga ek bat or dear kuch na hony sy behter hai kuch hona chahye wo thora he q na ho lalach kar k is thory sy bhi hath na dho bethna
          • #20 Collapse

            150$ aik reasonable amount hey trading key liey ager trading ka experience ho to. Ap aisa kerain small lot key sath trading start ker dain aor forum per post bhi kerty rhain takeh experience aor capital amount donon main izafa hota rhy.
            • #21 Collapse

              Asalam o alikum . dear forex fllowers and forex friend .mara khaya sa ap jab bhi trading start kera to apka account ma 200 dollars sa 500 dollars tak hona chahiya . ager apko koi loss ho bhi jai to account wash hona sa becha rahta ha . or apka account ma jo amount rah jati ha ap us amount ki next trade ker ka acha profit hasil ker sakta ha .
               
              • #22 Collapse

                Han bhai ap ki baat teek hai. Mery khayal mein to ager 200 se kam balance ho to ap ki trade mein kafi risk hota hai. Q ky ager balance kam ho to her waqt account ky wash hony ka khtra mojood rehta hai. Is liye 200 se ziyada balance hona chaye.
                • #23 Collapse

                  Ye to ab apky experience par depend karta hai ager aapky 100$ hai to aap iss ko 500$ bhi banna sakty ho lekn aisa tab he ho ga jub aap ke best knowledge ho ga mere khyaal se 150$dollar bohat hai hai trade karny
                  • #24 Collapse

                    g han dear 150 dollar trading kay liye bohat he achi amount ha lekin apko trading mein kam lot size use karna boht he zarori ha is liye agar ap kam lot size use kareen gay to ap zyada loss say bach sakeen gay or acha profit earn kar sakty hein
                    • #25 Collapse

                      G 150 dollar trading ke liye bahut acchi amount Se Hum Log bhi accha profit bana sakte hain lot size ko kam Rakh ke
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Kiya 150 dollars trading ke liye achi amount ha ?

                        g han 150$ trading ky liye bohat acha deposit hain lakin is ky liye hamare learning be bohat ache hone chahey peher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt tarding kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X