Kia bari companies aur financial institutions robot trading karty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia bari companies aur financial institutions robot trading karty hain ?
    Mai naay suna hai ke ajj Kal jitne b bari trading firms bank aur Baqi financial institutions hain woh Saray he traders ke bajay buying aur selling k decision ke liye robots use karty hain ?

    Maire knowledge Mai yeh baat nai teh iss liye poch raha hon k Kia bari companies aur financial institutions robot trading karty hain ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear shyd ap nay sahi suna ho magar mera nai kheyal k bari bari companies aor firms robot py depend karti hon bari bari companies aor firm walon k pass achy achy traders hoty hain wo trading kar rahy hoty hain har tarha k analysis karty hain robot ki help sy to ap achi trading nai kar sakty
    • #3 Collapse

      nahi dear aisa nahi hota hy hy jo bi bari comp hoti hy ya bary bank hoty hy wo log kabi bi robot ko use nahi kerty hy kiyo ky robot ap ko kabi bi sirf profit nahi dy sakty hy or robot tu khud koi cheez nahi hy wo tu lazmi kise na kise strategy per hi chalta hy us ky bina kuch nahi ker sakta hy wo log bary have trader ko hair kerty hy or un sy trade kerwaty hy wo log long term ki trade kerty hy pory fundamental kisam ki trade hoti hy or bari have lot ky sath un ki trade hoti hy.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Ho sakta hay k ap ki information theek ho maine kabhi aesa nai suna lekin main nai samjhti k aesa kuch ho sakta hay kiu k sab jante hain k robot trading kafi riski business hay aur is main humare account kafi risk par hi jate hain jis wajab se humain loss ki surat main boht zada loss ho sakta hay aur humare account bhi wash ho sakte hain is liay mujhe nai lgta k robot trading ka risk koi lay sakta hay

        اب آن لائن

        Working...
        X