Learning process
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning process
    Agar ap trading ya koi b cheez seekhty hai to usko seekhny me wqt lagta hai ap agar kahy k hamy ek mint me ajaye to aisa nahi hoga thora waqt to lagy ga. is liye trading se na umeed na hon seekhty rahy apko trading ajaye gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G app teak kih rahy ho trading asan nahi h balki koi b chez asan nahi h sub chezo ko learn karna parta h or wo jaldi sekah nahi jata time to lagta h to Jo log dibardasha horahy ho ya ho choky h to kindly wo dil math hary aor Kam ko Jari raky or bath ye k learning ka prosses kabi khatam nahi hoti ya Kam karny keley zarori h bas Kam per tawaja dyna chahey or Kam ko ghor o fikar k sath dyek k karna Acha hota h
    • #3 Collapse

      forex aik assa business hay jis main learning ka process kabhi khatam nai hota hay mara mutlab ya ka jasay eik trade lagana kay liya market ko study kerna hoti hay phir us pair ko study kerna hota hay oar ya hamasha kerna ho ga jub bhi ap new trade lagain ga , chahy aap ko is business main eik month guzra ho ya eik 2 sal aap ko her time market ko study ker kay he trade kerni ho gi
      • #4 Collapse

        dear ham sab jantay hain k forex ka business bahut he wasih hay is ko kabhi bhi complete nai kia ja sakta hay is main changing ati rehti hain agar hamain earning hona start ho bhi jatihay nai samjhna chaye k ab ham bahut expert ban gay hain ab hamain learning ki koi bhi zarurat nai hay hamain sath sath apna aik demo har haal main jari rakhna chaye agar ham aisa kar bhi laitay hain to is main harj he kia hay hamara faida he hay.
        • #5 Collapse

          aisi he bat hei learning ky leay apko time dena prta hai markwt ko forex trading ky leay apko learning process sy guzrna prta hai lehaza apko is bat ka khasoosi kneyal rakhna chye ky oehly basic knowledge learning kren usky bad ap demo account join kren aor usky bad ap log real bonus account ma work krna shuru kr den
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of learning karni start karda laken ager hum ko achi learning hasil hotee ha to per hum ko achi earning be hotee ha laken ager hum achi learning nhi karta ha ot per hum ko achi eanring be nhi hoge...............
            • #7 Collapse

              G bilkul waqat k sath sath he sekhen gy or kam karen gy ap ko ek choti c mesal deta hon k apny ek shop banai hai kesi bhi chez ki to to ahista ahista he chaly k matb aj apby 100 ki seel ki hai to kal apki 150 ki seal hogi
              • #8 Collapse

                G Hn Dosto insan apni life ma jo b koe cheezy seekhna chata hy osy seekhny k ly os ko aik learning process sy guzrna prta hy jis ma os kafi mhenat krna prti hy phr he wo os cheez ko pick kr skta hy agr ap khety hy k ap kuch minto ya kuch Dino ma seekh ly gy to ye possible ni hy
                • #9 Collapse

                  Ji bilkul kisi bhi kaam ko seekhne main bht waqt lagta hy koi bhi kaam app ko kuch mints main ni a sakta us k lie time lagta hy is lie sabar or bardasht se agay barhtay jain aik din app zaroor sab kuch seekh jain gay jaldbazi na krain sabar or tahamul se kaam lain 2
                  • #10 Collapse

                    forex ku learn kerny k liye trader k pas buhut wasih range hoti ha. baaz traders aysy areas man rehty han jahan per un ku learning k liye teachers nae mil sakty wu traders internet say help lay sakty han.
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning process

                      learning ho ge to ge to he earning ho ge hamy rozana demo account mai practice karne chay hamy apny seniors ke tips ko follow kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik word wide business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning process

                        bahut Log Yaha bhi question karte hain kya Forex ka kaam achha hai ya Hum yahan par koi Chowk Yamla smart dekh leni chahiye karne ke liye UN logo Ke Liye Main Yahi discuss karna chahta Hoon ke woh apni job ke sath is business ko join Karen Kyunki Agar wo job Nahin Karenge to Yahin par investment karne ke liye capital Kahan Se Lekar aaenge Hua Kaise earning generate kar sakte hain job ke bagair isliye job lazmi hai yahan par
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning process

                          forex mai learning ke bohat ahmeyata hain hum internet py babaypips py learning hasial kar sakty hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamare learning mai azafa hota hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning process

                            forex mai learning ke bohat ahmeyat hain learning ache ho e to earning ache ho ge hum is mai investment karty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X