Forex indicators
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex indicators
    Dosto mera sawal ye hai k jab ham kehty hain k trading men indicators ka istemal kya jaye to indicators se kia murad hoti hai???
    Kia Tp aur SL b indicators men shamil hain???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Takeprofit aur stoploss indicator men shamil nhi hain balke takeortake aur stoploss trading men bahot hi achay tools hote hain hamen chahiye k ham in tools ko proper tareqe se use kren to ye trading men hamare liye bahot hi helpful ho sakte hain
    Aur jahan tak indicator ki baat hai to indicator ko use krne se ham only mrket ko analysis krte hain
    • #3 Collapse

      Indicatores ka matlab stop aur take profit nai hota balke indicatores hum market trend ko samjhne k liay use karte hain ye chart konread jarne k liay us hote hay lekin ye 100% right nai hote is liay humain in par zada belive bhi nai karna cahiay balke apni mehnat se market trend ko watch karna cahiay
      • #4 Collapse

        G bhai indicators ka istamal acha hai. Lakin un per ziyada bharosa bhi acha nahein hai. Indicators ap ko pichli kuch candle ki movement ka average nikal ker deta hai.
        Lakin market ka koi pata nai chalta us ka trend kabhi bhi change ho sakta hai.
        TP and SL lagana bahug zaroori hai.
        • #5 Collapse

          Dear friend indicatof k zareye hamen market k bary main analeses karny ka pata chalta hy aur hum as say market ko achay say analeses kar lety hain aur as say hamary trading planing main hum faida hasel kar sakty hain
          • #6 Collapse

            SL indicator m shamil nahi h ye trading tool h or ye bohoth zarori h market m Kam karny kelye loss ko oka jata h is se is Tarah take profit b h Jo k paofite ak khas had tak pahonchny k bad trade ko close kardyta h to ye do no intihai zarori tool h or indicators market ko analys karny k ley us hoty h or os se hamy patha chal raha hota h k market kaha ja raha h or trade kis taraf lagana chahey ta k loss se Bach saky or profit le saky
            • #7 Collapse

              Indicator profit Banane Mein Hamari help Karte Hain isliye Hum logo ko indicator istemal karne chahiye
              • #8 Collapse

                Bhai forex main indicator se murad trade lgana haii jis se ap apni trade start krty hain market situation ko dskhty hwe koii bhi expert apko indicator deta haii r ap trade lga sakty hain but SL ka mtlb stop loss haii jis ko lazmi lgain jis se apka account kabi washout ni ho ga r apko her wakt market ko observe ni krna pare ga.
                • #9 Collapse

                  forex indicator chart man hoty han or in ku trade k liye use kiya jatta ha koi bhi indicator forex man trader ku hundered eprcent direction nae bta sakta. but indicator trader ku profit dilwa sakty han.
                  • #10 Collapse

                    forex mian wasay to bahot say indicators hain mager 4 bahot use kiya jatain hain 1)trend following tool 2)trend confirmation tool 3)overbought/oversold tool 4)profit taking tool . ya sub who indicators hain jo hummari trading main help kertain hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex indicators

                      forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy lakin hamy in per pure tarha sy irbar nahi karna chahey forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be haisal kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex indicators

                        forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy lakin hamy in py pure tarha sy itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain forex aik real or kabe be band na hony wala international business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X