Loss ky dar sy trading na krna kesa hai.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ky dar sy trading na krna kesa hai.?
    Dear ager app loss ky dar sy trading nhi krain gy to app kabi b kymyab nhi ho sakty ku ky firex trading main sab sy pehly loss hita hai us ky bad profit hota hai
    ager ham ye sochain ky loss kiy bgair profit mil jay to ye muskil hai ku ky jo trade app ko acha profit dy ge starting mail wo loss dy rahi hoti hai es luy profit ky liy wait karna parta hai:1f60b:

    Post achi lagy to Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear is ka matlb tu yi howa hy ky phr ap ko kabi bi trade nahi kerni chahiya kiyo ky loss tu is business ka hisa hy is liya hm logo ko loss sy derna nahi chahiya bas is bat ka khiyal rekhan chahiya ky hm log aise trading kery ky hm logo ko loss ho hi nahi or asani ky sath hm log apna profit earn ker saky bas is bat ka khiyal rekhy ky kabi bi over trading nahi kery.
    • #3 Collapse

      Hamen koshish krno chahiye k ham ziada se ziada practice kren ta k ham apne fear ko kam kr saken ham apne fear ko only apni practice se hi kam kr sakte hain
      Jab hamara fear kam ho jay ga then ham confidence k sath bahot hi achi trades le paen ge
      Agar ham fear k sath trading kren ge to ham kabhi bhi kamyab nhi ho paen ge q k fear k sath trading se ham bahot hi achay profit ko miss kr jate hain
      • #4 Collapse

        Dear jab hum ais market mai anaylsis karty hai to aus k baad hum ko ais mai entry to leni parti hai agar hum ais market mai koi bhi trade lagaty hai to hum ko dar rahy ga k ais mai loss ho jaye ga to humra experince kaisy bany ga agar ap ko ye lagta hai k ap ki trade loss mai jaye gi to behtar hai k ap demo par kaam karty rahy jab ap ko ye samjh aa jaye gi k ap k analysis abi achy hai to aus k baad real account par kaam kary aor ais market mai se faida authye warna ap apna time waste karty rahy gay.
        • #5 Collapse

          Dear without loss koi trade start nhi ho saKTI JAB B TRADE STAR HITI HAI TO LOSS SY START HOTI HAI AGER APP MARKEET ANYLIZE KARKY TRADE START KARTY HAI TO TRADE KA LOSS PROFIT MAIN BADAL JAY GA ager app without knowladge trade krty hai to loss ky zaida chance hoty hain Ess liy kabi b trading karty hovy loss sy na drain hamy trading seekh kar loss ka dar khtam karna pry ga
          Last edited by ; 28-12-2018, 05:09 PM. وجہ: Short massag
          • #6 Collapse

            Dear koi be trader jo loss ka sochnkar trade nahinkarta woh na to kabi kamyab ho sakta hay or na he achi trade kar sakta hay qn kh profit or loss dono he eik business kay pehlo hain agar hum seraf loss kay bary main he sochin gay to kabi be trade mahi kar pain gay or jab trade nahi hogi to profit be nahi hoga lehaza achi profit kay ley loss ka risk leyna parta hay
            All The Best Dear Friends
            • #7 Collapse

              Dear ap loss ke vaja se tread nhi kar rahy hin to ap kabi be kamyab nhi ho sakty kayon k har k ayge jeet hi ap darre nhi ap tread karty rahyn loss ko bol jayan to ap kamyab hosakty hin zindagi main loss aur win to hota hi yar tenation na lo yar kamyabi allah deta hi
              • #8 Collapse

                Loss k dar se trade na krna aisa hai jesey sardion mai sardi k dar na nahana same is situation mai jesay nahane k bad saaf ho Jana isi tarha AGR trade kro gay hi nae to profit kese aye ga apni soach ko positive rakho AGR loss ka soacho gay ziada to kabhi kamyab trader nae ban sktay
                • #9 Collapse

                  Bhai ye to ap ny acha mazaq kiya hai. Ager loss ky der trading nai kery ga to phir is field mein rehna ka faida ho nahi hai. Koi bhi karobar aisa nahi hai jis mein loss na ho. Ager loss ky der trade nahi kery ga to kabhi bhi kamyab trader nahi ban saky ga. Is liye bekhof ho ker acha analysis ker ky trading kerein.
                  • #10 Collapse

                    Assalamualaikum bhai ya toh hum logo ko flex Mein profit hota hai ya phir loss loss ki vajah se trading chod dena Koi Badi baat nahi Hum logo ko Himmat nahi hona chahiye bulke trading karte rehna chahiye
                    • #11 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum ko loss sa daar lagta ha to per hum ko koye business be nhi karna hoga q ka business is the name of profit and loss ager hum ko profit lana ha to per hum ko loss be hoga esleya ab ya ap pa depend karta ha ka apna keya karna ha ...............
                      • #12 Collapse

                        jab hum forex mai kam karty howe koi galti karty hain to hamy loss ho jata hain lakin hamy loss ky bad zada thence nahi hona chahey balky next time apne galtiyo py gur karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko asane sy pora kar saky gy forex aik international business hain
                        • #13 Collapse

                          Bhai loss k dar say trading na karna to asa hy jasy nehana to hy par pani apny upper nai dalna. Bhai jab tk risk nai lo gay to success kasy haisal karo gay Ap.?dar to hota hy k loss na ho par agr trade he nai lagao agy to profit kaha say mily ga? Khuch pany k ley khuch Karna he Part hy.
                          • #14 Collapse

                            Asslam o alaikum bhai apki bat the hai lose Ka dar kafi hota hai Es markit me yehi to hora hai kabi lose to kabi profit yahan lose ke ziada imkan hun wahan kam voliam me tried lgaskty hen us Se apko ziada lose bi ni hoga apki prectis bi hojaey ga or agar apko ziada hi dar hai to ap apny Se siniuer Se mashvra bi kr akty hen tried an lgana to hath py hath rakhy bethy rehna hova
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Loss k der say trading na kerna assa ho he nai sakta q k jaha loss ka der hota hay whoya he profit ki achi khaber to hoti hay or ya he who khaber hay jis ki whajha say loss ka der ko khataam kerna hota hay phir he to hum market per kadaam rakha ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X