Jab Market Apki Favour Main Na Ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab Market Apki Favour Main Na Ho
    Asslam o Alikum dear friends main apko batna chata hon kh jab Market apki favor main na ho to kabi be apni trade open na karin balkh os waqat market ka favor main anay ka intazar karin or apny time ko zeya na hony dain otni der forex forum par apni posts karin or apna experience or knowledge behtar banay jo apky kam ay ga
    All The Best Dear Friends
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Durst kha g agar market apki favor ma nah hai tu trade na he kejeee balky aram sa beth ka market ka mukamal analysis keareen. Aur sath he sathe practice acount ma experience gain kareeen.
    Agar tu ap na lalach kar ka asi time oa trade lage di tu loss hosakta ha lehaza practice kareen asiy time pa aur jb ap dekhyy ka market ap ka favour ma ha aur ap ko andaza ho ka ka ab agar ma trade lagooo tu profit ka chances hain tu tb trade lageee. Liken kabii bh lalach na kejeee ga. Plz
    • #3 Collapse

      G bhai ap ne kafi achi bt share ki bht achi bt ha es trha hm nuqsan se bhi bach skty haen aur forum se bhi apny bonous mein izafa kr skty haen.ye aik achi management ho skti ha agr hm krean tu
      • #4 Collapse

        dear jabhi market mien kafi movement ho or market apki favour mein na ho mtlb movement kafi achi ho or apjis taraf ki movement chahty hein us taraf na ho rahi ho ap market mein apni trad na open kareen kiyon k apki ek bhe trad apko loss karwa sakti ha
        • #5 Collapse

          mien to hher bar yeh he dakhta hion k market jab mery favour na hota hai to mien trade open na erta hion or wait kerta hion jab market mery haq mien aa jati hai to trade open ker deta hion or earning bee ker leta hion.
          • #6 Collapse

            g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he hamen chahye ke ham apna trad open na kren warna loss hoga hamen chahye ke ham sahi time ka wait karen aor phir ja ke apna trad open karen shukrya
            • #7 Collapse

              Well brother aala information diya apny apky baat se agree karta ho ku k jub market hamary khilaaf jaye ge to hamy kabhi bhi trade ni karna chahye balky uss waqt intzaar karna jub wo hamary fever aye ge
              • #8 Collapse

                forex man trader ku oc waqt trade open kerni chahyn jub market trader ki favor man ager trend trader k agianst hu chuka ha tu oc trade ku close ker dayn or new trade k liye analysis keryn.
                • #9 Collapse

                  Dear main ye smjhta hon k market kisi bhe trend mein move kar rahi ho ap ko trade us waqat open karni chahiye jab ap proper analysis kar len aor han agar ap ki koe trade open hay aor market ap ki favour mein move nai kar rahi to ap ko us ka wait karna chahiye wapas any ka aesa nai karna chahiye k thora sa trend change hony py ap us k opposite trade open kar len is sy ap ko loss ho sakta hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab Market Apki Favour Main Na Ho

                    forex market jab down ho to hamy is mai investment nahi karne chahey q ky hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain is mai hamara koi boss nahi hota
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab Market Apki Favour Main Na Ho

                      Dear jaha tk mera khyal hai market kabhe bhe kise ke fever main nahe hoty hai jo market ka trend hai wo osy trend ke mutabik move krte rehte hai ap forex se profit tb he earn kr sakte hain jub tk ap ke pass good knowledge na ho jitna acha knowledge ap ke pass hoga ap profit bhe utna he ziyadeh earn kr sakte hain or market ke trend ko hamesha analyses krte rehna chahye jaha se bhe signal mile osy miss na kren then profit earn kr sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab Market Apki Favour Main Na Ho

                        brother kabhi bhi aisa nahin sochty hen keh market aap ki favouur mn nahin hay jin ko lagta hay aap ki tayari nahin hay ya news nahin hen ya market down jaa rahi hay tou aap log yahan pe kia karny bethay huy hen , aap nay sochna samjhana hay keh yeh market kis rukh pe jaa rahi hay , ap agar tou market intni slow ravi ka shikaar hay tou aap ko chahye keh agar spread he clear na kar saki tou aap ko ic ka koi faeda nahin hay , lekin agar market texi say gir rahi hay tou aap aik baat yad rakhen keh pehlay agar aap buy be trade kar rahay hen tou phir aap ko chahye keh aap sell pe laga den aaap ko kafi bhaari faeda ho hga ic mn aap ko buss mind lagana hay or har cheez aap kay qadmon mn ho gi kya kehty hen aap zaroor reply kijye ga , thora tou hun gay he muttafiq ham say keh nahin jawab kay muuntazir hen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jab Market Apki Favour Main Na Ho

                          Forex trading business mein hum ko trade tab hi open karni cahaiye jab market ko achi traha samjh lain aur analysis kar k market ko samjh lain aur jab market ki movement ko samjh lain tu hi trade open karni cahaiye aur jald bazi mein trade open nhi karni cahaiye is traha loss hi hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Jab Market Apki Favour Main Na Ho

                            jb market ap k haq m na ho to ap ko boht he gussa araha hota hy ap ka dil krta hy k bas apna laptop he tor du to aysa krna bilkul pagal pan hy agr ap k haq m trade nai ja ri to ap ko chaheay k ap dykho k q nai ja ri us ki wja ko jany r pir kch experience gain kry,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jab Market Apki Favour Main Na Ho

                              han ap teak khe rahe han hum ko kabi kabi as markt me loss hota hye to hum ko sabar krna acha hota hye hum ko chahye ke os time apne tradeing ko stop kr ke as forum pr posting me apna time lagyan and apne study ko jare rakahan hum ko as forum se acha sekhne ko melta hye as ke leye hum ko all time kam me rehana hota hye as leye hum ko chahye ke har time kam jare rakhan as me hum ko kabi kabi free me earn ka time mel jata hey makrt easy ho jate haye humri leye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X