banned huny ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    banned huny ki waja
    jesa k hum janty hain k forex forum main banned huny ki sab sy badi waja yahi hai hum is main copypaste work karty hain aur is waja sy hi banned hoty hain.
    kia apko pata hai is ki su sy badi waja kia hai wo ye hai k hum is aisy jumly jinhy baar baar duhraaty rehty hain aur unhy change nahi karty to is waja sy humy ye banned huny ka option aa jata hai.
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai jan ap nay blkul sahi kaha mein apki bat sy mukmal itefaaq karta houn aur apkou yeh btana chahta houn kay forex-pak ka system bht ziada tez hy yeh 1 sec mein pakar skta hy hmein chahye copypaste ki jagaa hmein khd mehnat karni chahye hm dusroou ki posts pdh kay apni rayee e tou deni hoti hy aur hmein forex-pak kay forum ki tmam qawanen kou skhti sy manna chahye
    • #3 Collapse

      bhai jan ap ne theek hi sawal kia he dekho is ke bare me mera khayal ye he ke ham jab apna post likhte hen to hamen chahye ke ham dosre post ko bhi dekha karen phir dekhne ke bad hi apna post likhen q ke hamen dosre posts se apna post alag se karna parta he
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: banned huny ki waja

        Pak forex forum k rules ko follow karna zaroori hy aur rule ko break kartay han tu pak forex forum bann kar daita hy aur in rural mein copy paste karne se account jaldi bann hota hy hum ko apni mehnat se posting karni cahaiye aur khud hi post ko apne knewledge k mutabik reply karna cahaiye

        اب آن لائن

        Working...
        X