Do not miss the entry point
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do not miss the entry point
    Hamen trading men ki baar bahot hi achi opportunity mill rhi hoti haiaur ham iss entry point ko miss kr dete hain iski waja hamara fear of loss hota hia
    Hamen chahiye k ham apne aap men confidence paida kren aur jab bhi hamen achi opportunity mill rhi ho hamen kabhi bhi isse miss nhi krna chahiye warna ham iss tarah se apni ki positive trades ko miss kr ken ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear bro ap ki bat bilkul thk hy ke forex market main entry point ki bahut ziada importance hy ager ap entry point ko ni janty to pehly entry point ki location janny ke liy searche kren aur entry point ko miss na kren
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Bhai001 پيغام ديکھيے
      Hamen trading men ki baar bahot hi achi opportunity mill rhi hoti haiaur ham iss entry point ko miss kr dete hain iski waja hamara fear of loss hota hia
      Hamen chahiye k ham apne aap men confidence paida kren aur jab bhi hamen achi opportunity mill rhi ho hamen kabhi bhi isse miss nhi krna chahiye warna ham iss tarah se apni ki positive trades ko miss kr ken ge
      Je belkol aisa he he hai hm apny fear k waja say entry point jo k best hoti hai miss kar dety hain ar bad May pachtaty hain k haye agr us waqt Kia hota to itna hota .
      Humy apny ap May confident paida karna chahye qk forex confidence k baghair mushkil hai ap khabi achy traders ban nhi sakhaingy.
      • #4 Collapse

        ji Bhai Jaan aapne bilkul sahi Kaha hum logo ko us waqt Ka sabar ke sath bate karna chahiye jab market hamari favour mein ho to Hame oswal trade lagani chahiye agar hum log jaldbazi aur overconfidence hokar trad lagate hai to hum apna jyadatar nuksaan hai karte hai isliye Hame Apne sabse kam lete huye Apne entry point ka wait karna chahiye..
        • #5 Collapse

          bilkul thk kha hamen kbhi bi apna entry point ni mis krna chiya hamen hmsh sai wqt ka intazr hota ha tu jaisy hi hmen wo point mil jya tu hmen ksi bi halt main mis ni krna chiya blky forrn sa hi entry kr leni chiya....
          • #6 Collapse

            jab b trade karny kay liye entry point milta hay to is ko miss nai karna chaiye humain kafi mehnat karna ho gi ta kay trade main acha profit gain kia ja sakay magr chart ko watch karna chaiye ta kay trade lagana kafi acha ho sakay humain hard work kar kay achy say trade karna ho ga ta kay trade karna huamry liye profitable ho sakay
            • #7 Collapse

              Kisi bhi trade ka maximum profit main jany ka taluq usky starting point or starting time se hota hey. Jo bhi trade trend key change hoty hi laga li jaey to woh ziada profit kamati hey keon keh woh ziada time trend ko follow kerti hey is leay entry point trading main ahmiat ka hamil hey. Ager wait bhi kerna pery to perfect entry point ka wait kerna chaey maximum success key liey.
              • #8 Collapse

                Entry point ko loss k houf sa miss nahi karna chaheye ye bat ap ki bilkul drust ha agar humain houf hoga to per hum forex ma trading nahi kar sakty , forex ma trading karny k leye confidense paida karna hoga our houf sa balater ho ker entry piont pa apna order place karna hoga agar hum risk nahi lengy to forex market ma confidense nahi hasil kar sakty
                • #9 Collapse

                  agar hum sahi time par market main enter hon gay tab he hum market amin acha profit bna sakty hay aur es business main humay active rehna chahiey kyun keh agar hum active nahi rahy gay to market main sahi say earning nahi kar sakty es business main khoob time daina chahiye aur mehnat karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    forex man trade open kerny k liye trader ku buhut sooch samjh ker trade kerna hota ha or trade open kerny k liye aik traget set kerna hota ha oci target ku daikh ker market man trader in hota ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Do not miss the entry point

                      market main kam karny kay liye humain active ho kar achy say ana ho ga is main agr ye dykhty hain kay market main entry point hay to is ko kbhi miss nai karna chahiye humain market main entry lay kar is main order laga dyna chahiye ta kay acha profit hasil karny ka moka zaya na ho sakay or humain success b milay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: Do not miss the entry point

                        hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky entry points ko masy nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Do not miss the entry point

                          hamy entery points ko miss nahi karna chahey forex aik unique business hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique busines ban cuka hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex all world mai bohat taze sy famous hny wala real busienss hain yai pakistan mai legal ban cuka hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X