Account recover krna bahut mashkil hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account recover krna bahut mashkil hai ?
    Dear members forex trding market mn trde krty hoy jb ap ka account loss mn chla jata hai tu as account ko recover krn bahut ziada mushkil ho jata hai q k aik tu ap k pass balance kam hota hai aor free margin bhe km ho jata hai as liay start sy he lot size control mn ralh k trde kren account recover krny k liay currency pair best hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Account ko recover krna profit banane se bhi ziada mushkil hai q k jab ham koi trade open krte hain aur hamara bonus poora hota hai then ham confidence se trading krte hain but jab ham loss ki soorat men koi trade open krte hain then fear of loss se mazeed loss kr jjate hain
    So hamen mazeed loss krne k bajay hamen koshish krni chahiye k ham confidence se kaam lete huye apne loss ko recover kren aur kabhi bhi emotional ho kr big lot ko use na kren
    • #3 Collapse

      jee bhai hum ko trade start kam lot sy krni chaue kun k is man trade loss man jana ak normal bat hai is luy agir loss hota hai to hmary pass margin ho or trade lgany k luy to he loss recovery kua ja skta hai agir margin nahi hota to phir osi loss wali trade ka wait kua jata hai loss recovery hony tk ya account wash hony tk
      • #4 Collapse

        G bhai apne bilkul thek kaha k humain shoru se hi apke account k mutabiq lot size se trade karni chahiye q k ye haqeqat hai k ik dafa account loss mai jaye to insan usko recover karny k liye aur mistake karny lag jata hai aur bajaye loss recover karny k account wash ho jata hai. To pehly ho soch samjh k account size k mutabiq Lot size se trade karni chahiye.
        • #5 Collapse

          gee mery bhai apki bat to theak hai lkn forex trading members apko analysis aor experience hasil krna hota hai is ky leay apky pas tips tricks aor strategies bna ky kam krna chye dear mme5 forex trading ma successful hona hai to apko ma aik bat bta don ky hum kr mehnat kren ma management kren aor shurkh ruhh ho jain warna loss recovrr he problematic ho ga loss recovery ky leay apko struggling krni ho gi
          • #6 Collapse

            g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he ye hakeekat me apna account ko recover karna bahut muskhil he lekin mere khyal se kuch aise senior hen jo apna account ko recover kar payen ge jis ke pas knowledge he sirf wo ho kar payen ge
            • #7 Collapse

              Asslamo aaliekum brother, jasa k hame malom ha k forex online trading business boht acha online trading business ha mgr ye boht hi risky aor mushkil ha, Lahaza jb account loss ho raha ho to us ko recover krna boht mushkil ha but agr behter skill use ki jae to recover Ho bhi sakta ha.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sohbatkhan پيغام ديکھيے
                Dear members forex trding market mn trde krty hoy jb ap ka account loss mn chla jata hai tu as account ko recover krn bahut ziada mushkil ho jata hai q k aik tu ap k pass balance kam hota hai aor free margin bhe km ho jata hai as liay start sy he lot size control mn ralh k trde kren account recover krny k liay currency pair best hain.
                Je belkol sahih account loss May chala jai recover karna bahot mushkil hojata hai pehly say ihteyat say trade lagana chahye ta k baad May pachtaway na ho
                • #9 Collapse

                  G dear asa he ha lekin ya depend karta hai ap ke capital amount py ke ap ke pass kitni amount backup mein ager ap ke pass money hai backup mein tou ap is mein apna account recover kar sakte hain aur ager asa nai hai tou phr muskil hai ap ke liye
                  • #10 Collapse

                    demo account mai kam karty howe agar hamy loss ho jy to isy cove kar sakty hain lakin agar real account mai kam karty howe hamy loss ho jy to loss ko recover karna bohat muskil hota hain is liye hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe mahnet or confidence ky sat kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
                    • #11 Collapse

                      Dear friend gab hamen loss aa gata hy to osay recover karna bohot moshkek ho gata hy qu k ak to hamara balanse kam ho gata hy dosra hamary pass ziada margan bhi nahi rahta ges say hum loss recover karen
                      • #12 Collapse

                        Account recover kerna boht mushkil hay lakin itna bhi mushkil nahi kay koe ker na sakay. Asal main forex trading main jab loss ho jata hay to aksar log emotion aur relax ho ker trading say tang ho jatay hain que kay atraction nahi rahti hay. loss dekhnay ko dil nahi kerta hay. is liye zayda ter traders ay account recover kerna boht mushkil ho jata hay.
                        • #13 Collapse

                          jab hum kam karty hain to is main sb say phly learning achi karni ho gi kun kay jab market main order ko place kia jata hay to is main profit b ho sakta hay or loss b ho sakta hay kun kay agr loss hota hay to is ko hasil karna loss ko recover karna kafi mushkil sakta hay loss recover karna aik boht bare achevement hoti hay har kisi kay bs ki bat nai hay
                          • #14 Collapse

                            ager apkay pas capital kam ha or apko loss ho gaya ha.or ap us loss ko recover kerna cahty hai.to koi bat nahi apnay account main small trade open karain mager wo trade ap teb karain jab apko ua trade main 200%yaqeen ho.us time trade ko open karain.apka loss buhat asani kay say recover bi ho jay ga.or apko profit bi a jay ga..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ye baat bhi theak hay agar hum theak say trading nahi karen gay to es chakar main humay nuqsan ka khadsha hota hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh sahi say time dai kar he trading account ko achi trha manage kar kay run kar sakty hay es business main khoob time daina chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X