Why new traders fail in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    many traders are fail in forex due too lack of knowledge kyunke apko jab kisi kaam ka pata nahi hoga aur karna shuru kar denge without knowledge tu yakinan ap fail hi honge isi liye jab bhi koi kaam kiya jaye tu humein chahiye k pehle hum us kaam kk bare mein achi tarhan samjh le isi liye forex koo joo log bagair sochne samjhe tradingkarna shuru kar dete hain wo fail hoo jate hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      forex mein bohat sary traders daily fails hotay hai aur bohat kam percent hai success traders ki is liye people is ko risky business kahtay hian aur aap ko chaiye ky aap master traders ki tips par concetrate kiya kary yeh acah hai aap ky liye.
      • #348 Collapse

        mera khial hae k new traders forex trading mein is liay nakam hote hon ge k woh is ko easy le lete hon ge jaisa k ye forex trading nazar ati hae kiunk maene internet se hi is misaal ko practicable paya hae k hathi k dant khane k aur aur dikhane k aur.
        • #349 Collapse

          new trader k pass knowledge km hony ki vja se wo loss krty hai likn aheta haesta jb forexko smj lety hai tb acha earn krty hai bs start main knowledge aor experience ki kmi se kuch loss kr bethty hai
          • #350 Collapse

            new traders is liye fail ho jaty hain kun k wo pehly kisi sy trade krna smaajhty nahi hain, agaar unko start sy hi guide kiya jay, jo expert traders hain wo uski help kary or jo trade wo krty hain woi new traders ko b krwaye to wo fail nai hon gy.
            • #351 Collapse

              As the forex is the 24hours online business,so anyone can trade here any time.but there as some special time when the market moves quickly with time.its usually night time as USA market open and after any economical declaration by different governmen
               
              • #352 Collapse

                Of course, not only a large capital and play with large lots who makes a success in forex trading, volatile market developments must also follow the strategy is up to date so we do not run over the ever-evolving market.
                   
                • #353 Collapse

                  new traders fail to ho jaty hen but esa nai he k sary fail hoty hen men ny 1st time men hi acha profit earn kia tha or pehli peyment bhi li or 2nd payment par account block ho gia, :(
                  • #354 Collapse

                    yeah you are agre ebht se new trADERS yahan per aty hai or fail ho jaty hai actually unhy koi iodea nahe hota na he kisi rule ka itna pt ahota hai e sliye unk sath asay hota hi umko chhayie k taman rules ko follow kry
                    • #355 Collapse

                      g bhai jan aik naya insaan trading mai is liya fail hota hay us ko to achay tarika say knowledge nahe ho js ko achay tarika say knowledge hoti hay wo khabi fail nahe hota mai hay knowledge ap kay pass achai knowledge ho to ap khabi fail nahe ho gay wo is liya ap ko pata hota hay ap kiss mai fail ho jao ga yor kis mai pass ........
                      • #356 Collapse

                        if you learn about forex well and take your time for practicing you can change your life with forex trading
                        you will be able to make good profit from your trading in forex that help you to make good life for you
                           
                        • #357 Collapse

                          Yes why not but then we must also know that if we want to do this then we need to be very hardworking and considerate of the fact that it is only after a lot of efforts and struggle that I am able to get what I intend and desire to get
                           
                          • #358 Collapse

                            yes dear ksan new user forex ko choor jate han isa is lye hota ha kun ka is ka un ka pas forex ka proper knowledge nahi hota wo trde galat laga date han unhe loss ho jat ha or wo forex ko choor date an is lye forex ma 1st learning ki zarurat ha.
                            • #359 Collapse

                              Mera khayal ha k new traders jo hain,wo aik to un,experienced hote hain or dusri bat k wo lalach k chakar main parne ki wajha se nuksan se dochaar ho jate hain,mere khayal main new traders ko tahamul mizaji ka muzahra karte howe ziada mehnat karne k sath forex k business ko samajhne k liay demo account me practice kar k tajurba hasil karna chahiye,shukria.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                bro new log is liye fail ho jatay hain kiun kay aik to wo greed kar jatay hain kiun kay jab unko jab profit milta hay to woh chahtay hain aur ziyada profit milay phir wo lalach main aa jatay hain aur aik waja fail honay ki yeh bhi hay kay unko experience nahi hota aur wo hard woking nahi hotay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X