Spread daikhna zaroori hay kya?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread daikhna zaroori hay kya?
    Humay daikhna chahiye keh konsay pair par trade kar rahy hay aur har pair ka spread different hota hay aur hum nay jo take profit aur stop loss use karna hota hay wo humay es price say minus karna chahiye es trah hum market main safe bhi reh sakty hay ye meri raye hay baqi ap sab share karen eskay bary main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear spread tu must hota hy tabhi ap kise bi pair ko asani ky sath samjh sakty hy bas ap ko un pair per kam nahi kerna chahaiya jin mai spread ziyada hota hy kiyo ky ager hm log un maikam kerty hy tu hamry account choty hoty hy tu trade kafi loss mai open hoti hy or ager mazeed los smai chal pery tu phr account ka khtra ziyada hota hy un mai sy ap gbpnzd ya euraud jaisy pair per trade na kery balky ap eurusd gbpusd per hi trade kery tu hi best hy.
    • #3 Collapse

      Ji bhai spared ek lazmi chiz hai trading aur pair mai agar ap ziada big pair par trade karo gay tu apko loss hoga apka account wash ho jaye ga jab bhi trade lagayn choty spared lar lagayn jesey ero/usd iska spared 3 hai ye acha pair hai ham jesay choty traders k lia
      • #4 Collapse

        G han dear traders jes pair me be trading karna chahty hey agar spread ko dake par trades open karen gey to zeyda spread waly pairs me lot size ko kam select karna traders key es trade me risk involvement ko kam kar sakta hay.
        • #5 Collapse

          Bilkol dear jis pair py bhe hum nay trading karni hay us ka spread hamen zaror check kar kena chahiye q baz dafa trade loss mein chali jati hay aor usy birabar mein hi close karna behtar hota hay kuch pair ka spread floating hota hay to kucha ka fixed hota hay main to yehi suggest karon ga k hamen fixed spread waly pair py hi trading karni chahiye
          • #6 Collapse

            jee bhai spread chack kerna bahot zaroori hay q ka ager is kay bhager ap ka trede ki to ap ka loss ho jata hay q ka kuch pair main spread bahot zeyada hoti hay or kuch main bahot kum oar kager kum spread walay pair per trade ki jata to zeyada acha ho ga
            • #7 Collapse

              trading main spread dakhnay ki koi khas zaroret nahi hoti ha.kue kay sabhi currency pair main spread takreben same hi hota ha.jab kay gold main spread thora ziada hota ha.is liya trading main spread kam ya ziada nahi hota ha.spread her time same hi rahta hay cahay market fast ho ya phir slow.is say spread per koi khas farak nahi kerta ha..
              • #8 Collapse

                Re: Spread daikhna zaroori hay kya?

                forex mai hamy spread ko mady naraz rahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn karty hain or apne zarorto ko pura karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Spread daikhna zaroori hay kya?

                  han g bilkul spread ko dykhna zarori hy k broker ap sy kitna spread lyta hy har trade ka boht sy brokers sahe daty hyn spread but koi koi brokers spread boht iada dyty hyn khas tor par jb news ka time ata hy to un ka spread etna bhar jata hy k trades krny ka faida he kch nai hota to es kesm k brokers sy bach kr achy brokers ko tarjeeh dyn insta forex jasy brokers ko choice kryn.
                  • #10 Collapse

                    Re: Spread daikhna zaroori hay kya?

                    Spread buth important hy treading in real account ,,kun k jb ap real account ma entry laty ho ap ko apna stop loss or take profit jo setting krty ho wo pipe k according hy,, agr ap k broker ke spread zaida hy ap sl buth early hot ho jy ga loss ho ga spread bascily broker ka commission hota hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Spread daikhna zaroori hay kya?

                      Ji bhai ,spared ek lazmi chiz hai trading aur pair mai agar ,ap ziada huge pair par trade karo gay tu apko loss hoga apka account wash ho jayega jab bhi exchange lagan choty spared lar lagiyan jersey euro/usd iska spared three hai ye acha pair hai ham jaise choty buyers ok lia,
                      • #12 Collapse

                        Re: Spread daikhna zaroori hay kya?

                        G bhai ap ki bt thk ha ye hamari trading ka hisa ha hamaen koi bhi trade ksi bhi pair pe laini ho tu en cheezon ko mad e nazar rakhna chaye q k ye choti choti cheezain hmri trading ko safe banati ha.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Spread daikhna zaroori hay kya?

                          forex mai hamy spread ko dahk kar kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik international business hain hum is mai kam karty hain hamy bonus milta hain online ke dunya mai forex aik best business hain is mai hamara koi boss nahi hain forex mai spread ke bohat ahmeyat hain hamy kabe be inhy ignore nahi karna chahey

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X