Be practical in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Be practical in trading
    Dear friends jab tak hum trading mein practicaly involved nahein hon gy tab tak hamein trading ki koi smajh nahein aye gi. Hum chaye forex ko jitna bhi pherein hum is se faida nahein utha sakty. Jab tak hum is mein practice nahein kerein gy. Practice sab se best hai seekhny ky liye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear sahi kaha hy ap ny ager hm log apny kam ky sath hi mukhlis nahi hun gy tu hm log kabi bi us kam mai kamyabi hasil nahi ker sakty hy is liya ager forex kerni hu tu ap ko lazmi is mai mehnat or proper is ko time dy ker hi kerni pery gi baki kam tu ap ko loss ya profit monyh y end ma bataty h per yi ap kousi timebatata hy is liya is ai risk ziyada hothy.
    • #3 Collapse

      Bahot zabardast bat ki he ap ny q k practical k bghair forex trading me kmyabi baot mushkil he aor jo bhi hm study krty hen ya koi information hasil krty hen to us pe practically practice kren, q k koi bhi information ya hikmate amli jb tk practice se nai guzry gi tb uska fayda nai he, is liy forex totallt practical budiness he jis me mafroozy aorr kahanian nai chalti hen.
      • #4 Collapse

        Forex trading aur kisi b aur business ke learning karnay ke liye iss Mai practically kam kar Kay aur iss ke time laga kar practice say he learning aur trading performance ko behtar kiya ja sakta ha . Forex trading Mai ager practice na ke jiye tu trading skill behtar nai hoty hain aur trading Mai b behtri nai aa sakti ha.
        • #5 Collapse

          Ji bilkul app ne sahi kaha hy practical hone se hi humain forex ki samajh ati hy is lie jis ki jitni practice hi gi usi k mutabiq hi us ki achi earning ho gi is lie practicle bnain or practice per ziada tawajoh dain takay app aik successfull trader ban sakain
          • #6 Collapse

            Yes brother ap ki bat bilkul tek practice k baghair koi kaam krna mushkil hota ha english ki kahawat ha k practice makes a man perfect so humain chaheye k jitna waqt dy skty ha practice k leye utna hi faida hoga our jitni practice kam hogi us sa experience buhut der baad hasil hoga
            • #7 Collapse

              Yatra aap sab logo ko training Mein practically working karna Hoti Hai jitni Jyada Aap Yahan Par Forex ke kaam ko Samajh Kar practically working karte hain aap Ko Itna Jyada fayda Milega nuksaan kaam Hoga Kisne practice aapko long time ke liye ek achha wala platform provide kar sakti hai Kitni acchi practice Ho Gayi Uttaranchal aap ka platform yaha par satisfied Hoga isliye continue Rakho Jyada Se Jyada earningkart Jayenge answer
              • #8 Collapse

                forex trading business mein kaamyaab hone k liye experience buht ziada zaroori hy experience k baghair hum achi trading nhi kar saktay aur forex trading business ka experience tab hi hasil hota hy jab hum demo account par practice kartay han kiok knewledge se hum forex trading business ko samjh saktay han aur practice kar k hum trading ka acha experience hasil kar saktay han is liye practice buht zaroori hy new trader ko lazmi practice karni cahaiye is se acha experience hasil hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Be practical in trading

                  forex trading main humay practical honay ki need hoti hay tab he hum forex trading main kamya earning kar sakty hay es business main khoob time daina chahiye aur seekhna chahiye es business main tab he humari trading aur earning achi ho satki hay aur kamyab bhi tab he future bnaya ja sakta hay esmain
                  • #10 Collapse

                    Re: Be practical in trading

                    Real account p live trading ko practice na samjhein blke isko practical lain aor apny best experience and achi planning k bad trading mai kisi b trade ko join karein apki success ka raaz apko apki achi money management mai hota hai k kahan p stop loss lgana hai profit target kitba rakhna hai market mai risk se kesay apnay account ko safe karna hai and trading k doraan greedy factor se apnay apko kesay bachanay hai afar yeh sab batein practical ho k soachi jaein aor in p amal kia jaye to ham loss se bach saktay hain aor achay profit ko apnay lye yaqeeni bna saktay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Be practical in trading

                      g han bhai forex trading main jub tak hum practically or intrest nahi lety hain tab tak hum achi trading nahi kar skty hain tu zarori hai k aghr hm apni trading kar rahy hain tu es main pni hardworking ks ath interst len or kamyb ony k liye tradng ki mahnt karen ayse hum kamybhi hasil kar skty hain laken kuj bhi kiye bagir hum achi trading nahi kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Be practical in trading

                        Dear friends hum ko caheyh k hum forex per zada sy zada learn kar k trading karin kau k learning k bahir trading karna muskil ha aur samj be nahe ata k ap nay kider trade put kani ha aur kider trade put nahe karni es leyh hm ko cehhyh k hum learn karnin aur us k bad trade karin.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Be practical in trading

                          forex aik online business hain ham is main trading karty hain hamy is main demo account par practice karni chahey is main kam karny ky bad jab ham real account main kam karty hain to ham kamyab ho jaty hian or loss sy bach jaty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X