Gold per trading karni chahye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold per trading karni chahye?
    Main senior members sy yeh bat pochna chahta hon keh new traders ko gold per trading karni chahye ya nhi.. gold per trading bahut risky hoti hai aur is main account wash hony k bhi chances hoty hain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gold per trading karne chaiye kion ke gold ke market bohot he achi aur profitable type ke market ha . Gold ke market ziada profitable hony k sath sath bohot ziada unpredictable b hai iss liye traders k liye best yeh ha ke woh choty lot size aur minimum risk k sath gold ke market Mai trading kiya Karin.
    • #3 Collapse

      g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he dekho yar gold par trad karna risky to he lekin mere khyal me ye bissnuss bhi risky he bhai jan
      • #4 Collapse

        Dosto forex trading ma jo new trader hy un ko gold ki market sy dhoor he rhena chy kiun k gold ki market kafi taiz move krti hy agr new trader es pr trading kry Kiun k os k ps na knowledge hota hy or na experience to ho skta hy k wo trader apna account he wash krwa ly
        • #5 Collapse

          Dear fellow forex trading may gold par traiding karna buhut risky hay kionka gold ke market ko sirf senior members he behtar janthay hay new members ko mere khyal may currencies par trading karni chaheay kionka is may loss k chances Kam hothay hay lekin kisi be trade may new members ko lot size minimum rakhna chaheiay
          • #6 Collapse

            Bhai jaan sirf gold hi nahi baqi metal jasy silver, gold,CL ye sab achy profitable bhi hain bahut risky bhi hain. Ager in per trading ki jaye to ye ap ko acha profit bhi dy sakty hain aur ap ky account ko wash bhi ker sakty hain. Is liye in trade lagaty howy stop loss zaroor lagain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Forex me agr ham gold par trading karna chaty he to phir hame es ka acha knowledge or achi practice sy ham es par trading kar sakty he agr es me zada profit hota he to phir utna he zada loss b hota ha es par trading buhat risky hoti he hamary pas acha knowledge ho ga to phir ham gild par b easily trading kar sakty he

              اب آن لائن

              Working...
              X