Kia koi indicator hamen accurate results de sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia koi indicator hamen accurate results de sakta hai
    Friends ham trading men different types k indicators kobuse krte hain aur ham market k analysis men in se help lete hain but mera ye sawaal hai k kia koi indicator 💯 percent work krta hai to mere khayal men to aisa koi bhi indicator nhi hai jo 100% work krta ho
    Bahot se member indicators k bare men baat cheet kr khe hote hain to main unko suggest krun ga k wo indicator base trading na kren to hi behtar hai q k indicator nase trading se ham kabhi kamyab nhi ho pate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    nahi dear koi bi aisa indicator nahi hy jo ap ko 100 % resul nahi dy sakta hy asal mai jo bi indicator hoty hy wo ap ko kuch bato ki confermation ky liya hoty hy ager tu ap in ko sif is liya use kerty hy tu theek hy werna mai samjhta hun ky ap in ko trade kerny ky liya use nahi ker sakty hy ap khud sy market ko analysis kery or phr trade lagay tu wo ziyada achi trade ho gi.
    • #3 Collapse

      dar trading members apko maloom hona chye ky indicators h8men predictions dety hain aik idea hota hai ky ap ny entry kub leny hai exit kub krna hai agr apko knowldge aor experience hai aor ap support and resistance ko understand kr skty ho to apko bht profit ho skta hai lkn apko news fundamentals ka bhi ilm hona chye ky kub aor kis waqat news release hoti hai yeh bhi apko knowldge hona chye is ky bad apko trading krni chye simply indicators py bahrosa nhi kr skty
      • #4 Collapse

        bhai jan indicator ka kam hota hy hmein aik simat btana kay merket idher ja skti hy hy ager hm do ya tein indictor lagyein aur ager woh aik jese hee btyein simat tou yaqenun woh uc kou pora pora folow kare ga hmein chahye kay apnay inictor kou achi tarah dekheinuce smjhein woh kia btana chahata hy
        • #5 Collapse

          Nai dear mera nai kheyal k koe indicator hamen exact 100 percent indicate kar saky indicators hamari forex trading mein help zaror karty hain fifty fity chances hoty hain indicators ko dekh kar hamen khud analysis karny chahiyen tab hi hum aek achi trade open kar saken gy otherwise sirf indicators sy hum achy na to trader ban sakty hain aor hu achi trade open kar sakty hain
          • #6 Collapse

            jee mien yeh he kao ga k hamain indicators ka belkul bee kio bee fiada na hota hai jab hum forex mien aa ker indicators per bharosa kerty hie or wesy he bina analyis k trade open kerty hien to loss kerna hamara muqadar ban jata hai.
            • #7 Collapse

              g han bhai jan ap ne bikkul theek hi farmaya he dekho yar is ke bare me nhe janta mujhe is ka ilm nahi hain apne bhai jan bilkul sahi nfarmaya hain ,ujhe is bare mein kuch ilm nahi tha
              • #8 Collapse

                Dear indicators jitnay bhi han taqreban 50% say 80% accurate batatay han laiken humay indicators ko use kernay ka correct procedure bhi maloom huna chayi laiken pher bhi humay in per depend nhi kerna chayi kiun kay indicators hamesha past ka batatay han aor hum per past movements ko dekh ker andaza lagatay han kay market kahan tak move ker sakti han aor ager koi news release hu jaye tu pher situation bilkul olat hu jati hay aor humay loss hu jata hay.
                • #9 Collapse

                  forex man sixty to seventy percent trader loss ici liye kerty han kun k wu forex man hundered ercent accuracy chaty han forex man buhut zyada earn ing ha but ic tarhan say nae k koi aik single indicaotr follow ekryn or earning start hu jai kafi analysis kerny perty han.
                  • #10 Collapse

                    har indicator apna result daita hay aur agar hum chahty hay keh conferm trade ko pick kar saky market main to humay aik he indicator par inhisar nahi karna chahiye humay chahiye keh 3 say 4 indicators ko use karen aur un kay result agar same ho to hum market main achi trade kar sakty hay es say hum profit bna sakty hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia koi indicator hamen accurate results de sakta hai

                      forex mai indicators hamy accurate results dety hain forex aik online business hain in ke forex ai bohat ahmeyat hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy hamy kabe be indictiors py 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia koi indicator hamen accurate results de sakta hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: cmd پيغام ديکھيے
                        forex mai indicators hamy accurate results dety hain forex aik online business hain in ke forex ai bohat ahmeyat hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy hamy kabe be indictiors py 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi ho ga
                        indicators traders ki health ke liye hote hain is Sai traders market ke tel laga sakte hain lekin ek baat Hamesha mind Mere Khet Ki Koi Bhi indicator hundred percent right nahi hota aur indicators for day KB loss ho sakta hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia koi indicator hamen accurate results de sakta hai

                          forex mai indicators ke bohat ahmeyat hain alkin hamy in py 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain forex aik real or international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hum agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex world wide business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X