forrex main previous lose ko kaisay bhulaya ja sakta hay achi trading say etc?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forrex main previous lose ko kaisay bhulaya ja sakta hay achi trading say etc?
    dear main yeh poochna chahta hoon k jub hamain bahut bara lose hota hay to next trades ko lainay say pehlay ham isko previous lose ko kaisay bhool saktay hain ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex mein previous loss ko kabhi bhulana nahin chahyea balkay aap ko loss honay ki wajah talash karni chahyea aur aap ko woh wajah dour karni chahyea ta kay aap mazeed loss sae bachain aur koshish karain kay aise baatoun ko dobara repeat na karain
    • #3 Collapse

      dear friends forex main ager app nay previos loss ko bhulana hai tu app ko next trade ki tarf dhyhan daina bohut he zrrori ho ga kyon k jab ap next work par achi tra say focus kar k kam karain gay tu app ko profit mily ga acha aur jab app ko profit milta hai tu app sab previos loss ko bhol jaty hain iss lieya jab loss ho jay tu us ko nasehat samjh kar bhol jain aur nnext time k lieay ready ho jain aur relax ho kar kam karain.
      • #4 Collapse

        dear sab sy pehly tu apny mind mai yi bat rekh ly ky ap ko lazmi is bat ko paka zehan mai rekhan hy ky is forex ky kam mai loss ziyada hota hy profit ki nisbat tu ap ny bi jab bi forex mai ana hy tu loss ko pehly mind mai rekhan ho ga us ky bad jab ap ko is mai loss ho ga tu ap ko itni tension nahi ho gi or ap asani ky sath is mai trade ke rsaky gy.
        • #5 Collapse

          mery bhai previous loss ko hum ek achy profit say he bhula skty hain jab hmain earning hony lag jay achi is say to phr kahn purani bat yad rehti ha kisi ko k os ko soch soch kr depress he hota rahy..lkn condition sirf ek k ap achi earning kar rahy hon
          • #6 Collapse

            humay chahiye keh loss ko bholany ki bijaye us loss say sabaq seekhain kyun keh agar hum apny loss say sabaq seekhain gay to he hum market main achi trading kar paty hay aur apni trading skill ko enhance kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain mehant karty reahy tab he kamyab rehty hay esmain
            • #7 Collapse

              forex main agr loss hota hay to is main orevious lose ko recover karna kafi mushkil hota hay kun kay ziada loss hony say humain again mehnat karna hoti hay magr is kay badly main hum nest trader kar kay achi earning hasil kar sakty hain ziada achi trade hi loss ko recover sakty hain or humain loss b bhol sakta hay
              • #8 Collapse

                Dear kabi be previous loss ko bolna nahi chaye, previous trading me hamary trades loss me jany ki waja hamary knowledge me hona chaye, agar previous loss ko ignore kar dia jaye to traders ko kabi be apny mistakes me se learning ka advantage hasil nahi ho saky ga.
                • #9 Collapse

                  Re: forrex main previous lose ko kaisay bhulaya ja sakta hay achi trading say etc?

                  forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ko avoid karny ky liey apne galtiyo ko avoid karna bohat zarore hain pher he hum loss ko avoid kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik online business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forrex main previous lose ko kaisay bhulaya ja sakta hay achi trading say etc?

                    forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss sy bach ny ky liye apne galtiyo ko be avoid karna zarore hain pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X