ghltiyan likhein aur mustaqbil mein kamyab houn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ghltiyan likhein aur mustaqbil mein kamyab houn
    Dosto aj mein ap sb sy yeh kehna chahta houn kay forex mein ghltiyaan karnaa tou bht aam hy lakin ager ap chahty hein kay mustaqbil mein ja kar ap kamyab houn tou mein ap kou kehna chaht houn kay ap aik diary lay lein aur apni sari ghltiyaan jou bhi ap sy houn uc parr likhty jayein hr haftay aur itwar kou ghor karein ky ap ka nuqsan kese hua kahan py ghlti hui yeh woe chzein hein jou hmein nakami ki taraf janay sy rok sakti hein aur kamyabi ka rastaa dekhati hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai apne bilkul thek kaha hy humy apni gltio ka pta hona cahiy humy apni trade ki history dekhni cahiy is sy humy pta chl jata hy k humny pichli dfa kn c glti ki hy jis sy humy loss hua hy is sy hum agli dafa trade lgany my madad multi hy
    • #3 Collapse

      dera ap ki bat bilkul theek hy waqi ager hm log apni mistake ko ik paper per likh ker apny samny rekh ly or jab bi trade lagany lagy tu sab sy pehly us paper per nazer daly or daikhy ky in mistake mai sy tu koi nahi ker rahy hy ager nahi tu phr mai samjhta hun ky ap ki trade profit mai ziyada or loss mai kam chaly gi or ap acha profit bi kama saky gy.
      • #4 Collapse

        Forex traders ke doran traders ko chaiye ke woh apni trading say related mistakes ya ghaltion ko likh kar note kar liya Karin . iss trah karnay say traders ko kafi faida hasil ho sakta ha kion ke app ko bar bar same mistake ya ghalti karna say loss nai ho ga aur trading mai har din behtri ate jiye ge.
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha or ma apka sath 100% agree karta ha esleya hum ko chaheya ka hum apna mistake ko ignore nhi karna hoga q ka ager hum us ko ignore karta ha to per hum ko achi earning nhi hoge laken ager hum us ko correct karta ha to per hum ko achi earning hoge................
          • #6 Collapse

            G bilkul apny bht achi btn share ki hn forex trading mn gltian nhi krni chahy blky in gltion sy sikhna chahy taky hum mustqbil mn ye gltian kr ky loss na krn or forex trading mn ik choti c glti b apko loss apka acount wash kr skti hy is liy hmy chahy ky hum in gltion ko dor krn in sy sikhn phr forex krn agr hum esy hi loss krn gy to hm kmyab nhi hn sky gy
            • #7 Collapse

              Forex market mai mitake ya planning mai gap ko discuss krnay say ap market mai strong planning kr sakty hai. jis say ap ki earning bhe zada ho gy. Learning aur discuss say ap market mai zada best planning kr sakty hai. jis say ap ki earning bhe zada ho gy.
              • #8 Collapse

                jab hum forex mai kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain in galtiyo ko hum screen short py dahk sakty hain or jab hum next time apne galtiyo py gur karty howe kam kary gy to hum kamyab ho jy gy or hamy is ka acha bonus mily ga forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  g bikul ghaltiya to hoti hi rehti hen lakin agar us ghaltiyo se kuch seekha na jay to ap ko future me bohat zara loss ho sakta he lehaza ap ap me ghaltiya hoti hen to ap un ghaltiyo se kuch na kuch zaroor seekhe or agar muje se bhi ghalti ho jay to me bhi apni glatiyo se kuch na kuch zarroor seekhta hun ta k muje next time loss na ho sake or me achi earning kar saku.
                  • #10 Collapse

                    Ghaltiayn to insan se Hoti hin lakan insan ko lagta hi main ghlat nhi hon aur ghalti kar k apna mustaqbil be tabha o barbad kar deta hi insan ko ghaltiayon se sekna Chaea aur apny mustaqbil main kamyab ho kar behtar zindagi gozary
                    • #11 Collapse

                      agar hum apni galtio ko note kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay kyun keh galtio say sabq seekhna chahiye kyun keh sabaq seekh kar he hum market main regular base par achi earning kar sakty hay aur es business main knowledge ziada say ziada enhance karna chahiye tab he safe reh sakty hay
                      • #12 Collapse

                        jab hum kam karna start karty hain to is main mistakes b karty hain kun kay koi b start main hero nai hota hay sb ki zero say hi kam karna hota hay agr mistake ko note kar kay is ki durustgi ki jaye to kam karna main kafi acha profit hasil ho sakta hay magr humain demo ko use karna ho ta kay apni learning ki acha kia ja saky
                        • #13 Collapse

                          Re: ghltiyan likhein aur mustaqbil mein kamyab houn

                          forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka koi qasur nahi hota hamy apne galtiyo py gur karna chahey or next time apne galtiyo py gur kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ys bach saky gy or acha bonus earn kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                          • #14 Collapse

                            Re: ghltiyan likhein aur mustaqbil mein kamyab houn

                            kamyabi ka leya agr galtyain hoo jati hyn too ye brua nai hai agr ap wohi galti bar bar kar rahy hoo too ye bohat galat hai ap ko chaye k ap purani galtyou say sabak sheekyan takay ainda wasi galti na hoo ar aup apni trade ko profit ma lay jain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ghltiyan likhein aur mustaqbil mein kamyab houn

                              forex main ham kam karty hain hamy profit be malti hain or is sy apni zaroto ko pora kar sakty hain ham is jab koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy apni galtio ko avoid kar kam karna chahey pher hi kamyab ho sakty hain or best trader ban kar ban kar acha profit hasil kar sakty hain yai online ki dunya main king hain ham isy apna life time career be bana sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X