Loss ky baad trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he bhai jan mera khyal he ke jab hamen loss hota he to hamen ziyada sabar karna chahye ache time ki wait karna chahye aor ke sath apna trad open karen to acha rahe ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      agar hum ko loss hota hai to um es mien aa ker us waqt he trade kerty hien ger hamain jab profit hota hai to to hum es min aa ker sab say pahly hamain loss hota hai ro pher hmain es mien ja ker profit mil jata hai es lye mien yeh cheez apni nazar mien rakhta hion.
      • #18 Collapse

        g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee loss kee bad traing main tu ye khata hon kee loss kee bad bhi ham ko as main trading karny chahiy hai q k as main ham ko profit bhi hosakta hai thek hai bhai jaan
         
        • #19 Collapse

          Thanks you all friends. Mera bhi kehny ka yahi maqsad tha ky jab hum kisi bhi trade mein loss kerty hain to us ky baad kafi der tak hum hamara mood sahi nai hota. Jis ki wajah se hum acha decision nai ly sakty. Is liye thori der rest kerny ky baad ager trade lagai jaye to mery khayal mein acha rahy ga.
           
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
            Dear ager ap ko kisi wajah se loss ho jaye to ziyada tension lany ki zaroorat nahi hai. Q ky ap jitni ziyada tension lein gy ap se aur ziyada ghaltian hon gi.
            Mera mashwara to ye hai ky loss ky foran baad trading nahein kerni chaye q ky us time preshani ki wajah se hum acha decision nahi ly sakty.
            ager apko loss hota hai ap ko chahye k ap fori tor par trade bilkul na karen balky phly apny loss ki reason dhonde or apko chahye k apni mistake se sekhen or mazeed focus kren chart par mazeed deep analysis kren us k bad ja kar ap trade kren.
            • #21 Collapse

              Trading Mai loss karny ke baad traders ka apny emotions per control rakhna bohot zaroori hai . Trading Mai loss ke baad pressure he wajha say ziada chance iss baat ka Hota ga ke trades say mazeed b mistakes hon ge. Iss liye traders ko chaiye ko woh loss ka baad trading say Perhaiz Karin
              • #22 Collapse

                agar humay forex trading main loss huwa hay to humay chahiye keh apni loss ki reason ko daikhaina ur usko theak karen kyun keh agar hum usko theak karen gay to he humari trading achi ho pati ay aur hum tab he market main regular profit bna sakty hay humay chahiye keh esmain kisi kisam ki jald bazi bhi na karen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  forex trading mains ub se palhly hmain apny mind ko set krna chahye k hmain loss bhi ho skta hai es liye aghr apko loss ho jay tu apko chahye k wo apni trading main loss ko recover karny k liye apko achi trah se analysis karna chahye loss k bad jub ap jald bazi main trading karty hain tu wo loss ko kbhi recover nahi kar skty hain wo doabar pher loss karwa bethty hain apni trading main tu jald bazi nahi karni chahye

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X