forex trading business mein target rakh kar trading karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading business mein target rakh kar trading karna
    forex trading business mein hum target ko set kar k bhi acha profit earn kar saktay han lakin target ko set karne ka faida bhi hy aur nuqsaan bhi faida ye hy k target set kar k hum greed se bach saktay han aur daily target se acha profit earn kar saktay han aur nuqsaan ye hy k hum ne jo target set kiya ho ga wo hasil nhi ho ga tu hum ziada lot size use kar k trading karain gay js se loss bhi ho sakta hy aur account wash ho sakta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Targets se tarding krne se ham apni trades ko kafi had tak kamyab bn pate hain q k jab ham aik taraget rakh kr trade le rhe hote hain to hamari trades men aik dicipline hota hai aur dicipline k sath ki gi trades aksar kamyab hi hoti hain
    Aur hamen profit k liye always monthly target ko set krna hamare liye best hota hai q k jab ham monthly target k sath kaam kren ge then ham kamyab rhen ge aur hamare working days bhi zai nhi honge
    • #3 Collapse

      g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he dekho yar kai bande mene aise dekhen hen jo targit set nhe kia karte is trhan karne se bina break gari chalana hota he idhar ya udhar to mere khyal me ham apna targit set kar ke trad open kia karen
      • #4 Collapse

        Dear bro forex trading main target set kerna bh aik bahut ashy strategy hy aur forex trading buisnes ki bunyad hi strategies hn, ab her trader ki apny apny strategy hoty hy jis ko use ker ke wo forex se earning kerta hy, ab kush trader weekly target set kerty hn aur khush traders monthly aur kush daily mairy khayal ke mutabik to forex main target ko set kerna bh bahut zarory hy
        • #5 Collapse

          i think target set kerna theek ha but baaz trader itna high profit earn kerna chaty han jis pay market nae ja sakti. ic liye traders ku target tu set kerna chahye but itna lamba target na rekhyn k market wahan jai hi na.
          • #6 Collapse

            Forex trading business mein hum target ko set kar k bhi trading kar saktay han target ko set karne ka faida ye hy k agr target ko hasil kar liya jaye tu phr trading nhi karni cahaiye aur is traha hum greed se bhi bach saktay han aur greed se Jo loss hota hy us se bach saktay han
            • #7 Collapse

              Forex trading business mein target ko set karne ka faida bhi hy aur Target se nuqsan bhi ho sakta hy faida tu ye hy k apne Target ko achieve karne k bad hum greed jald bazi se bach saktay han aur daily Target se acha profit earn kar saktay han aur nuqsan ye hota hy k jab hum Target ko achieve nhi kar saktay tu ziada lot size use kar k greed mein trading kartay han js se account wash ho sakta hy is liye agr hum kam Target set kar lain tu ye behtaar hy
              • #8 Collapse

                kisi bhi kaam main apna targets rakhna sab say best planing hay jis say hamain apna maksad yaad rehta hay aur hamain yeh bhi yaad rehta hay k ham nay jana kahan hay same isi tarha forex k business main hamain apna take profit say kaam karna hota hay k hamaray knowledge k hisaab say markeet kis had tak move kar sakti hay aisa karnay say hamara knowledge bhi improve hota rehta hay aur ham lagtay bhi ba maksad hain.
                • #9 Collapse

                  Dear agr hum is main eik target py kam krte hein tu ye be acha ha forex trading business main target chota rakhy taqy hum month main asani se aone target ko compulete kr sakte ise faida ye hoga ky hum lalach se bach sakte hein aksar esa hota ha key hum is mn bohat zada month main profit eran krne k bhre main sochte hein jis ki waja se hum apna account wash kr jate hein
                  • #10 Collapse

                    Dear friend forex trading main hamen ak target set karna chahye aur os target k motabeq trade lagani chahye chahye hamen loss ho ya profet agar hum yeh target set kar lain to hum ak bary noksan sah bach sakth hain aur aj acha porofet bhi hasek kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      agar ap forex mien aik expert trader hien to ap es mien apna target rakh ker he trade kerty hion gay or ager ap k pass experience na hai to ap es mien aa ker kam ker sakty hie es lye hamain forex mien aa ker target ko zehn mien zaror rakhna hota hai.
                      • #12 Collapse

                        agar hum aik target set kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay kyun keh market main trading tab he safe hoti hay agar hum aik target stet kar kay karen gay agar hum bina target kay trading karen gay to hum market main earning nahi kar sakty ulta humay market main nuqsan he hota hay
                        • #13 Collapse

                          forex trading main jub hum trading karty hain os amin hmain apni trading main target ko set krna chahyye or kbhi bhi target ko high main set na karen jiss e apko osko achove he na ho asan target set karen ta k apko os main koi muhskil pesh na ay or ap apni trading ko achi trah se kar saken or jo bhi ap ny apna target set kiya hai osko asani se achive kar skaen tu yad rahy k asan target he achive hoty hain bary nahi
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading business mein target rakh kar trading karna

                            forex mai hamy weekly target bana kar kam karna chahey hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading business mein target rakh kar trading karna

                              forex mai hamy aik hafty mai target bana kar kam karna chahey hamy apne planing ky mutabik kam karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss hi jy ga forex trading aik aam job ke nisbat bohat ache job hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X