Balance aur equitty mein difference

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Balance aur equitty mein difference
    Account balance.woh hota hai jo hum nay deposit kya hota hai aur jab hum trade open kartay hain tou balance mein sae profit aur loss jo amount add ya minus hoti hai uss ko equity kehtay hain aur yeh amount equity mein hi show hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Blance wonhota hai jisse ham deposit krte hain aur equity wo hoti hai jo hamari kissi trade k doran chal rhi hoti hai
    Sada alfaaz men equity wo balance hota hai jo hamara instant balance hota hai wohi hamen equity ki soorat men show hobrha hota hai
    • #3 Collapse

      Balance aur equity main boht ziada farq hota hay jo kay har trader ko smajhna chahye. Balance wo raqam hoti hay jo ap kay account main asali deposit , bonus ke raqam ya jo ap ka nafa ya nuqsan chal raha hota hay, jab kay equity wo raqam hoti hay jo ap ky nafa ya nuqsan kay bad ap ky bachi hoti hay yani asali raqam jis ky ap maalik hoty hain.
      • #4 Collapse

        gee bhai balance or equity main bohat zyaada farq hay balance aap ka total deposit ya bonus hota hay jabkay equity aap kay paas woh amount hoti hay jo kay aap ki saari opened trades kay profit ya loss ko add ya subtract ker kay aap kay capital main say aap ko bataai jaati hay in precise yeh kay trade close kernay kay baad aap kay paas jo paisay bachhain gay woh equity hay
        • #5 Collapse

          hamara jo forex main balance hot hai wo her bar hamara aik he rahta hai or jab hamain loss hota hai to us waqt hamain es man aa ker equity change hota rah jata hai jab hamara equety change hota hai to hamain es mien hamara asal profit or los nazar ata hai.
          • #6 Collapse

            Ap ny new traders k liye q k jab b trade open karni hai us me equity show hoti hai lekin jab pata hi na ho to smjh kya aye gi is sy unko pata lag jaye ga k equity wo hai jo ap ko trade me loss ya profit ho raha hoga.
            • #7 Collapse

              g han ap ne bilkul theek hi farmaya he dekho yar me to filhal is me new hun is ke bare me mera knowledge itna high nhe he abhi tak me chahta hun jo mera reaply ho wo ap sab ko sahi lage ke is bhai ne acha reaply diya he shukrya bhai jan ap achi bat kahi he
              • #8 Collapse

                jis waqt hum is main paisy invest karty hain to humy is main trade lagny ki permission milti hai aur is sy hum trade karty hain aur is sy jo bhi humy profit hota hai ya to lose hota hai to hum is ko equity bonus kehty hain aur wo jo invest kia hai wo humara balence hota hai.
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  balance or equity donu hi trader ki property han ic man buhut fer hota ha ju equity hoti ha wu trader ka current balance show kerti ha or ju balance ha wu current nae hota ager koi trade open hu tu jub trade close hoti ha tu balance sahi aa jata ha.
                  • #10 Collapse

                    forex trading main balnce hmara bonus hota hai or equity osko kahty hain jis main hmari trade k according jo bad main hmain loss or profit k bad milta hai wo hmari equity hoti hai or hmary account main aghr tu equity hain tu he hum apni trading ko jari rakh skty hain jub equity nahi hoti hai tu hum apni trading nahi kar skty hain tu es bat ka khas khyal rkhna chahye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Balance aur equitty mein difference

                      forex mai hamy ache learning ky bad acha balance rahk ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forrex aik online or kabe be band na hony wala business hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain is usa or chaina or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X