Is it really easy for you to control your greed in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    No dear aisa nahe hai hum greed pe bhot he mushkil se control kar skthy han kyoun k greed ek aisi disease hai jo trader k lye dangerous hoti hai is se jitna ho saky dur raho gy to apki he bhalai hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      g han bahot hi easy hay greed par control hasil karna app ko trading ka weekly ya daily profit ka target banana ho ga or target pory hoty hey next day tak app trading bilkul b na karen es se greed app k mind se bilkul b khatam ho jaye ga.
      • #303 Collapse

        Greed ko control karna really difficult hai.Some traders tu greed ko bilkul bhi control nhi kar paty.Trading me greed traders ko bohat ziada loss deti hai.Greed control karna chahye jis say hum loss nhi karen gay.
        • #304 Collapse

          forex ke business me aap ke lye apne andar ke lalach ko khatam karte hue bohat si pareshaniyo ka samna karna parta hai lekin kuch arse ke baad is business me aap ko kamyabi mil he jati hai or aap mehnat ke sath apni greed per control kar lete hain .
          • #305 Collapse

            yes dear bilkul agr hum mehnat se kam krain or is ko sekh kr or smjh kr krain to hum loss se save rehte hain or hmain problem bhe nhe hoty.
            • #306 Collapse

              ager humaray andar self control ho to mere khayal se greed pay control karna koi ziada mushkil nahi hai islye apko chahye kay self contro seakhain ku kay ager humaray andar self control paida ho gaya to greed pay control ho jaye ga aur patience bhi paida ho jaye ga
              • #307 Collapse

                ager ap forex main acha work karna chata haan tu ap ko apna greedy paan pee control karna hu ga or professionals traders ke tarah ke behave karna hu ga otherwise ap ko forex main bhot he zada loss hu jata ha ager ap greedy paan show karta hu tu.
                • #308 Collapse

                  Greed par qabu pana itna asan nahi hota lekan agar hum chahain to is par qabu pa saktey hain. Agar hum trading sey pehlay aik target bana lain ya take profit wala option use kr lain to greed sey kafi had tak bacha ja sakta hy. Is tarah hamain decide nahi karna paray ga aur hamari lots automatically close ho jayen gi.
                  • #309 Collapse

                    ap punch bhee exchange kartay hein to apko is bat ko zahan mein rakhna roughage k agar apko benefit wali exchange karni feed to mujhay covetousness nahe karna agar menay thora sa bhee insatiability say kam lis to mujhay misfortune ho sakta feed transport yahe soch kar apko exchange karni chaye.
                    • #310 Collapse

                      ap hit bhee exchange kartay hein to apko is bat ko zahan mein rakhna feed k agar apko benefit wali exchange karni roughage to mujhay eagerness nahe karna agar menay thora sa bhee insatiability say kam lis to mujhay misfortune ho sakta feed transport yahe soch kar apko exchange karni chaye.
                      • #311 Collapse

                        Greed is curse aur hamain is sey apney aap ko bachana hy. Agar hum aik planning kr key trading krain gey to hamain loss aur profit ka aik andaza ho ga keh hum ney itna profit lena hy aur phir lots ko close kr dena hy. Is tarah hum greed sey bach saktey hain. Jo log baghair planning key trading krtey hain woh profit lenay key bad greedy ho jatey hain.
                        • #312 Collapse

                          dear aysa hy k ap jab tak es busines ko seekho gy nhn smjho gy nhn ap ko kabi b faida hasil nhn hone wala lehaza ap ko smjhna hy k ye business ap k liye kitna zarorii hy aur ap ko kitna aage le kar chal skta hy,.,,,,
                          • #313 Collapse

                            nahi g sahi baat ye hai ek is mein greed karna bohta ziyada mushkil hia aur apne agar is mien apne andar patience ko paida kar liya to ap phir is business mein zaroor kamiyab hosakte hian.
                            • #314 Collapse

                              Hmen is business me hmeshah lalach pr cantrol krna chahe hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm lalach se kam nae kiaa kareen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                Dear g han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen loss ho sakta ha is iliye hmen lalach se kam nahi krna chahe hmen is business me lalach ko kam kar k kam karna chahe

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X