Sideway ya raging market kia hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sideway ya raging market kia hoti hai
    Market k 3 trend hote hain aik bulish trend hota hai jismen market ups jati hai , aur aik bearish trend hota hai jismen market dowm jati hai aur third trend sideway hota hai jismen market aik hi point pe ups down hoti rehti hai
    Hamen uos and down trend men hi achi trades mill pati hain aur market jab running men hoti hai hamen tab hi market se faiada hota hai
    But jab market sideways ho tab hamen bilkul bhi apni trades ko open nhi krna chahiye q k iss surat haal men aksar ham apna loss krte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he lekin bhai jan is ke bare me mujhe nhe pata q ke me is me new user hun lekin mere senior ka bhi same yehi bat btata he me abi tak un se seekh raha hun but thans bhai ap ne achai bat btaya he me ap ki is bat se agree karta hun
    • #3 Collapse

      G han bro ap ki bat bilkul thk hy ap ki post bahut ashy hy aur informative bh hy aisy posts se newbies ko bahut faida hota hy aur wo bahut learn kerty hm jo bh seniors traders hn un subh ko chay ke wo aisy hi informative posts kerty rahin jis se newbies learn ker sakin
      • #4 Collapse

        trading market jub aik support aor resistance ky drmeyan range kr rahi ho to usko kehty hain market sideway hai means kisi trend py nhi hai neutral hai kesa ky iski big example hai ajkal gbpusd aik range ma hai aor is ko break nhi kr pa raha hai market ghoom ghama ky in di ranges ma ohnsi hui hai aor 1.2639 sy 1.2745 tk range kr rahi hai jub tk isko break nhi krti market yahan he phnsi rahy gi kisi bhi taruf break krna uska trend count ho ga
        • #5 Collapse

          sideway markeet ki wo wo condition hai jiss main markeet aik he jaga ya thory say support aur rsistnace area main move karti hai aur wo support ya rsistance tor nahi pati is ko ham sideway makreet kehty hain ya ham iss ko consolidation area bhe kehty hain iss postion main ham ko markeet main trade nahi karni chahieay jab markeet apna ye area breakout kary tu app ko phir iss main trade karna chahieay kyon k markeet apni price break kar daiti hai aur markeet ki price increase ya decrease hona ka faisla ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Han g aisy hi hai agar market up ho gi ya down jaye gi to hi hamy profit ho ga agar ek hi point k as pas rahy to ham ko profit nahi ho sakta hai or side way trend me ye hi hota hai is liye jab aisa trend ho to trading na hi kary.
            • #7 Collapse

              apny boht achi information share ki ha bro mjhy pehly is point ka ni tha pata k jab market ek he point k pas pas move karti rehti ha tab hmain trade ni leni chahiy or or na he side way trend ka pata tha kya ha..bulish or bearish ka pta tha lkn itna sure ni
              • #8 Collapse

                forex man trader k pas iwde range hoti ha trade kerny k liye. ager trader her baar trendk pichay jai tu trend bhi change hu sakta ha side way man trader ku koshish kerni chahye k wu short term trade open kery.
                • #9 Collapse

                  Re: Sideway ya raging market kia hoti hai

                  forex market ki movement jab side ways ho rahi ho to humay chahiye keh aisi market main trade na karen jab market ka trend clear ho jaye tab he trade karni chahiye agar hum ranging main trade kar lain gay to esmain trade phansa kar kay beth jaye gay aur humay aisa nahi karna chahiye hamesha humay trade trend main he reh kar karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Sideway ya raging market kia hoti hai

                    forex mai market ke movement side ko jate hain to isy sideway raging kahty hain forex aik online business hain is ke market ke movement 3 tarha ke hote hain forex mai hum investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Sideway ya raging market kia hoti hai

                      saideway market main hmain market na tu up main milti hai or na he down main milti hai jis ki wjah se hum market main apni entry bhi nahi lga skty hai or aghr lag bhi dety hain tu hmain os main risk milta hai q k os main loss hony k chances boht hoty hain infact ayse market main hmain loss he hota hai tu soideway main trading ko avoide krna chahye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Sideway ya raging market kia hoti hai

                        market side ko move karte hain isy sideway movement kahty hain forex aik interantional business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hum is mai agra lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik legal business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X