Forex main apni trading speed slow rakhan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main apni trading speed slow rakhan
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us ham ko apni trading speed ko blkul slow rakhni chaya jab ham her waqt trade lagata rahta han tu ham ko pta he nea chalta aur lose ho jata hai ham ko chaya ka market ko watch krta raha aur best time ka wait kran kiun ka agr ham jakd bazi sa kam lan ga tu lose ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum forex trading ma apni speed slow rakhy agr hum bar bar trade lagaty rahy gay toh humy loss hi ho ga is lea hum sub ko chaya k hum apni speed slow rakh k kam kary
    • #3 Collapse

      bilkul hmain apni trading speed ko slow rakhna chahiy constant trade ni karni chahiy is may loss k chances b phr ban jaty hain ab yeah to ho ni skta k hmain loss ho ga he ni lkn agr hum smhj kr or tb tk wait karin jb tk trade ni milte to loss k chance boht kam hota ha.
      • #4 Collapse

        yes bhai app sahi kh rahy hain kuch log forex ko juwa smjh kar asy sell buy karty hain aur wo profit tu earn kar laity hainmger jab un ko nuksan hota hai tu un ka sara profit bhe zaya ho jata hai aur sari investment bhe chali jati hai is lieay forex ko business samjh kar karna chhaieay aur jald bazi say kam nahi karna chahieay is ko aik professional method say karnna chahieay jiss say appko loss bhe tu wo app k profit say ziada na ho .
        • #5 Collapse

          Bilku dear asa he ager ap forex me ziada tezi kare gy tou ap yaqenan loss he kare gy is liye q k forex aik risky business hai aur is mein apko apne knowledge ke shat is mein work karna parta ha tabi ap is mein success hote hain otherwise nai
          • #6 Collapse

            market traders ku her waqt trade kerny ka chance nae daiti. ic liye traders ku chahye k forex man zyada tadad man trade na open keryn ager trader k pas zyada knowledge nae ha tu.
            • #7 Collapse

              je sir ap nay belkul theek kaha hai k forex mien hamain apni trading ka speed kam he rakhna ho ga jab hum es mein aa ker apni speed kam rakhty hien to hamain es ka fiada hota hai or hum es mie aa ker bhot zayada earning hasil ker sakty hien.
              • #8 Collapse

                Bhai forex m loss apko apni galti ki waja se hota haii .phle apko market ko smjhain ta keh ap long time es se earn kren demo account per practice kren jis se apko market ki movement ka idea ho jata phir jb trade lagya kren tu lots size km hona chahye r stop loss lazmi lgain jis se apka account kabi washout ni ho ga.
                • #9 Collapse

                  Ager hum apni speed slow rakhty hai to iss ke bohat sary reason hai matlb faidy hai aik to apko loss kum se kum ho ga thora thora profit apko milta rahe ga aur month ke end me apka acha khassa profit bun jata hai aur apka account bhi wash hony se bach jata hai
                  • #10 Collapse

                    forex mai hamy sloe speed ky sat kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or agar hum taze sy kam kary gy to hamy loss be ho sakta hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hai
                    • #11 Collapse

                      Forex mein hum log jitne slow chalte Hain hum log itna jyada sakte hain aur jis cheez ko hum log jitna jyada sakte hain hum log usse itna jyada profit and karte hain aapne example 200 nahi hogi slow and steady always win the race Forex baby was sample bilkul exactly baithi hai..
                      • #12 Collapse

                        forex trading business mein har waqt trade open karne se profit nhi hota aur experience trader aur new trader mein ye hi fark hota hy new trader har waqt apni trade open rakhty han aur loss ho jata hy hum ko cahaiye k hum market ko dekh kar samjh kar aur analysis karain jab market faveor mein ho tu trade open karain aur profit earn karain is traha hum jald bazi se bach saktay han aur buht si mistake se bach saktay han js se loss hota hy
                        • #13 Collapse

                          A.o.kgvhfvkkjj****adj
                          • #14 Collapse

                            Slow and steady wins the race ki kahawat se ager chalty rahein to hum bahut agy nikal sakty hain. Rozana ager hum thora thora bhi profit ekatha kerty rahein to month ky akhir mein aik reasonable profit ekatha ho jaye ga. Jo ky kafi hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              nhi bhai main aap ki baat sy muttafiq nhi hun trading speed slow k 2 matlab nikalty hain aap kis bary mein baat kr rhy hain trade open krny k bary mein ya close krny k bary mein q k agr open krny k bary mein aap ny ye farmaya hai to baat theek lagti hai lakin agr close krny k bary mein kaha hai to mery khayal mein ghalat hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X